Fullback" and "Breakout" in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fullback" and "Breakout" in Forex Trading
    Fullback" and "Breakout" in Forex Trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Fullback" and "Breakout" in Forex Trading

    Introduction Salaam Alaikum dear member kya haal chaal hai main bhi karta hun sab log khairiyat se ho gaye aur kitne bahut Achcha kam bhi kar rahe hain dear market Mein kam karne ke liye time management bahut jaruri hai Jitna time Ham marke itne Doge aapko itna hi Achcha fayda Hasil Hoga aur uske साथ-साथ aapke pass Achcha serious aur Achcha knowledge Hona bahut jaruri hai der Mein aaj aap Logon ke liye ki naya topic Leke Aaya ummid Hai is topic se aapko Kafi sahayata fayda hoslo aayojan Mein topic ki taraf Chalte Hain
    Pullback And Breakout Trends k mutabiq trading forex market main agay rehne aur faida mand mawaqay peda karne ka aik behtareen tareeqa hai. Yeh tareeqa aap ko price k trend ki nishan-dahi karne, un ki khobiyon k analysis karne aur is ke mutabiq trading plot karne ki ijazat deta hai. Trend trading bohut si marketon ke liye mozoon hai, jaisay ke stock ya forex trading, aur iss ko new ya expert dono tarah traders istemal kar sakte hen. Aik behtar technique jab trading k trends mein pullback hota hai, to uss waqat market mein enter hona hai, q k prices apne asal trend ki taraf wapis chali jaye gi. Taham, aik aur maqbool technique breakout k baad market main daakhil honay ka tareeqa hai, jo pullback ki nisbat ziyada faida mand sabit ho sakti hai. Pullback aur breakout par trading se pehle market main trend ko pehchanna bohut zyada zarori aur aham hai. Market k trends ko pehchanney ke liye kayi tareeqay istemaal kiye ja satke hain, jin mein se bohat si techniques mushkil hain, lekin kamyabi k liye un ka hona zaroori nahi hai. Trend ki nishandahi karne ke aasaan tareen tareeqon mein se aik yeh tay karna hai ke aaya price aik khaas peroid ke dowran is ki average se ziyada hai ya kam. Yeh tareeqa akailey future price ki movement ki simat ka andaza laganay mein madad kere ga. Ye time period one to six months tak kahin bhi ho sakti hai, jo in main sab se latest time period hoga, wo sab se ziada moasar hoga. Pullbacks Entries Jab bhi aik bullish trend k dowran prices din k lowest area main a jaye ya aik bearish trend k dowran din k highest position par chali jati hai, to uss waqat prices ka ye reaction aik pullback kehlata hai. Pullback uss waqat hota hai, jab mojooda trend ke dowran price aarzi tor par opposite simat mein ghoom jati hai, ye teen ya chay mahino ke douran ban'nay walay trends ho satke hain. Pullback pichlle low ya high se up ya down hoga. Pullback ko maloom karne k leye aik four hourly timeframes ki selection karen, jiss main dekhen k prices apne maojoda trend k dowran kia reaction deti hai, agar aik qeematen four hourly timeframes main kam back karti hai, to uss waqat ye aik pullback hoga, jo apne sabeqa trend ko hi follow karna shoro karega, nahi to prices ka trend reversal bhi ho sakta hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X