Rising Window candle stick pattern.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising Window candle stick pattern.....
    Rising Window candle stick pattern.....
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction:- Aslam u alaikum, Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members forex trading market Mein Achcha kam bhi kar rahe hain market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge hai Sona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass knowledge Hoga aap utna hi acchi hai aaj main aapko batata Chalun kya main aap Logon ke liye topic Lekar aaunga ummid Hai topic se aapko Kafi Jyada nale Hasil hoga

    what is rising window candle stick pattern: rising window candle stick pattern aik aisa candle stick pattern hota hey jo keh 2 bullish candle stick par moshtamell hota hey jes kay darmean mein aik gap ht hey or gap 2 higher or lower candle stick kay darmean mein he hota hey identification of rising window pattern 2 candle stick kay darmean farq ko talash karen yeh hall he mein bana gay candle stick low or pechle candle stick kay makaballay mein high jagah kay darmean mein hote hey 2 bullosh candle stick ke body ka bara hona chihay buyer ke strong raftar ko wazah karta hey or yeh bullish trend kay darmean wazah karta hey Attachment 122634 rising window candle stick pattern up trend kay doran he kam karta hey kunkeh yeh aik up trend kay continuation ka eshara hota hey dosree taraf rising window pattern ager banta hey to yeh resistance zne ke taraf barhta hey to es kay reversal janay kay imkanat barhtay hein lahza ap resistance zone kay nechay candle stick pattern par trade karna start kar dein dosree taraf ager rising window pattern resistance kay nechay ka pattern hota hey or es pattern kay reversal janay kay imkanat hotay hein lahza ap resistance zone kay nechay rising window pattern par trade na karen Feature of rising window pattern rising window pattern mein farq bhe aik strong resistance ko zahair karta hey sometime price aik strong support level es gap ko fill karnay kay ley aik chota sa pull back day ge or bad mein yeh bullish trend ko jare rakhay ge mesal kay tor par aap rising window pattern kay sath he buy ka chance talash karen gay laken yeh bullish candle stick ke aik wasee range hey stop lss ka aik bara level or or chata sa ratio risk o reward ka tanasob hey phir ap gap ko fill karnay kay ley aik mamole sa pull back day saktay hein gap zone mein bullish candle stick ke confirmation kay bad buy ke entry ko open kar saktay hein Forex market mein buyoing ka chance talash kar rahay hein laken bullish candle stick ke aik wasee range hote hey jes kay resulty kay tor par stop loss aik bara level hota hey r aik chota sa risk o reward ka tansob hota hey or phir ap ko farq ko wazah karnay kay ley aik mamole pullback daynay kay ley price ka wait kar saktay hai. Rising window a casamento has ok price cap for during uptrend Mein Dikhti Hai Aur is group ko Ham during uptrend Mein Dekhte Hue Ham refer karte hain iski gap ke aapko jisse rising window Hamen mast bhi appear Karti Hai price ke consistency rising ko aur isko Hamesha dikhti hai bullish signals ke daure per yah pattern Hamen bahut acche tarike se market Ke Bade Mein knowledge Deta Hai Taki window ko rising window dekh sake falling dekh sake Taki Ham bahut acche tarike se trade takat benefit and send kar sakte hai. EXPLANATION: Rising Window candlestick pattern dekhne mein ek baarish kicking pattern ki tarah lagta hai lekin ek to yah pattern trend continuation ka hai dusra ismein donon candles very hoti hai aur teesra yah pattern barish trend mein banta hai rising window candlestick pattern do baris candles per mustamel hota hai jismein shamil donon candle police hoti hai police candles ke darmiyan mein ek wazir all clear gap hota hai donon candles mein kisi ka bhi shadow in gap mein nahi hona chahiye pattern prices ke lower ya very strand mein same prices ko usi se tumhe continue karwati hai is pattern ka opposite pattern rising window candlestick pattern hai jo ki prices ke top ya bull is trend mein banta hai.
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • #3 Collapse

