Pivot point in forex trading:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot point in forex trading:
    Pivot point in forex trading:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pivot point kya hy As salam o alaikum mere pyare aziz dosto Pivot point ko find out karne ke liye mahir trader support / Raresistance aur break out trading strategy ko bahut hi acchi tarah say analyse karte hain aur us ko samajhte hue trading karte hain aur pivot point hasil karte hain pivot point aik aisa point hota hai jahan per aik extreme up trend ya extreme down trend pivot ho jata hai matlab ke uska tukh badal jata hai aur market aik reversal ya ultey trend mein chali jaati hai is point ko pivot point kaha jata hai aur pivot point ko market mein current aur next session ke liye bhi use kiya ja sakta hai market mein traders is pivot point ko control karne ke liye market mein support or resistance level ka use karty hean friends pivot points ko obsrve karny kay liye support and resistance ko bho lgataar obseve karna hota hea kyn kay support and resistance daily bases per change hote rehte hain is liye aur agar trader market mein karni hai to hamen market mein mashhur tamam important tools aur tamam indicators ko ko closely samajhne ki koshish karni chahye.market mein rujhanaat ki tasdeeq ke liye PIVOT points ka istemaal kya ja sakta hai. agar qeemat musalsal PIVOT point se oopar trade kar rahi hai, to yeh oopar ke rujhan ki nishandahi kar sakti hai, aur agar qeemat musalsal PIVOT point se neechay trade kar rahi hai, to yeh neechay ke rujhan ki nishandahi kar sakti hai . Importance of pivot point Dear buddies pivot point aik aisa point hota hai jahan per aik extreme up trend ya extreme down trend pivot ho jata hai matlab ke uska tukh badal jata hai aur market aik reversal ya ultey trend mein chali jaati hai is point ko pivot point kaha jata hai aur pivot point ko market mein current aur next session ke liye bhi use kiya ja sakta hai market mein traders is pivot point ko control karne ke liye market mein support or resistance level ka use karty hean friends pivot points ko obsrve karny kay liye support and resistance ko bho lgataar obseve karna hota hea kyn kay support and resistance daily bases per change hote rehte hain is liye aur agar trader market mein karni hai to hamen market mein mashhur tamam important tools aur tamam indicators ko ko closely samajhne ki koshish karni chahye. aap apne account ko wash karne mein bahut hi dilchaspi rakhte hain,kheir jo bhi ,ho. Is se agr market bullish to baarish ja rahe hai, ya barish to bullish ja rhe hai, pivot point pe oper ja ker wapas is point pe aaey gi ya neeche ja kr wapas is point pe ooper aaey gi.Is ka matlab yeh hamary leye indicator ka kaam kee sakti hai. Is se hume andaza hota hai ke market is point pe aa ker ruk jaey gi.Is point pe market ki prices pohunch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X