Shooting star candle stick pattern.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting star candle stick pattern.......
    Shooting star candle stick pattern.......
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS A SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN ? Aslam u alaikum, Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members Ya shooting syar ak candlestick pattern ha ya shooting star pattern market ka chart ma tab banta ha jab market ke price advance ma hote ha or ya shooting star pattern market ka chart ma advance ma ban kar market ke price ko decline karna ka kam karta ha. Ya pattern market ka chart ma ak single candlestick sa mil kar banta ha or market ke price downtrend ke traf reversal karna ka kam karta ha ya pattern ak bearish candlestick pattern ha or ya market ko bullish sa bearish ke traf reversal karna ka kam karta ha. Ya pattern market ka chart ma jab banta ha to ya market ma top par ban market ka uptrend ko end kar data ha or market ka is uptrend ko downward ke traf reversal kar data ha. Ya shooting star pattern jab banta ha to is ma market ka opening or closing price same hote ha or ya pattern jab banta ha to ya market ma new long high point ko banata ha or market ke ko lower ke traf reversal kar data ha. Ya shooting star candelstrick pattern jab banta ha to is pattern ka near ma resistance level hota ha jo market ka strong downtrend ke traf reversal ka strength ko increase karta ha. Ya shooting star pattern market ka top ma ak single candlestick sa mil kar banta ha or ya jab market ko reverse karta ah to is ka reversal ka liya is ka sath is pattern ke next candle ko bhi dakha jata ha jo market ka downward ke traf reversal ka batate ha.

    FORMATION OF SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN : Shooting star candlestick pattern market ka chart ma ak specific shape ma banta ha or market ka upside sa downside ke traf reversal ka batata ha. 1: PREVIOUS TREND : Jab ya shooting star candelstrick pattern market ka chart ma banay ga to is time market uptrend ke traf move karte hoi ja rahe ho ge or market ma is time ak strong uptrend chal raha ho ga or or ya pattern market ka uptrend ma banya ga or ya tab banay ga jab market ke price ak strong uptrend ma ho ge or ya shooting star pattern market ka is strong uptrend ka top ma banay ga. Jab ya pattern banay ga to is sa phalay huma uptrend ma kuch bullish ke candle ko dakhna ko mila ge jo market ka uptrend ko increase kar rahe ho ge or market ke price ko high ma la kar ja rahe ho ge or is pattern sa phalay market ma strong bullish ka trend ho ga. 2: SHOOTING STAR CANDEL : Ya shooting star candelstrick pattern market ka chart ma ak single candlestick sa mil kar banay ga or is shooting star pattern ke ya ak single candlestick market ka chart ma previous bullish ka trend ma banay ga jab is pattern ke candel banay ge is ma market ke opening or closing price ak dosra ka near ma ho ge jes ka result ma market ka chart ma ak small real body candle banay ge or is pattern ke is opening or closing price ka near ma he is ka low point ho ga yani jo market ka opening or closing price ho ga is ka lower ma koi shadow ni ho ga or is pattern ke opening or closing price ak long ma is ka high point ho ga yani jab ya pattern banay ga to is ke small real body ka high ma ak long upper shadow ho ga ya shadow is pattern ke small real body sa twice sa long ho ga. Is candle ke jo small real body ho ge ya kese bhi colour ke ho sakte ha market ka chart ma yani ya small candel bullish ke bhi ho sakte ha or bearish ke bhi is ma jo market ka closing point ho ga wo is ka opening point sa high ma bhi ho sakta ha or opening point sa low ma bhi ho sakta ah ya jab bhi banay ga to is ma market ke opening or closing price ak dosra ka near ma ho ge wo bullish ke bhi ho sakte ha or bearish ke bhi. TRADING WITH SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN : Is shooting star candlestick pattern ma traders ko market ka bullish sa bearish ke traf ho kar ana ka signal milta ha. Jab ya shooting star pattern market ma banay ga to is sa phalay market strongly high ke traf move karte hoi a rahe ho ge q ka is time market ka bull ka control ho ga or ya bull market ke price ko strongly bullish ke traf la kar a rahe ho ge or market is bull ke waja sa jab high ma ay ge to market ka top ka high ma is pattern ke formation ho ge ya pattern jab banaya ga to ya bull star ma is pattern ma enter ho kar market ke price ko high ma la kar jay ga jab is bull ke waja sa market ke price high ma jay ge or high ma ja kar ak long point banay ge is high point sa is pattern ma jo bull ka control ho ga wo lost ho jay ga or market ma bear ka control a jay ga or ya bear