      Rising Window Candle Stick Pattern Specs. Rising Window Candle Stick Pattern, forex trading mein ek common chart pattern hai. Yeh pattern bullish trend ke signals provide karta hai aur traders ko price movement ki prediction karne mein help karta hai. Is article mein, hum aapko Rising Window Candle Stick Pattern ke bare mein roman urdu mein batayenge. Kya hai Rising Window Candle Stick Pattern Benefits. Rising Window Candle Stick Pattern, ek bullish candlestick pattern hai jismein ek gap hota hai ek candlestick aur uske baad wale candlestick ke beech mein. Is pattern ko "rising window" kehte hai kyonki yeh window ke saman lagta hai jo price chart par upar ki taraf utha hua hai. Rising Window Candle Stick Pattern characteristics. - Is pattern mein ek gap hota hai ek candlestick aur uske baad wale candlestick ke beech mein. - Yeh pattern bullish trend ke signals provide karta hai. - Is pattern mein, ek bullish candlestick follow hota hai gap ke baad. Rising Window Candle Stick Pattern Interpretation. Rising Window Candle Stick Pattern ka interpretation bullish trend ke signals provide karta hai. Jab ek gap form hota hai ek bullish candlestick aur uske baad wale candlestick ke beech mein, to yeh bullish trend ke signals hai. Iska matlab hai ki market mein buying pressure hai aur price movement upar ki taraf hone wala hai. Rising Window Candle Stick Pattern Uses. Rising Window Candle Stick Pattern ka use traders price movement ki prediction karne mein karte hai. Agar aapko kisi currency pair ya commodity ke chart par Rising Window Candle Stick Pattern dikhta hai. To yeh aapko bullish trend ka signal deta hai aur aapko buying karne ka signal deta hai. Iske alawa, aap stop loss aur take profit levels set kar sakte hai apni trade ke liye. Major Facts. Rising Window Candle Stick Pattern, forex trading mein ek common bullish pattern hai jo traders ko price movement ki prediction karne mein help karta hai. Is pattern ko samajhne ke baad, traders apni trades ko aur behtar tarike se manage kar sakte hai.
      • #4 Collapse

        Introduction forex market mein rising window chart pattern aik kesam ka Japane chart pattern hota hey yeh forex market mein bullish jare pattern ke taraf eshara kata hey yeh am tr par forex market ko oper ke taraf lay kar jata hey or yeh forex market mein aik gap kay tor par zahair hota hey or forex market mein low prces ko reject karta hey yeh pattern forex market mein aik bullish ka chart pattern hota hey kunkeh hum sahi jagah par rising window pattern ko identify kartay hein or es kay bad forex market mein bulls ke movement ko identify kartay hein yeh aik jare pattern kunkeh ye forex market mein rising window kay zahair honay say pehlay say forex market ke price mein ezafa hota hey es ley yeh trend jaree ko bar bar eshara bhe daytay hein Understanding Rising Window Chart Pattern forex market mein 2 bullish candlestick pattern kay daman gap ko talash kana chihay yeh forex market mein hall he mein banay gay candlestick low or pechle candlestick ke high ke jagah par he hote hey 2 bullish candlestick ke body ko bara hona chihay jo ke forex market mein buy ke strong raftar ke nomaindge karta hey yeh forex market mein bullish trend kay doran mein banana chihay forex market mein rising window candlestick pattern up trend kay doran banta hey yeh forex market mein trend jare ke taraf eshara karta hey dosree taraf rising window pattern resistance zone say nechay banta hey to forex market kay trend kay reversal janay kay imkan hotay hein lahza ap ko resistance zone say belkul nechay window candlestick kay barhtay hovay pattern par trade say graiz karna chihay Trade with Rising window pattern forex market mein rising window pattern trade karnay kay ley apnay chart par aik he shape wale candlestick banane chihay jes tarah forex market kay pattern mein aik series ke shape ko talash karna asan ho jata hey forex market mein jo cheez pattern ko sahi banate hey woh sef shape he nahi balkeh point hota hey jahan par yeh zahair hota hey es ka matlab yeh hota hey keh forex market kay different point par ye aik he shape mein indicate ho jate hey forex market mein rising window pattern ko trade kartay time hum aik bullish step say faida hasell kartay hovay price ko pehlay increase kartay hovay daikh saktay hein bullish step mein rising window pattern aik mumkana trend ko oper ke taraf jare rehnay ke allamat kay tor par identify ke jate hey
        دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
        • #5 Collapse

