Dark cloud cover candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover candlestick pattern
    Dark cloud cover candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj js topic ko Ham discuss Karenge vah Hai dark cloud cover candlestick pattern Ham Apne aaj ke topic mein dark cloud cover ke Kuchh Khasoyat per discuss Karenge jinmen candle ki formation aur Iske use per confirmation per discuss Karenge aur is understand karne ki koshish Karenge Details of Dark Cloud Pattern Dark cloud cover candlestick pattern Ek bearish reversal pattern hai jo market trend ki potential reversal ko change karta hai is pattern ko understand karne ke liye aapko 2 consentive candlestick Ko samajhna Hoga first Ek up Trend ke bad green upward Candle Hota Hai aur second candle red downward candle Hoti Hai dark cloud cover pattern market Mein hone wale bullish trend ki possibility Khatam ya bearish trend ke Shuru Hone Ko indicate karta hai Candle Formation Frist candle Ek up Trend ke bad Aata Hai Jis Jaise Ek green up ward candlestick represent Karti Hai es candle ki closing price generally high hoti hai aur yah up trend ki continuation ko zahar Karti Hai is candle ki upper Shadow yani ke uski highest point Bohat strong hoti hai Second candle Second candle first candle ki upper kuch overlap Karti Hai Lekin fir se down trend ki shuruaat Hoti Hai second candle Ek red down word candle Hoti Hai Jiska open price first candle ke closing price ke kareeb hota hai es candle ke closing price first candle ke upper ya us ke kareeb hote hai or es ka lower Shadow strong hota hai dark cloud cover pattern bearish reversal indicate karta hai aur Market sentiment Mein change karta hai iska matlab hai ki Jab yah pattern Nazar Aaye To traders ko yah signal Milta hai ki up trend khatam hone wala hai aur bearish trend shuru ho sakta hai Use of Pattern Dark cloud cover pattern ko Hamesha dusre technical indicator aur Market analysis ke sath Dekha Jana chahie isolation Mein use Karni per yah risky ho sakta hai stop loss is pattern ki use Mein stop loss orders ka use karna bahut important hai Taki nuksan ko roka Ja sake is pattern ka interpretation market context per depend Karta Hai market volatility news or overall trend bhi consideration Mein Hota Hona chahie dark cloud pattern Ek powerful signal ho sakta hai lekin iska use samajhdari se trading ke sath Hona chahie market analysis ke liye aapko dark cloud cover pattern ko dusre indicator ke sath mila kar dekhna zaruri hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X