Spinning Top Candlestick Pattern Kya Hota Hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning Top Candlestick Pattern Kya Hota Hay?
    Spinning Top Candlestick Pattern Kya Hota Hay?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Spinning top candlestick pattern, jo ki technical analysis mein istemal hone wala hai, ek neutral ya indecisive market sentiment ko indicate karne wala pattern hai. Is pattern ko traders candlestick charts par dekh kar price action analysis karte hain. Spinning top candlestick pattern ki wazahat neechay darj ki gayi hai: Wazahat: Spinning top candlestick pattern ek single candlestick se bana hota hai, jiska body chota hota hai aur tail (ya shadow) dono taraf extend hoti hai. Is pattern mein price ki opening aur closing level barabar ya kareeb barabar hoti hai. Spinning top pattern ki body choti hoti hai aur isay "real body" kehte hain. Jab price bar start hote waqt neeche ki taraf hota hai aur khatm hone par upar ki taraf aata hai, toh iska body choti hoti hai. Tail dono taraf extend hoti hai, jise "wick" ya "shadow" kehte hain. Ahmiat: Spinning top candlestick pattern ka istemal traders indecisive market sentiment ko identify karne ke liye karte hain. Jab spinning top pattern form hota hai, toh ye indicate karta hai ke buyers aur sellers ke beech ek balance hai aur market mein koi clear direction nahi hai. Is pattern ki ahmiat isliye hai ki isay traders price action analysis ke saath combine kar ke use kar sakte hain. Agar spinning top pattern strong support ya resistance level ke near form hota hai, toh ye ek potential reversal ya continuation signal provide kar sakta hai. Traders spinning top pattern ko entry point confirm karne ke liye istemal karte hain. Ye pattern indicate karta hai ke market mein uncertainty hai, isliye traders ko price action aur dusre technical indicators ki madad se further confirmation ki zaroorat hoti hai. Spinning top candlestick pattern ki wazahat aur ahmiat ko samajhne ke liye, traders ko candlestick chart patterns aur price action analysis ke basic concepts par bhi ghor karna chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Spinning Top Candlestick Pattern ki kya ehmiyat hy? Hello dosto Spinning top ik esi candlestick hoti hai jo up trend ke peak par ya down trend ke bottom par or trend k middle ma b ho to aksar nazar ati hai. Ye candle bearish or bullish dono kisam ki ho sakti hai. Ye candlestick small body par mushtamil hoti hai jis k opening point or closing point ik dosray k kareeb hoty hain. Ye pattern us surat ma banta hai jb buyer or seller k dermiyan indecisive situation ho. Ye candlestick forex trend k possible change hone ko show karti hai. Traders ko market ma jb ya candlestick nazar a jaye to unko apni trade ko hold kar lena chahe or market ki next move k liye wait karna chahe.Spinning top candlestick Ek Aisi candlestick hoti hai jo aapko market Mein reversal train se related information provide kar rahi hoti hai dear jab aap market Mein is candlestick ko observe karte hain to is mein apko bahut jyada profit milne ke chance hote hain aur Market mein aap ek achi entry Hasil kar sakte hain. Most important knowledge of Spinning Top Candlestick Pattern: Dear forex members Spinning top candlestick of maximum trading opportunity ko provide Karti hai jisme ap trade open karke profit le sakte ho,bullish spinning top and bearish spinning top candlestick trading market main aapko entry aur exit point decision deti hai spinning candlestick se hamain maloom hota hai ki market ka friend continue rahe ga ya river ho jaye ga iske sath agar ham trading ke liye moving average use Karen oscillator indicator best guidance ke liye use kar len to ham important information lekar maximum profit le sakte hain bullish spinning top ka matlab hota hai ki train abhi continue rahega. Lekin jab Kisi pattern ke top per bearish spinning top ban jaati hai to iska matlab hota hai ki short term ke liye market mein train reversal ho sakti hai aur aap selling opportunities le sakte ho Apne assets ko sell kar sakte ho aur aur accha profit banaa sakte ho. trading market mein hamen straight chij ke sath kam karna hai aur opportunity to Dekh Kar unko kaise karna hai Forex trading market mein hamen management ke sath safety step lekar Apne capital ko sev rakhte hue ham karna hota hai agar ham yahan per casually trading start karenge to hamare liye problem banegi aur is mein profit kam loss maximum ho jaega hamen risk reward ratio ke mutabik trading karna hoti hai metatrader 4 main aapko maloom hai ki ek bande ka profit dusre trading ke pass chala jata hai aur dusre trader ka profit teeth trader ke pass chala jata hai agar aap metatrader 4 terminal per icon ko carefully study karoge to aapko maloom ho jaega to Forex trading market actually kya business hai liquid providers market se profit extract bhi karte Hain aur import bhi karte Hain. lekin humne technical analysis bhi karna hai indicator ko bhi use karna hai aur ek Norma calender mein daily basis per release hone Wali news ko bhi follow karna hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X