          Rising window candle stick pattern introduction Rising window candlestick pattern ek technical analysis tool hai jo stock market mein istemal hota hai. Is pattern mein ek candlestick chart par ek specific tarah ka pattern hota hai. Is pattern mein: Ek "downward" trend (price kam ho raha hai) ke baad, ek "upward" gap hota hai jahan par current day ka opening price higher hota hai compared to the previous day's closing price. Is upward gap ke baad, stock price continued upward move karti hai. Yeh pattern bullish (uptrend) sentiment ko represent karta hai, aur traders isse stock price ke future direction ko predict karne mein istemal karte hain. Rising window candle stick pattern formation Rising window candlestick pattern, jo ke ek bullish reversal pattern hai, kuch is tarah se banta hai: Pehla candlestick: Ye ek downtrend ke baad aata hai aur ek bearish candle hota hai. Dusra candlestick: Dusra candlestick pehle candle ki upper side se shuru hota hai, matlab uski opening price pe ya uske upar. Ye candle typically ek gap up opening ke saath shuru hota hai, jo pehle candle ke upper side ke closing price se higher hota hai. Tisra candlestick: Tisra candlestick bhi bullish hota hai aur iska closing price doosre candle ke closing price se higher hota hai. Yani, ye bullish momentum ka sign hota hai. How to trade Rising window candle stick pattern Forex market mein Rising Window candlestick pattern ko trade karne ke liye aapko kuch steps follow karne honge: Identify the Pattern: Pehle toh aapko Rising Window candlestick pattern ko identify karna hoga. Is pattern mein ek candlestick, pichle candlestick ke high se upper gap mein open hoti hai. Confirm the Pattern: Pattern ko identify karne ke baad, aapko iske confirmation ke liye wait karna chahiye. Agar next few candlesticks mein prices continue up move karte hain, toh pattern confirm hota hai. Entry Point: Pattern ko confirm karne ke baad, entry point decide karna hoga. Aap ek buy order place kar sakte hain jab pattern confirm ho jata hai. Stop Loss aur Take Profit: Har trade mein risk management important hota hai. Isliye, ek stop-loss order set karna na bhoolen, jo aapko trade loss se bacha sakta hai. Take profit level bhi set karna important hai, taki aap profits lock kar saken. Monitor the Trade: Trade open karne ke baad, market ko closely monitor karte rahein. Aapko market conditions ke hisab se apne stop-loss aur take profit levels ko adjust karna bhi ho sakta hai. Risk Management: Hamesha yaad rakhein ki forex trading risky hoti hai, isliye apna risk manage karein. Ek hi trade mein zyada paise na lagayein, aur apne overall trading capital ko protect karein. Practice: Candlestick patterns ko samajhne aur unpar trade karne ke liye practice karna important hai. Demo account par trading karke apne skills ko improve karein.
          • #6 Collapse