market ke price ko reverse kar da ga or market reversal hona ka bad strongly downward ma a jay ge or ya low ma opening price ka near ma a kar close ho ge or traders ko market ka strong downward ma jana ka batay ge. Jab ya shooting star candelstrick pattern market ka chart ma banay ga to ya traders ko batay ga ka market ma jo buyers ha wo exit ho raha ha or market ma sellers enter ho raha ha jo market ko downward ke traf reversal kar da ga. Is pattern ke is candle ka complete hona ka wait kara ga jab is pattern ka bad next candle lower ma ose ho ge to is pattern ke formation ho jay ge or traders ko strong market ka downward ke traf ana ka signal mila ga or traders is pattern ma sell ke trade ko enter kara ga or is trade ka stop loss is pattern ka long upper shadow ka high ma rakha ga. SHOOTING STAR VS INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN : Ya shooting star or inverted hammer dono ak dosra ka opposite ma banay ga ya shooting star pattern market ka chart ma top ma banta ha or ya inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma lower ma banay ga ya dono pattern market ko reverse karna ka kam kara ga magar ya ak dosra sa opposite side ma banta ha or ya market ko bhi ak dosra ka opposite ke traf reversal karna ka kam karta ha. Jab ya inverted hammer candlestick pattern banay ga to is pattern sa phalay market downtrend ke traf move karte hoi ja rahe ho ge or ya inverted hammer pattern market ma downtrend ka bottom ma banay ga or ya market ko uptrend ke traf reversal karna ka kam kara ga. Ya inverted hammer pattern bhi ak single candle sa banay ga or is ma bhi market ke opening or closing price ak dosra ka near ma ho ge or is ke small body ka high ma ak long shadow ho ga ya pattern market ka downtrend ka bottom ma ban kar market ke price ko high ke traf reversal kara ga. Jab ys pattern market ka lowee ma banta ha to is ka jo long upper shadow hota ha ya huma market ke price ka high ke traf reversal ho kar jana ka batata ha. Inverted hammer pattern jab banta ha to ya pattern traders ko batata ha ka market ke price na or low ke traf ni jana or ya batata ha ka market ma ab sa buyers ka control ha or ya buyer market ke price ko bearish sa reversal kar ka high ke traf la kar jay ga is ma traders buy ke trade ko is pattern ka upper shadow ka top sa enter karta ha.
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • #3 Collapse

      Shooting Star Candlestick Pattern Forex trading, like any other financial market, relies on various technical analysis tools to predict price movements. One such tool is the "Shooting Star" candlestick pattern, which is a crucial indicator for traders seeking to make informed decisions. In Roman Urdu, let's explore what the Shooting Star candlestick pattern is and how it can be used effectively in Forex trading. Shooting Star candlestick pattern, Forex trading mein ek ahem tool hai jo ke price movements ke liye istemal hota hai. Yeh pattern traders ke liye ek aham indicator hai jo price trends ko samajhne mein madadgar hota hai. What is Shooting Star Candlestick ? Shooting Star candlestick pattern ek single candlestick pattern hota hai, jo ke ek bearish reversal signal provide karta hai. Is pattern ko pehchanne ke liye, aapko candle ki characteristics ko dhyan se dekhna hoga. Is pattern mein candle ki upper shadow lambi hoti hai, jabke lower shadow choti hoti hai. Candle ki opening price se closing price tak ka gap hota hai, aur iski closing price opening price se nicha hoti hai. Shooting Star ka naam isiliye hai kyunki yeh candle pattern ek star ki tarah dikhta hai, jiska tail (yaani upper shadow) asman ki taraf point karta hai. Yeh tail price ke sudden decline ko darust karta hai aur yeh bearish sentiment ko show karta hai. Istemal: Shooting Star candlestick pattern ka istemal price reversals ko identify karne mein hota hai. Jab aap is pattern ko kisi currency pair ki chart par dekhte hain, toh yeh aapko batata hai ke uptrend ya sideway movement ke baad market mein bearish reversal hone ke chances hain. Traders is pattern ko sell signals ke roop mein use karte hain. Risk Management Shooting Star pattern ka istemal karne se pehle, aapko risk management ka bhi khayal rakhna hoga. Stop-loss orders ka istemal karna ahem hai taaki aap apne positions ko protect kar saken agar market reversal hua. Conclusion Shooting Star candlestick pattern Forex trading mein ek ahem tool hai jo traders ko bearish reversals ko pehchanne mein madadgar hota hai. Is pattern ko samajhna aur sahi tarah se istemal karna traders ke liye ahem hai takay woh sahi samay par apne trades ko manage kar saken. Iske sath hi risk management bhi zaroori hai taaki trading mein nuksan se bacha ja sake.
