news pay ziyda focus rakhain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news pay ziyda focus rakhain...
    forex trading business may trade karne kay liye traders ko chahye kay wo ziyda say ziyda focus news pay rakhain or daily ki news ka analysis karty hoe market ko dikhy or dikhty hoe trade lagae ta kay loss na ho profit hi ho..seniors traders apki kiya rae hai zaror batain shukriya...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news pay ziyda focus rakhain...

    G belkul forrx trading mai hamai news pe zyada focus rakna chaye hamai chaye ke news ke time belkul be trade na karai agar hamarai pass news trading strategy mahe hai kiun kai news ke time trading karna buhut risky kaam hai.
    • #3 Collapse

      Re: news pay ziyda focus rakhain...

      G Han ap ki by bilkul theek haha ur main ap.ki bat se agree karti hun k forex business main success hasil.kr e k liay aur acha profit gain karne k liay zarori hay k ap daily ki news par bhi zaror nazar rakhain kiu k market main ane wali koi bhi news boht important hoti hay at wo Market par kafi effect karti hay is liay news ko.lazmi watch kare
      • #4 Collapse

        Re: news pay ziyda focus rakhain...

        Hanji doston bilkul aisa hi hai Jab Bhi aapko new trade open karen to sabse pahle aapko news zarur dekh leni chahie news aapko bahut Sare fayde mil sakte hain aur aapko pata chal sakta hai ki trade Kis Tarah Move kar raha hai market Kis Tarah analyse ke Rahiya Is Tarah aapko bahut acchi Tarah Se Maloom ho jaega tab aap bahut acche tarike se trade kar Sakenge Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: news pay ziyda focus rakhain...

          hamay chayia ka ham log kabhi be news ka waqt par trade nai karya ku ka pata na ha ka news kya ayna wali ha aur njews ayti hi market is ka mutabik movement lanya shuru kar dati ha jis ki waja sa ham logo ko boht hi bara loss ho sakhta ha is liya hamay chayia ka ham log kabhi be news ko read kiya bgr trade wagra open karna ki mistakes nai karya
          • #6 Collapse

            Re: news pay ziyda focus rakhain...

            Remember aapki baat bilkul sahi hai agar Hamen Pakistan Forex main market ko correct tarike se knowledges Karna Hai To Hamen news ko Jyada read karna chahie Kyunki news compact bahut hi jyada padta hai market per aur Market ki moment bahut jyada Upar ya niche Jaati Hai agar Ham news ko analyses karna Sikh Jaate Hain To Hamen kam mein aap trader Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: news pay ziyda focus rakhain...

              g han bilkul hamy news py foruce karna chahey forex aik big business hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain forex business pakistan mai legal or famous ban cuka hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: news pay ziyda focus rakhain...

                news py foruce karny waly kamyab hain forex aik acha busienss hain is ke new daliy up date hote hain hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai job less mans be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: news pay ziyda focus rakhain...

                  hamy market ko achy sy learn kar ky news ko watch karna chahey yai hamy market ki movement ky up or down ky bary main batati hain hamy news ko follow kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: news pay ziyda focus rakhain...

                    Forex news ka bahit zaiyada daro madaar hota ha aur jb bhi hum bat krain news ki to forex mn bahut ziyada ehmiyat ki hamil ha. Jo bhi members news k sath touch rehtay hain wo bahut had tak acha analysis hota ha. Jitna ho skay dil ko mazbot krtay huay ziyada say ziayad news pay focus krain. News say laparwai ki surat mn achi trading krna bahut mushkil ho jata ha.
                    Kinza789 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: news pay ziyda focus rakhain...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      forex trading business may trade karne kay liye traders ko chahye kay wo ziyda say ziyda focus news pay rakhain or daily ki news ka analysis karty hoe market ko dikhy or dikhty hoe trade lagae ta kay loss na ho profit hi ho..seniors traders apki kiya rae hai zaror batain shukriya...
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein agar apni trade ko successful banana hai to Forex economic news ko Jarur read karna hoga Kyunki Kisi Se Hamen market ki movement ke bare mein pata chalega
                      • #12 Collapse

                        Re: news pay ziyda focus rakhain...

                        Good Afternoon Friends
                        Ham ko is main news ko dekh hi trade ko open karna cahhye uar is main news ko forex factory main se ham dekh kar hi is main achi trade pone kar skate hain isi liye hane news par tawaja dena cahhye uare news k waja se hio hamne profit mil skata hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: news pay ziyda focus rakhain...

                          Dear forex main news boht important hai ager app news ko miss karin gy to app ke sahi trade b galt ho sakti hai ku ky ho sakta gai news sy markeet fast apna trend chang kar day es liy news ko. Miss nhi karna iur hab news any wali ho to us waqat app markeet ko zroor watch kar rahy hon

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X