Describe about the Gravestone doji candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Describe about the Gravestone doji candlestick pattern
    Describe about the Gravestone doji candlestick pattern
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction of Gravestone Doji: Aj ki is thread mien apko btounga ky doji candle ki ek type jo Grevetone doji wo kia kirdar ada karti he chat pattern mien or umeed he apki analysis ko bhi mazeed acha kary ga. Gravestone doji ek bearish reversal candlestick pattern he jo us waqt bnta he jab open or close ki price ek dosary ky bilkul qareeb hoti he jis ky mutaqib iska upper shadow bilkul hallow hota he. What does Gravestone Doji look; Gravestone Doji chart pattern ek uli "T" ky size ki candlestick he. Doji candlestick ek techniqal ishary ky model ky tor par ek zumrah he jo ya to taizi ya mandi ka shikar hoskta he. Ye ek bearish pattern banata he. Ye hameshan market mien up trend mien dhiekhai deta he or jab ye wali doji candle ban chuki hoti he to hamien malom par jata he ky ab market mien down trend show hony wala he or share ky daam kam hony wlay hien or buyers waly loog kam hogye hien or ab loog makert ko baichna chahty hien. jaisa ky hum figure mien dhiekh skty hien. ye uptrend mien green or red ki candle show karwati he or sabsy best red wali doji candle hoti he or is sy hum 95% accurate hoty hien ky ab market bearish form mien arhi he or hum trade le sky hien sell ki. How to Trade with Gravestone Doji Candlestick in Stock Market?

    Hum dhiekty hien ky ab hum is mien trade kaisy le skty hien or kia kia aisi chezien jo hamien bnany wali doji candle sath dhiiekhni parti hien wo given hien step by step dhiekhty hien: 1: look the chart pattern; Gravestone doji banany ky baad subsy important chez ye hoti he ky ye doji candle ban kahan py rahi he up trend mien ya down trend mien. Agar hamary pas ye chart mien up trend py bany gi to garvestone doji he or ab ye bearish form bnany wali he market. is lye hamry lye zarori he ky pattern kaisa he ye dhiekhna hota he. 2: Momentum Market mien chart pattern ky sath sath hamien market kii momentam bhi dhiehni parti he jis mien ye dhiekh skty ky ab volume of momentum kam horha he ya badh raha he or apny daam ka profit ratio or loss ki ratio fix kar skty hien.
    • #3 Collapse

      Gravestone doji candlestick pattern Assalam O Alaikum Dear Friends jab aap gravestone doji candlestick ko deikhty hain to is mein aapko small body milti hai jo ke na hone ke berabar hoti hai aur is ki shadow humaisha upar wali side per hi show hoti hai is ki opening aur closing point same hi hota hai is candlestick pattern ko aap gravestone doji candlestick pattern kehty hain ye candlestick aapko humaisha resistance level par he mil sakti hai jab market mein aik strong uptrend k bad reversal trend start hota hai ye candlestick apke liye bahot hi ziyada profitable sabit ho sakti hai Jab is candlestick pattern ko ap apni trading per apply kerty hain to aap aik strong downtrend ki taraf market Mein entry le kar apne profit ko maximize kar sakte hain Identification of Gravestone doji candlestick pattern My Friends Doji candlestick pattern ki nishani yah hai ki iski body nahin hoti matlab Jahan se yah open hoti hai usi point par close hoti hai agar apko ek candle milti hai jiska opening or closing ek hi point hai aur us mein us ki body kam se kam hai to yah ak doji candlestick hai lekin is ki dusri shirt yah hai ki iske shadows bahot ziyada bary hoty Hain jab bhi agar aap Koi candle dekhen jiski body kam ho aur uske shadows bade ho to aapko samajh Jana chahie ki ya ek doji candlestick pattern hai Doji stick jab bhi banegi aapko samajh Jana chahie ki ab Ham market apna trend change Karne wali hai jiske liye aap ko samajhna hoga ki agar aapke pass 10 15 session bearish chal rahe hain aap ka market ka trend bearish chal raha hai to iska matlab yah hai ki yahan per ab aapke Jo bhaiya hai vah active ho gaye hain aur jitna sala sale karna chah rahe hain utna hi bhaiya kharidne Cha rahe hain to iske bad apki market uptrend me jaye gi Trading after a Gravestone doji candlestick pattern Gravestone Doji candlestick pattern bahot strong reversal ko show karti hai. Is waja se jab bhi market me Gravestone Doji candlestick pattern banta hai to us waqat hamen market ki situation ko samjhna chahiye aur market ki new trend ka intezar karna chaheye. Market me resistance aur support tools ki madad se market ki take profit aur stop loss ko maloom karna chaheye. Aur market ki new situation me ziyada loss se bachny k leye stop loss ko doji candle k shadow k end pe lagana chahiye. Market ki strong trend ho sakti hai is waja se hedging strategy, scaling strategy aur short term ki strategy ko pelhal stop karna chaheye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Gravestone Doji Candlestick pattern ek bearish reversal pattern hai, jo price action analysis mein use kiya jata hai. Ye pattern bullish trend ke reversal ki indication deta hai. Gravestone Doji Candlestick pattern ki wazahat aur characteristics niche diye gaye hain:Gravestone Doji Candlestick pattern bearish trend reversal ki indication deta hai, aur traders ko entry aur exit points provide karta hai. Lekin isko samajhna aur interpret karna traders ke liye zaruri hai. Isliye, professional advice aur market research ke saath is pattern ka istemal karna behtar hoga. Describe about the Gravestone doji candlestick pattern 1. Structure: Gravestone Doji Candlestick pattern ek single candlestick pattern hota hai. Is pattern mein price open ke neeche se gap down karta hai aur phir wapas upar move karta hai, lekin ultimately close near the low price ke pass hota hai. Is pattern mein body bilkul chhoti hoti hai, jabki upper shadow (wick) bahut lambi hoti hai.2. Indication: Gravestone Doji Candlestick pattern bullish trend ke reversal ki indication deta hai. Is pattern mein price initially higher jaata hai, indicating bullish sentiment, lekin phir selling pressure aa jaati hai aur price neeche close hota hai. Ye pattern bullish trend ki exhaustion aur bearish reversal ki possibility ko darshata hai.3. Confirmation: Gravestone Doji Candlestick pattern ka confirmation, next candlestick ke price action ke saath hota hai. Agar price next candlestick mein downward move karta hai aur gravestone doji candlestick ke low level ko break karta hai, toh Gravestone Doji pattern ka confirmation hota hai.4. Trading Strategy: Gravestone Doji Candlestick pattern ka istemal trading strategy mein kiya ja sakta hai. Agar Gravestone Doji pattern bullish trend ke baad dikhta hai, toh traders short position lete hain. Stop loss order gravestone doji candlestick ke high level ke thoda upar set kiya jata hai. Target price ko previous support level ke paas ya lower levels par set kiya jata hai.5. Risk Management: Gravestone Doji Candlestick pattern mein risk management ka dhyan rakhna zaruri hai. Stop loss order set karne se pehle traders ko volatility aur market conditions ka bhi dhyan rakhna chahiye, taki risk controlled ho sake.

        اب آن لائن

        Working...
        X