INTRUDUCTION OF POST: Asslamoalaikum dear friend I hope aap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings Marketing main Bullish meeting line pattern main aik bullish candle bearish trend ki akhari candle par lower side se attack karke market main bearish trend ka khatma karti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k qeematon ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open pehli candle se below gap main hoti hai, lekin close pehli candle k closing point par hoti hai. Yanni pehli aur dosri candles k closing prices same point par melte ya meeting karte hen. Bullish meeting line pattern ka opposite side ya bottom price par bearish meeting line pattern banta hai, jo k bearish trend reversal pattern ki tarf rujhaan bnaty hei our eik ghanty bad apna CANDL bmaty Hei our Traders ko samjhny ky liye perfect timing ki zarort hotii Hei .
Piyary dosto Bullish meeting line aesa Pattren Hei jo market Mei ziyada istemaal kiya jata hay our eis sey experience ky sath work karty hen Bullish meeting line pattern two days candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo k "Separating Line Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom par ban kar same bullish trend reversal pattern ki tarah prices k bearish trend k khatme ka bahis banta hai. Pattern ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss ko aik bullish candle follow karti hai. Bullish candle bearish candle k bottom par gap main open ho kar ussi k close point par close hoti hai. Second candle ki closing point pehli candle k closing point se upper nahi hona zarori hota ye Pattren ky motabik trade ky tareka kar btata mushkil hota Hai.
TRADING Dear members forex exchanging Market Mei yeh Bullish meeting line ko madnzar rakhty howy forex trading ko samjhna bhot ziyada zarori hota ye Pattren ko Sahara dety hein Bullish meeting line pattern buyers ki achanak market main pressure ki waja se banti hai, jiss main market main sellers ki dabao ka khatma karke prices k bottom ko bullish trend main badal deti hai. Bullish meeting line pattern par trading se pehle aik confirmation black candle ka hona zarori hai, jo k dosri candle k baad real body main honi chaheye, jiss par buyers market main buy ki entry kar sakte hen. Aggar pattern k baad black candle banti hai to pattern ki reliability khatam ho jati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим