Dark cloud cover candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover candlestick pattern
    Dark cloud cover candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dark cloud cover candlestick pattern

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat Se Ho Gaye Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai dark cloud cover pattern yah pattern Jab trading chart per appear Hota Hai Isko Kaise identify karte hain aur is per Kaise trading Karke Ham market Se Achcha profit Hasil kar Saken isko understand karne ki koshish Karenge Details Of Pattern Dark cloud cover pattern strong bearish trend reversal pattern hai jo ki prices ke up trend ya high price area Mein banta hai yah pattern Dekhne Mein Same bearish belt hold pattern ya bullish thrusting line pattern Jaisa Dikhai deta hai lekin dusre bearish candle ke shap there different hone ki vajah se yah usse mukhtalif ban jata hai yah pattern do candles per depend karta hai jismein first candle bullish aur second candle Bearish hoti hai bearish candle ke hasyat ye hai ke ye candle aik to bullish candle se above gap main bante hai aur dusra yah candle close Pahli candle ke mid point se niche hoti hai jo ki trend reversal ka Sabra banti hai
    Candle Formation Dark cloud cover pattern trend reversal pattern hone ki vajah se prices top area Mein Banta Hai Iski candle ki formation ko Ham niche discuss Karte Hain First Candle Dark cloud cover candlestick pattern ke first candle Ek long real body wali bullish candle honi chahie jo ki bullish trend ya high price ko zahar Karti Hai yah candle white ya green color Mein hoti hai Second Candle Dark cloud cover candlestick pattern ki second candle Ek real body wali bearish candle hoti hain jo ki first candle ke top per open hokar use ke mid point se niche close Hoti Hai yah candle lazmi 50% se niche close honi chahie yah candle color red ya Black hoti hai Trading Dark cloud cover pattern ki first candle normal bullish trend wali candle hoti hai jo ki prices ke bullish trend ki alamat Hoti Hai jabki second candle Pahli candle ke upper gap mein open hone ke bavjud close Pahli candle ke 50% se below area Mein Hoti Hai jisse second candle ki mazbuti zahar hoti hai pattern per trading se pahle market ka up trend ya prices ka high Hona important hai pattern per trading se Philly confirmation ka Hona important hai trend confirmation price action se bhi ho sakti hai aur uski reliable indicator se bhi ho sakti hai pattern ke second candle ke bad Agar Ek real body wali bearish candle banti hai to Yahan per market Mein entry ki Ja sakti hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X