Trading with : Bullish Pinbar Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with : Bullish Pinbar Candlestick Pattern
    Trading with : Bullish Pinbar Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bullish Pin Bar Candlestick
    Bullish pin bar candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Bullish pin bar ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick pin bar banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Bullish pin bar candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.
    Candles Formation
    Bullish pin bar candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Bullish Pin Bar Candle: Bullish pin bar candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.
    Explaination
    Bullish pin bar candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long lower shadow k sath hoti hai, jiss k upper side psr aik small real body hoti hai. Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle bottom prices par banne wali hammer candle ki hi tarah lagti hai.
    Trading
    Bullish pin bar candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se lower position ya candle k shadow k lower side par jo k prices k leye support level hoti hai, se two pips below set karen.
     
    • #3 Collapse

      Bullish Pin Bar Candlestick Pattern,explanation. Bullish Pin Bar Candlestick Pattern ek aham technical analysis tool hai jo traders ko market mein hone wale price reversals ya trend changes ko samajhne mein madadgar hota hai. Ye pattern traders ko indicate karta hai ke bearish trend khatam ho sakta hai aur bullish trend shuru ho sakta haiaur aap ko btata chaloon kay Bullish Pin Bar Candlestick Pattern ek powerful tool hai jo traders ko market mein hone wale bullish reversals ko samajhne mein madadgar hota hai. Is pattern ko pehchan kar aur sahi tarah se istemal karke aap apne trading strategies ko improve kar sakte hain. Lekin yaad rahe ke kisi bhi trading strategy ko use karne se pehle proper research aur risk management ka istemal karein. Trading mein safalta pane ke liye patience aur discipline bhi zaroori hai. What is Pin Bar. Pin Bar ek special tarah ka candlestick pattern hai jo market mein hone wale reversals ya trend changes ko represent karta hai. Ye candlestick pattern do parts se bana hota hai: Body. Pin bar ka central portion jo opening aur closing price ko represent karta hai. Iska body chhota hota hai, aksar almost non-existent hota hai. Tail. Pin bar ka lamba shadow jo body se bahar nikalta hai. Ye tail market mein hone wale price reversal ko darust karta hai. What is Bullish Pin Bar. Bullish Pin Bar pattern jab market mein bearish trend ke baad aata hai aur ye bullish reversal ko indicate karta hai. Iska main characteristic feature ye hota hai ke tail (shadow) upper side ki taraf extend hota hai. Matlab ke closing price opening price se zyada hoti hai aur tail upper side ki taraf bahar nikalti hai. Trading with Bullish Pin Bar Candlestick Pattern. Trading shuru karne se pehle, aapko Bullish Pin Bar ko pehchan na zaroori hai. Ye aapke charting software ya trading platform par asani se dikhaya jata hai. Pin Bar ka body chhota hona chahiye aur tail upper side ki taraf bahar nikalni chahiye.Bullish Pin Bar ek confirmation signal ke sath trade karna behtar hota hai. Aap kisi aur technical indicator jaise RSI (Relative Strength Index) ya MACD (Moving Average Convergence Divergence) ka istemal karke Pin Bar ki validity ko confirm kar sakte hai aur bullish Pin Bar ko dekh kar aap buy position enter kar sakte hain. Entry point usually Pin Bar ke upper high (tail ki end) par hota hai. Lekin, kuch traders ek higher high ke breakout ka wait bhi karte hain to ensure ke bullish momentum strong hai. Stop Loss aur Take Profit. Trading mein risk management bohot zaroori hai. Aap stop loss aur take profit levels set karke apni trading position ko manage kar sakte hain. Stop loss aapko protect karta hai agar trade against direction chala jaye aur take profit level aapko profit booking mein madadgar hota hai. Risk Management. Hamesha yaad rahe ke trading mein risk management bohot ahem hai. Apne trading capital ko barabar taur par manage karein aur ek trade mein zyada risk na lein.
      • #4 Collapse

        Introduce of Bullish Pin Bar Candlesticks chart's Pattern Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ ham BULLISHNESS pin bar candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji CANDLESTICKS se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Bullish pin bar ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo CANDLESTICKS pin bar banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Bullish pin bar candlestick pattern bullish aur BEARISH dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada lowered areas Say Hi Working karein gy The Explanation of Bullish Pin Bar Candlesticks chart's Pattern Dear Jab bh Bullish PIN bar Candlesticks prices k BOTTOM main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candles aik STRONG reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candles ki Trah Trad Len gyBULLISHNESS Pin Bar Candle: Bullish pin bar candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye Bullishness candles hi tasawar ki jati hai, q k ye point Trending reversal ki position ho sakti hai. Candles k leye prices k say hi CHART PATTERN ki Formation Len gy Trading Stradgy Dear Jab bh Bullishes pin bar candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar closed hoti hai. Ye candle aik long lowered shadow k sath hoti hai, jiss k upper side psr aik small real body hoti hai. Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai. Dekh e main ye candle bottom prices par Bullishness pin bar candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal generate karti hai, jiss par confirmations k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candles invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, aor Yahan Take profit Say Trade le Jayen gy
        Ap ka aik Thanks Post ki quality kalye Bhoot Important hy (Thanks)
        • #5 Collapse

