Aroon Oscillator indicator ki Ehmiyat per Roshani Dalein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aroon Oscillator indicator ki Ehmiyat per Roshani Dalein
    Aroon Oscillator indicator ki Ehmiyat per Roshani Dalein
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aroon Oscillator indicator aur iski Ehmiyat Aslam O Alaikum dear Friends, Fellows and members. Mein umeed kart hun k sab members forex par behtreen learning kar rahy hon gey. Forex hamen market ki situation and un ka samna karny k liye hamen bahot kuch guide karta hai. Trading k liye hamen sab se pehly candles ki pehchan karna ani chahiye, kyun k har candle apni alag pehchan rakhti hai. Aj mein ap sab k sath aik aisa topic discuss karun ga jo ap sab ko trading mein asani de ga . Yeh aik bahot he important pattern hai. jis ko* Aroon Oscillator indicator* ka name diya gya hai Aroon Oscillator indicator aur iski Ehmiyat Dear members forex trading mein ye indicator aik technical oscillator hai jis ke zariye ham trend mein changes ko and assets and uski prices changes ko bahot easily identify kar sakty hein. Percentage of changing k hisab se ham next trend movement ka easily andaza laga sakty hein. Forex trading mein sab se easy trading karny wala oscillator bahot ziyada profitable ho sakta hai agr ham isko properly use karen. Aroon Oscillator kisi bhi pair k chart mein available support and resistance k center mein mojood values ki prices ko bahot calculative tareeky mein count karta hai. Is ki percentage values ko double envelope ki form mein show karta hai. Use of Aroon Oscillator indicator Dear forex members moving average k mutabik sell and buy ki confirmation hasil kar k trade open karna hoti hai or hum other indicators jo moving average based hoty hein , un k sath mila k use karny se achi indication hasil hoti hai. Jab ham is par trade open karty hein to hamari trade mein profit k chances ziyada hoty hein. Its means hamen yeh pata hona chahiye k aroon ko study kis tarah karty hein. Best trading k liye hamen indicators kis tarah gain karny hein , trade open karny k bad is oscillator ko negative or zero ki taraf se 100 ki taraf jata hai then ye btata hai k price uptrend mein jany wali hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X