3 tips of trend line trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 tips of trend line trading
    3 tips of trend line trading
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex market mein trend line aik aisa tool hota hey jo keh basic hota hey sab trading strategy mein say or samajhnay mein bhe assan hota hey yeh kese dosray tools kay sath mell kar estamal keya ja sakta hey tareef kay motabaq trend line aik aice line hote hey jo keh 2 ya zyada lower levels or 2 ya zyada higher levels say mel kar bante hey jes ka anay walay time mein paish kash ke jate hey mesal kay tor par trader aik tosee line ko draw kar saktay hein es kay irad gerd kay action kay sath zahair honay wale price ko daikh kar trade kar saktay hein forex trader ya to trend line ochaltay hein 1. swing low to swing low forex trade ke trend line jab 2 ya 2 say zyada swing lows ya highs ko jorte hey to on logon kay ley best chance hota hey jo keh swing ke trade kartay hein humara matlab yeh hey keh zigzag pattern kay sath takhleq kardah lower level ya higher level ko aik sath jorna hota hey aik bar jab hum forex market ke peaks ko dosree peaks kay sath jotrtay hein or lows ko lows kay sath jortay hein to hum es bat ko daikh saktay hein 2 trend lines kay sath candlestick break na hove ho zail ke mesal daikh saktay hein ap oper de gay pehle image mein daikh saktay hein keh 2 lines ko draw ke gay lines kayabe kay sath draw kar le gay hey en 2 points kay darmean mein price es line say break ho jate hey jo hum nay draw ke the or price es line say trend line ko break kar day ge humen woh chihay jo dosree image daikh saktay hein price kay lahaz say aik trend line kay sath jore hove hey jes kay ley 2 fake hotay hein or anay wallaytime kayley paish key jatay hein 2. jetnay points connects hon otna he behtar hota hey ap nay daikha ho ga keh 2 ya 2 say zyada lower ya higher points ka hawala deya jata hey aik trend line draw ke jate hey jes mein aik ya aik say zyada ka zekar keya ja choka hey jes ke wajah say trend line anay wallay time motalqa rah ko identify kar sakte hey or kaibar bounce bhe ho sakte hey tahum forex market mein trend line hamaisha kay ley kaim nahi rah sakte hey lahza bohut say bounce kay bad end mein gap ke omeed rakhne chihay es kay sahi honay ke pehle wajah yeh hote hey keh forex chart par kese bhe 2 points kay darmean mein line draw ke jate hey or end mein 50 bar 2 alag alag points hotay hein en points kay darmean mein line draw karnay ka asal matlab yeh hota hey keh ap kay pass jo ho ga woh mumkana trend line he ho ga 3. Buy bullish trend line , Sell Bearish trend line trend ap dost hey ap ko ager up trend lag raha hey to ap ko buy karna chihay ager ap ko forex market mein down trend lag raha hey to ap sell karnna chihay trading mein basic tor par es ka matlab yeh hota hey keh forex market mein bullish support line par buy keya jay or bearish resistance line par sell karna chihay on trader kay ley jo keh forex trading jargon mein nahi hotay hein nechay de gay tasweer mein ap es ke wazahat bhe kar saktay hein oper dey gay chart mein ap daikh saktay hein bullish trend ja raha hey jes mein trader buy ke entry lay kay ache trade ke opportunity daikh saktay hein acha profit bana saktay hein oper dey gay chart mein ap daikh saktay hein keh trader aik ache opportunity sell ke trade ke hey jo keh bearish ka trend hey forex trade yahan say sell kar kay ache earning hasell kar saktay hein conclusion 3 trend line tips strategy aik bohut he ache trading strategy hey jo keh forex market mein aik ache entry ka chance dayte hey yeh aik basic trading strategy hey market mein trader markeet ke condition ko daikh kar trend ko analysis karna chihay jes mein side ka trend matlab ager up trend hey to market mein buy karna chihay ager down ka trend hey to trader market ko sell karna chihay or profitable opportunity hote forex market mein gtrade kay ley humen es kesam ke trade participate kar kay ache earning hasell kare chihay
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X