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum kesay hein ap sab members. Main umed krti hon ap sab thek hongay or apki posting behtreen ja rhi hogi isky sath apka trading session bhe acha ja raha hoga. Aj ka hmara discussion ka jo topic hay woh shooting star candlestick pattern ky baray mein hey isy dekhty hein ky yh kia hy or hmen kia malomat faraham karta hai. Shooting star candlestick pattern Shooting star candlestick pattern ek reversal pattern hai jo ke uptrend ke baad aata hai. Ye ek single candle pattern hai, jisme sahi candle ki jisamat choti hoti hai aur upper wick lamba hota hai, jise hum shooting star kehte hain. Ye neshandahi karta hai ke jesi market mein bearish reversal hone ke chances hain.Shooting star candlestick pattern forex trading mein ek ahem pehlu hai. Jab ye pattern uptrend ke baad aata hai, to ye neshandahi karta hai ke buyers control se bahar ja rahe hain aur sellers galib aty huy badh rahe hain. Iska matlub hai ke market mein reversal hone ke chances hain aur aapko sell ki taraf dekhtay hue apne trading strategy ko adjust karna chahiye. Lekin hamesha yaad rahe, ek single pattern par pura bharosa na karen aur dusre technical indicators ke saath milake tajziya karen.Shooting star candlestick pattern, doosre patterns se iski pehchan mein kuch khaas khad o khal se hoti hai. Iski pehchan ke liye aap ko kuch baaton ka dhyan rakhna hoga. Shooting star mein, candle ki body choti hoti hai aur upper wick lamba hota hai, jo ke ek tarah ka inverted hammer hota hai. Ye pattern uptrend ke baad aata hai aur indicate karta hai ke buyers ki mazboti kamzor ho rahi hai. importance of pattern Iske alawa, doosre patterns jaise ke hammer ya doji, inki shakal aur position mein farq hota hai. Har pattern ki ek alag kasosiyat hoti hai, aur inhe milake market trend ko samajhna zaroori hai.Shooting star candlestick pattern ka istemal karte waqt traders ko market mein hone wale mumkina trend reversal ko shanakht karne mein madad milti hai. Agar aap shooting star dekhte hain, to iska matlub hai ke buyers ki strength kamzor ho rahi hai aur sellers control mein aa rahe hain.Traders shooting star ko dekhte hue apne trading strategy ko munazam kar sakte hain, jaise ke sell positions lena ya mojoda positions ko hedge karna. Lekin yaad rahe ke ek single pattern par pura bharosa na karen, aur dusre technical indicators aur tajzia tools ka bhi istemal karen market ki puri picture samajhne ke liye.Shooting star candlestick pattern ka istemal karne ke fayde hain ke ye traders ko potential trend reversal ka pata lagane mein madad karta hai. Agar aap is pattern ko sahi taur par tajdeed karte hain, to aap market mein hone wale tabdeelio ko pehlay say he neshandahi kar sakty hain.Lekin iska istemal karne mein kuch challenges bhi hote hain. Baz dafa yeah galat isharay bhi aate hain, jiski wajah se trader nuksan utha sakte hain. Isliye, shooting star ke signals par pura bharosa na karke, dusre technical indicators aur market analysis tools ka bhi sahara lena important hai. Har ek trade ko ehtyat say plan karna aur risk management ko dhyan mein rakhna bhi zaroori hai.