          "Bullish Pinbar Candlestick Pattern ke sath trading karna" Aap is pattern ke sath trading karte waqt kuch mahatvapurn tips aur strategies ka istemal kar sakte hain. Agar aapko iske bare mein aur jankari chahiye to kripya mujhse pooch sakte hain.
          • #6 Collapse

            BULLISH PINBAR CANDLESTICK PATTERN DEFINITION bullish pin bar candlestick pattern Ek reversal chart pattern hai Kyunki yah sometimes Ke False signals bhi ho sakte hain Iske alava pattern AKsar reversal ke bajay continuation ke Taur per work kar sakta hai Aisa karne ke Kai tarike Hote Hain price Mein effective ki confirmation karne ka sabse effective methods technical indicators Jaise RSI stochastics ya fibonacci levels ka istemal karna hai Jab fibonacci retracement ke sath jor Diya Jata Hai Kyunki yah support and resistance levels ke Taur per work Karte Hain Bullish pin bar candlestick pattern down trend Mein zahar Hota Hai aur yah bearish Trend ke end ki maloomat karta hai bullish ke pin bar se Pata Chalta Hai Ki seller Ne market per dominated Hasil kar liya hai to yah long position Mein inter hone yeah short position se bahar nikalne ke liye Ek behtarin alamat Hai BEARISH PIN BAR AND FIBONACCI LEVELS bearish pin bar pattern up Trend ke and per ya market Mein correction ke dauran Hota Hai aur ya short trading signals provides karta hai Jab Bearish pin bar namodar Hote Hain bullish ki Momentum weak Ho Jaati Hai jisse aapko short Sell ki position Mein inter hone ya long position Mein bahar nikalne ka opportunity mil sakta hai Yeh Forex chart per ek familiar candle formation Hai jismein Ek candles stick banti hai PIN BAR KO RECOGNISING pin bar ko change karne wali trading strategies kas taur per us time kamyab Hoti Hai Jab pin bar ki tashkel kamil ke kareeb hoti hai jismein traders market ke condition ke dauran Sahi tarike se profit Hasil kar sakti hain trading mein pin bar ki kasusiyat aasani Se pahchani Ja sakti hai yah Bhi Ek candle hai Jiski Ek bahut long candles Tail aur Samall Sa body hai Agar body ka color white ya green hai to close Hone Wali price opening price Se zyada hoti hai aamtaur Par candle ki total length two thirds ya usse Zyada honi chahie bearish reversal pin bar ka set up bullish reversal ke opposite hai Jo down trend ko zahar karta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Introduction: Asalam o Alikum Dosto Umeed Krta Hun Kah ap Sub Khariyat Sy Hun Gy Aj hum jis topic pr Baat Krny Ja Rhy Hyn woh Hai Bullish bin par candlestick pattern Aj hum es Ke Bary me details Sy jany Gy or es Ke Bary me details Sy Discuss Kry Gy Define Bullish Bin Bar candlestick pattern: Dear friends Bullish pin bar candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chahiye Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai Bullish pin bar ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai k ab yahan se price reject ho gaye hai Is waja se woh dosre semat me apne trend ko continue karti hai Is me trend ki semat change nahi hoti hai bulke jo candlestick pin bar banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai Bullish pin bar candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti hai lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles Hai Candle Formation: Dear friends Bullish pin bar candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti Hai
              Dear friends Bullish pin bar candlestick agar prices k bottom main banti hai to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye ye bullish candle hi tasawar ki jati hai q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai Candle k leye prices k position zarori hai color nahi hai Explanation of Pinbar candle: Dear friends Bullish pin bar candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai Ye candle aik long lower shadow k sath hoti hai jiss k upper side psr aik small real body hoti hai Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai Dekhne main ye candle bottom prices par banne wali hammer candle ki hi tarah lagti hai Trading with Pinbar candlestick: Dear friends Bullish pin bar candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai CCI RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni Chahiye jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X