Uses of Shooting Star Candlesticks Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Uses of Shooting Star Candlesticks Pattern:
    Uses of Shooting Star Candlesticks Pattern:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Shooting Star Candlesticks Pattern:

    Dear my friends Shooting Star Candlesticks Pattern ka matlab hota hai ke market mein bullish trend ke baad possible reversal ho sakta hai. Yeh pattern market sentiment mein shift ko darust karta hai. Agar yeh pattern ek strong uptrend ke baad aata hai, to iska matlab ho sakta hai ke buyers ki power kamzor ho rahi hai aur sellers market mein control lene ke liye tayyar ho sakte hain.Is pattern ko confirm karne ke liye traders ko next candle ka wait karna hota hai. Agar next candle Shooting Star ke neeche close hoti hai, to iska confirmation hota hai aur traders ko selling ke liye signal milta hai. Yeh pattern aksar support and resistance levels ke sath mil kar aur bhi powerful ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	4
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12905269
    Important points of Shooting Star Candlesticks Pattern:

    1: Shooting Star Candlesticks Pattern ki pehchan karne ke liye traders ky kuch important factors ko dehan mein rakhna hota hai:
    2: Shooting Star Candlesticks Pattern mein ek lambi uptrend ke baad ek choti si candle banti hai jiska upper shadow lamba hota hai. Upper shadow woh hissa hota hai jo candles ky high aur closing price ke darmiyan hota hai.
    3: Is candle ka opening price kisi previous candle ke closing price se niche hota hai.
    4: Is candle ka body chhota hota hai aur lower shadow bahut chhota hota hai ya fir uska above hota hai
    5: Shooting Star Candlesticks Pattern ki pehchan karne ke liye traders ko is candle ke shape aur location ko dekhna hota hai. Is pattern ko confirm karne ke liye next candle ki price action ka bhi wait kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	8
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12905270
    How to use of Shooting Star Candlesticks Pattern:

    Dear my trading partners Shooting Star Candlesticks Pattern ka istemal karne ke liye traders ko continue rehna chahiye. Jab yeh pattern ek strong uptrend ke baad aata hai aur next candle confirmation deta hai to traders selling positions le sakte hain. Stop-loss orders ka istemal karke risk ko minimize kiya ja sakta hai.Yeh pattern sirf ek indicator hai aur isko dusre technical analysis tools ke sath mil kar istemal karna behtar hota hai. Traders ko market conditions aur other factors ko bhi maddey nazar rakhte huwe is pattern ko istemal karna chahiye.
     
    Last edited by ; 09-04-2024, 05:41 PM.
    • #3 Collapse

      what is Shooting Star forex market mein shooting star candlestick pattern aik bearish reversal candlestick pattern hota hey jo keh forex market mein up trend kay end mein zahair hota hey jo keh forex market mein up trend kay oper zahair hota hey shooting star pattern os time banta hey jab forex market mein open close high or low price aik jaice hote hey es kay bad forex market mein oper aik long shadow hota hey jes ko kam az kam reality ke body say double keya jata hey shooting star candlestick pattern ke lambai potential top reversal pattern ko identify karte hey shooting star es time sab say zyada reversal pattern banta hey jab forex market mein zyada high kay sath jaree teen barhte hove candlestick ko identify keya ja sakta hey yeh forex market mein overalltor par barhte hove prices kay sath indicate hota hey Shooting Star Pattern ko samjhna Shooting Star pattern aik kesam ka bearish reversal candlestick pattern hota hey frex market mein jes kay pe aik long shadow hota hey os den kay qareeb aik chote ce real body hote hey yeh forex market mein up trend kay doran zahair hota hey mokhtalef tarekay say shooting star candlestick pattern ka aik kesam hota hey jo forex market mein es time bante hey jab security ke price open hote hey or wazah tor par agay barhte hey or bad mein open kay qareeb close ho jate hey forex market mein candlestick ke shooting star ko samjhnay kay ley shooting star mein sab say high price or sab say low price kay darmean men distance hona chihay jes say forex market mein body double ho jate hey real body kay nechay thora sa shadow nah hota hey Trading Example with Shooting Star Pattern es mesal mein stock overall tor par oper ke taraf barah raha hey jo keh forex market mei shooting star bananay say pehlay forex market kay trend ko oper ke taraf barhnay ko identify karta hey or forex market mein aglay den par low par close ho geya hey yeh forex market ke confirmation mein madad karta hey frex market mein shooting star ke highs say tajawoz nahi keya geya hey forex market mein mumkana price low mein madad kar sakte hey price aglay month kay nechay mein chale gay hey confirmation candlstick kay lagnay kay bad long position mein enter ho saktay hein
      bhali kay badlay bhali
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Introduction:- Shooting Star candlesticks pattern forex mein ek technical analysis tool hai jo traders ke liye bahut important hai. Iska istemal market trend aur price movements ke baare mein idea lene ke liye kiya jata hai. Shooting Star Candlesticks Pattern Shooting Star candlesticks pattern ek bearish reversal signal hai jo bullish trend ke end ko indicate karta hai. Ismein price ke upper wick bahut lambi hoti hai aur lower wick bahut chhoti hoti hai. Iski body bahut chhoti hoti hai aur upar ki taraf wick bahut lambi hoti hai. Shooting Star Candlesticks Pattern Uses:- Shooting Star candlesticks pattern ke through traders ko market trend aur price movements ke baare mein idea milta hai. Agar Shooting Star bullish trend ke end par appear karta hai to ye bearish reversal signal hai aur traders ko selling opportunities provide karta hai. Shooting Star Candlesticks Pattern Features Shooting Star candlesticks pattern ke kuch important features hain: 1. Bearish Reversal Signal: Shooting Star candlesticks pattern bearish reversal signal hai jo bullish trend ke end ko indicate karta hai. 2. High Upper Wick: Shooting Star candlesticks pattern mein upper wick bahut lambi hoti hai jo price ke resistance level ko indicate karta hai. 3. Small Body: Shooting Star candlesticks pattern ki body bahut chhoti hoti hai aur ismein price movement ka kam impact hota hai. Shooting Star Candlesticks Pattern Trading Strategies Shooting Star candlesticks pattern traders ke liye bahut useful hai kyunki iska istemal trading strategies ko develop karne mein kiya jata hai. Kuch popular Shooting Star candlesticks pattern based trading strategies hain: Shooting Star Reversal Strategy: Is strategy mein traders Shooting Star candlesticks pattern ko use karke bearish reversal signals ko identify karte hain. Agar Shooting Star bullish trend ke end par appear karta hai to traders short positions lete hain. Shooting Star Confirmation Strategy: Is strategy mein traders Shooting Star candlesticks pattern ke confirmation ke liye other technical indicators ka use karte hain. Agar other indicators bhi bearish signals provide karte hain to traders selling opportunities milte hain. Conclusion Shooting Star candlesticks pattern forex mein ek useful technical analysis tool hai jo traders ko market trends aur price movements ke baare mein idea deta hai. Iska istemal traders trading strategies ko develop karne mein karte hain aur isse unhe profitable trading opportunities milte hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X