Spinning top candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning top candlestick pattern
    Spinning top candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke mian umeed karta hon ke theak Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai spinning top candistic pattern yah Ek bahut zada use hone wala technical tool hai aur yah trend reversal Hai Humne is topic mian spinning top candle ko aur candle ki importance kya hai bullish reversal ko bhi discuss Karenge ISI topic mein aur isko understand karne ki koshish Karenge Definition of Spinning top candlestick pattern Spinning top candle ki short real body hoti hai jo ki Upar aur niche Shadow Ke Darmiyan Hoti Hai yah body bullish or bearish ho sakti hai spinning top market Mein indication ko zahar Karti Hai Matlab Ki buyers or sellers equal force mein maujud hai aur Market Mein Koi Faisla Nahin Ho saka Jab market Upar Hai To seller Ne Sell Kiya aur Upar ki taraf shadow ya wicks ban gaya aur jab market niche Gai to buyers Ne buy kis jes ke waja sey nechy sey wick ban gia or dermeyan main aim chose c body bhe hai Agar yah pattern strong support ya resistance level per Bane aur isase next candle iski confirmation kar de to yah trend reversal ka signal ho sakta hai Bullish Reversal spinning top Pattern Yah pattern bearish trend ke bad mein support level per banta hai aur yah reversal ka signal hota hai Iske bad market bullish Ho Jaati Hai Lekin is se pahle iski confirmation important Hai Iski confirmation yah hai ki support level pay pahle spinning top candle Bane bearish body ke sath aur FIR Uske bad Usi time frame Mein next candles spining Top ki closing price se upar close Ho Trading Spinning top candlestick single candle pattern hone ki vajah se traders ke liye wazi signal Nahin Deti Hai Aur side way market Mein To yah invalid ya Neutral candle Hoti Hai yah candle price ke top ya bottom mein thore bahut Muoasar hoti hai candle ki trading se pahle market Mein long term ki timeframe select karne ke bad price ke top ya bottom position dekh Len Uske bad Kuchh indicator Jaise CCI aur stochastic oscillator per value dekh le jo ki overbought ya oversold zone mein hons important hai stop loss candle ke bottom ya top se 2 pips below yeah above set Karen
     

    اب آن لائن

    Working...
    X