            Rising Window, jo ki Gap Up pattern bhi kaha jata hai, ek bullish candlestick pattern hai jo technical analysis mein use hota hai. Is pattern mein, ek price gap hota hai jahan ek day ki high price higher hoti hai previous day ki high price se aur low price higher hoti hai previous day ki low price se. Iski wazahat aur fayde-nuksan neeche diye gaye hain: Wazahat: 1. Bullish Continuation Signal: Rising Window pattern bullish trend ke continuation signal provide karta hai. Ye pattern indicate karta hai ki uptrend momentum strong hai aur bullish movement continue ho sakta hai. 2. Resistance Breakout: Rising Window pattern resistance level ka breakout indicate karta hai. Jab price gap up hota hai aur previous day ki high price ko cross karke upar jaata hai, toh ye indicate karta hai ki buyers ki strength hai aur resistance level cross ho gaya hai. 3. Entry Point: Rising Window pattern traders ko entry point provide karta hai. Agar Rising Window pattern confirm ho jata hai, toh traders buy positions enter kar sakte hain expecting a continuation of the bullish trend. 4. Stop-loss Placement: Rising Window pattern traders ko stop-loss levels define karne mein madad karta hai. Stop-loss levels ko Rising Window pattern ke low price ke below place kiya jata hai, taki false breakout se bacha ja sake. Fayde: 1. Early Entry: Rising Window pattern traders ko early entry point provide karta hai. Is pattern ke dekhne par traders ko opportunity mil jati hai ki wo uptrend ke early stage mein entry kar sake aur potential profits capture kar sake. 2. Trend Confirmation: Rising Window pattern bullish trend ka confirmation provide karta hai. Is pattern ke occurrence se, traders ko confidence milta hai ki market mein bullish momentum hai aur trend continue ho sakta hai. Nuksan: 1. False Breakouts: Kabhi kabhi Rising Window pattern false breakouts bhi generate kar sakta hai. Price gap ke baad, market wapas gap fill karke neeche ja sakta hai, jisse traders ko nuksan ho sakta hai. 2. Overbought Conditions: Rising Window pattern ke baad, market overbought conditions mein bhi aa sakta hai. Ye excessive buying ka signal ho sakta hai aur price correction ka possibility bhi hota hai. Hamesha yaad rakhein ki candlestick patterns ki wazahat aur samajhne ke liye, uski confirmation aur market context ki samajh bahut zaroori hoti hai. Isliye, ek pattern ko isolate karke nahi dekha jana chahiye, balki uske saath market ki overall analysis aur aur indicators ka bhi istemal kiya jana chahiye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Feature of Rising window candlestick pattern Aaj hum is candle ky bary mn bat Karen gy jis se humein eska knowledge hasil hoga aur hum market ko ache Tarah se samjh saken gy pattern mein farq bhe aik strong resistance ko zahair karta hey sometime price aik strong support level es gap ko fill karnay kay ley aik chota sa pull back day ge or bad mein yeh bullish trend ko jare rakhay ge mesal kay tor par aap rising window pattern kay sath he buy ka chance talash karen gay laken yeh bullish candle stick ke aik wasee range hey stop lss ka aik bara level or or chata sa ratio risk o reward ka tanasob hey phir ap gap ko fill karnay kay ley aik mamole sa pull back day saktay hein. Trading with the Rising window candlestick pattern window pattern trade karnay kay ley apnay chart par aik he shape wale candlestick banane chihay jes tarah forex market kay pattern mein aik series ke shape ko talash karna asan ho jata hey forex market mein jo cheez pattern ko sahi banate hey woh sef shape he nahi balkeh point hota hey jahan par yeh zahair hota hey es ka matlab yeh hota hey keh forex market kay different point par ye aik he shape mein indicate ho jate hey forex market mein rising window pattern ko trade kartay time hum aik bullish step say faida hasell kartay hovay price ko pehlay increase kartay hovay daikh saktay hein. Rising Window pattern ke baad, market overbought conditions mein bhi aa sakta hai. Ye excessive buying ka signal ho sakta hai aur price correction ka possibility bhi hota hai. Hamesha yaad rakhein ki candlestick patterns ki wazahat aur samajhne ke liye, uski confirmation aur market context ki samajh bahut zaroori hoti hai. Explaination candlestick pattern dekhne mein ek baarish kicking pattern ki tarah lagta hai lekin ek to yah pattern trend continuation ka hai dusra ismein donon candles very hoti hai aur teesra yah pattern barish trend mein banta hai rising window candlestick pattern do baris candles per mustamel hota hai jismein shamil donon candle police hoti hai police candles ke darmiyan mein ek wazir all clear gap hota hai donon candles mein kisi ka bhi shadow in gap mein nahi hona chahiye pattern prices ke lower ya very strand mein same prices ko usi se tumhe continue karwati hai is pattern ka opposite pattern rising window candlestick pattern hai. Thanks

              اب آن لائن

              Working...
              X