        • #5 Collapse

          SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN IN TRADING INTRODUCTION Shooting Star ek candlestick pattern hai jo trading mein istemal hota hai aur bearish reversal ko darust karne mein madadgar hota hai. Ye aksar uptrend ki aakhir mein paaya jata hai.Ye pattern aik candle se bana hota hai jismein aik chhota real body hota hai (khula aur band hua daam mein farq) aur aik lambi upper shadow hoti hai (din ki bulandi) jiski kisi ya kam lower shadow hoti hai. INTERPRETATION OF SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN Lambi upper shadow ye dikhata hai ke trading session mein buyers pehle daam ko buland le jate hain, lekin din ki aakhir mein bechne wale qabza hasil kar lete hain.Chhota real body khula aur band hone ke daamon mein chhota farq darust karta hai, is se tashweesh zahir hoti hai. Ye pattern bullish se bearish trend mein mukhtalif hone ka ishara karta hai. TRADING STRATEGIES Traders jab Shooting Star dekhte hain to woh short position lena ya long position ko khatam karna ka sochte hain, khaas tor par agar ye kisi ahem resistance level ke qareeb ho. Shooting Star pattern ko tasdeeq karne ke liye, traders aksar agle trading din ek bearish candle ki tafteesh karte hain. Agli bearish candle ye darust karti hai ke trend reversal tasdeeq hua hai aur short trade mein dakhil hone ka ishara milta hai. Risk management ahem ha. stop-loss orders lagaye jate hain taake agar market umeed se ulta na ho, to nuksan se bacha ja sake. SHOOTING STAR TREND REVERSAL AND BREAKOUT Shooting Star taqatwar reversal signal hai, lekin ye puri tarah yaqeeni nahi hota. Isko dusre technical aur fundamental analysis tools ke sath istemal kar ke sahi trading faislay karne mein madadgar sabit hota hai. Is tahqiqat se pata chalta hai ke Shooting Star candlestick pattern trading mein aik ahem instrument hai. Is pattern ko samajhna aur pehchanna traders ko potential trend reversals ko pehchanne mein madadgar banata hai, jo unke trading strategy ka zaroori hissa hota hai.
          • #6 Collapse

            Shooting Star candlestick Pattern: Assalam o alaikum!Dear my friends Shooting star candlestick pattern aik choti si candle hoti hai aur jab market ky chart pattern candle banti hai to phir humein pata chalta hai ky ab shooting star ban gaya hai shooting star jab bhi banta hai to market mein ek naya trend banta hai aur is se hum kaafi acha faida utha sakte hain aur agar hum market mein time trade karte hein to humein kaafi acha faida mil sakta hai is liye humein shooting star ke bare mein ache tarike se Janna chahiye aur humein chahat ki bar bar practice kar ky ache tarike se usko samajh na chahiye tab hi hum iske metallic ache tarike se jaan sakte hain aur tab hi hum behtar kam kar sakte hain agar hum shooting star ke bare mein ache tarike se jaan Le aur market ke analysis karne to humein market se kafi acha munafa mil jata hai shooting star ko humein hai niyat daily chahiye aur is sy zaroor istemal karna chahiye. Confirmation of Shooting Star candlestick Pattern: Dear forex traders Bearish candle ky high aur open price ky dermiyan fasla real body ky size mein kam sy kam double ky braber hona zarori hy. Aur bearish candle k low aur candle ky close ky dermiyan fasla kam sy kam ya zero fasla hona bhi zaruri hy in do baton sy Shooting Star Pattern ki confirmation hoti ha. Shooting Star Pattern ager teen ya teen sy ziada consective rising candles jin ki upper wick long ho aur isky baad shooting star aye to ye kafi effective down movement market price mein hoti ha. Trading strategy with Shooting Star candlestick Pattern: Dear my students Jab Shooting Star candlestick Pattern ky baad wali candles "Gap-down" ya close sy open ho to traders "Sell ki trade" active ker dein. Aur Stop loss ko Shooting Star ky "High" per place kerty hein aur "Take Profit" ko next support level per place karein.
            • #7 Collapse

              Shooting star cantastick pattern

              Shooting star aik bearish candle stick hai jiska upare saya aik lamba saya hai kamh ya koi nicha ka saya nhi aur din ka nichla hisa ka qareeb aik chota sahaqiqi jisam hai ya aik uptrend ka badh zahir hota hai shooting star aik qisam ki candle hai jo ish waqt jo ish waqt banti hai jab security kulte hai numayain tor par agha barhte hai lakin phir kulhe ka qreeb day ko dobara bandh kar date hain .. shama din ko shhoting ka star samjhnay k liay tashkeel price k peshgoi k doran apppear honi chay ais k ailwa din k more price qeemat aur basic price k mid mai fasla shooting star k jism se ho ga zyada hona chaye asli jism se neechay lamba saya nahi hona chaye Key takeways;aik shooting star peash gohi ka badh hota hai aur ishara karta hai price girna surah ho chuki hai din ka waqt price mein numayain izafa hona ki try ki gaye lakin phir farokht peoples nein qabza kar liya aur price ko dobara kalah ki taraf dahkeel dai trader amoman ya dikhna ka liya intizar karta hain kah shooting star ka badh agli candle mudat kia karti hai agli mudat ka duran price kam hoti hai Ye pattern trader ki help karty hain k wo asy decsion leyn k unko benefit ho saky. But es ma trade open karny sy pehle unko counter trend ka b soch lena chahe. Es k sath sath trader ko es pattern k sath sath munasib stop loss b use karna chahe ta k wo maximum loss ay bach skyn. Forex trading ma trade k open karny ay pehle he loss k bary ma sochna zaruri hai is liya
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                shooting star candlestick pattern Asalam-o-alikum! shooting star candelstrick pattern market ka chart ma ak single candlestick sa mil kar banay ga or is shooting star pattern ke ya ak single candlestick market ka chart ma previous bullish ka trend ma banay ga bearish candle stick hai jiska upare saya aik lamba saya hai kamh ya koi nicha ka saya nhi aur din ka nichla hisa ka qareeb aik chota sahaqiqi jisam hai ya aik uptrend ka badh zahir hota hai shooting star aik qisam ki candle hai jo ish waqt jo ish waqt banti hai jab is pattern ke candel banay ge is ma market ke opening or closing price ak dosra ka near ma ho ge jes ka result ma market ka chart ma ak small real body candle banay ge or is pattern ke is opening or closing price ka near ma he is ka low point ho ga yani jo market ka opening or closing price ho ga is ka lower ma koi shadow ni ho ga or is pattern ke opening or closing price ak long ma is ka high point ho ga yani jab ya pattern banay ga . importance shooting star dekhte hain, to iska matlub hai ke buyers ki strength kamzor ho rahi hai aur sellers control mein aa rahe hain.Traders shooting star ko dekhte hue apne trading strategy ko munazam kar sakte hain, jaise ke sell positions lena ya mojoda positions ko hedge karna. Lekin yaad rahe ke ek single pattern par pura bharosa na karen, aur dusre technical indicators aur tajzia tools ka bhi istemal karen market ki puri picture samajhne ke liye.Shooting star candlestick pattern ka istemal karne ke fayde hain ke ye traders ko potential trend reversal ka pata lagane mein madad karta ha. end points inverted hammer candlestick pattern banay ga to is pattern sa phalay market downtrend ke traf move karte hoi ja rahe ho ge or ya inverted hammer pattern market ma downtrend ka bottom ma banay ga or ya market ko uptrend ke traf reversal karna ka kam kara ga. Ya inverted hammer pattern bhi ak single candle sa banay ga or is ma bhi market ke opening or closing price ak dosra ka near ma ho ge or is ke small body ka high ma ak long shadow ho ga ya pattern market ka downtrend ka bottom ma ban kar market ke price ko high ke traf reversal kara ga Bearish candle ky high aur open price ky dermiyan fasla real body ky size mein kam sy kam double ky braber hona zarori hy. Aur bearish candle k low aur candle ky close ky dermiyan fasla kam sy kam ya zero fasla hona bhi zaruri hy in do baton sy Shooting Star Pattern ki confirmation hoti ha. Jab ys pattern market ka lowee ma banta ha to is ka jo long upper shadow hota ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X