Doji Candlestick Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji Candlestick Pattern
    Doji Candlestick Pattern
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex market mein Doji candlestick chart pattern aik kesam ka chart pattern hota hey jes mein price ke koi direction nahi hote hey jes ke wajah sayna bull kabo mein hotay hein na bear kabo mein hotay hein tahum Doji candlestick mein 5 kesam ke tabdele hte hin yeh sab ghair faisla ken nahi hote hein es ley forex market mein yeh samjhna zaroore hey keh yeh sab ghair faisla ken nahi hote hein forex market mein anay wale prices mein es ka koi matlab nahi hota hey forex market mein doji candlestick kon ce hey oe yeh kaisay kam karte hey Doji cadlestick ya Doji star candlestick aik cross ke shape mein he hote hein jo keh aik forex har levelpar open bhe hta hey or close bhe hota hey jo keh forex market mein aik chote ce body ko chorta hey doji frex market mein adam faislay ko identify karte hey laken yeh forex market mein majodah trend ke raftar ko slow karnay ke taraf eshara karta hey Types of doji candlestick pattern doji star gravestone doji long legged doji dragonfly doji 4 price doji Doji Candlestick ka faiday technical analysis mein forex market mein Doji pattern aikanmoll pattern sabat ho sakta hey jo keh forex trader ke akace kay lamhay ko fahm karta hey forex market ager oper ke taraf barah rehe hote hey to es bat ke taraf esharay kay tor par batya ja sakta hey forex market mein buyer ke tadad kam ho rehe hey ya seller ke tadad barah rehe hote hey trader es ko majodah long trade mein entry kay tr par bhe daikh saktay hein forex market mein yeh technical analysis mein say aik hey yeh forex trader ko aik khas kesam ke entry or exit kay point ko identify karnay mein madad karta hey trader ko aice trade say serf es time exit karna chihay jab en ko yaqeen ho keh forex indicator exit ke strategy par es bat ke confirmation kar sakta hey forex market mein Doji keya tajweez kar raha hey keh Doji keya tajweez karte hey
     
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      Doji candlestick pattern Roman Urdu mein: Doji candlestick pattern ek technical analysis tool hai jo market mein potential trend reversal ko darust karne mein madadgar hota hai. Doji ek candlestick hota hai jiska opening price aur closing price barabar ya bohat qareeb hota hai. Iska matlab hota hai ke market mein buyers aur sellers mein kisi ek ki dominance nahi thi jab ye candle form hua. Doji candlestick pattern ko samajhne ke liye aapko do chizon par tawajjo deni hogi: 1. **Open aur Close Prices:** Doji candle mein opening price aur closing price dono bohat qareeb hoti hain. Iska matlab hota hai ke market mein indecision hai. 2. **Upper aur Lower Shadows:** Doji candle ke upper aur lower shadows bhi chote hote hain, jo ke show karte hain ke market mein price fluctuations kam the. Doji candlestick pattern different market conditions mein alag-alag hota hai. Kuch common types of Doji candles include: - **Neutral Doji:** Opening price aur closing price barabar hoti hain. - **Long-Legged Doji:** Upper aur lower shadows dono lambe hotay hain, isay zyada indecision ka sign samjha jata hai. - **Gravestone Doji:** Opening price aur closing price dono market ke bottom par hoti hain, ye bearish reversal ka sign ho sakta hai. - **Dragonfly Doji:** Opening price aur closing price dono market ke top par hoti hain, ye bullish reversal ka sign ho sakta hai. Doji candlestick pattern market mein hone wale potential reversals ko signal kar sakta hai, lekin isay dusri technical indicators ke sath istemal karna behtar hota hai. Trading decisions lene se pehle market ke overall context ko bhi madde nazar rakhein.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Doji Candlestick Pattern Assalam o Alaikum! Dear friends and fellows aj man apky sath"Doji Candlestick Chart Pattern" per izhaar e khiyal krta hon. Forex trading man jab ham trade open krty han to pehly market k trend ki direction find krny ki sari momkina koshish krty hain jis sy ye pata lag saka hai k hamari trade market trend ki direction man hai ya nahi. Is liye hamen Technical Analysis strong aur accurate banany k liye Candlesticks patterns ka knowledge hasil krna chahiye. Doji asi candle ko kehty hain k jo opening k bad high b jati hai or down b jati hai but iski closing market k opening point k pass hoti hai. Doji candle ham pattern main cross ya inverted cross ya plus ki sorat ma nazar ati hai. Doji candles ko ham mazeed 3 catagories ma divide karty hain jo ye hain gravestone, dragonfly or long legged. Agr ham sirf doji ki bat karyn to inko neutral pattern b kaha jata hai. Information to Traders by Doji Candlestick Pattern My Friends Technical analyst ye believe krty hain k market k bary ma sari information price ki shakal ma reflect ki jati hai. Jisko ham aksar price efficient b kehty hain. Doji candlestick ko sigle or plural form dono ma use kiya jata hai. Ye us time banti hai jab open or close candlestick ka approx same he hota hai. Doji show krta hai k es session ma buyer b thy or seller b thy but market koi decision ni le pae k wo kis side par ja sakti hai. Kyu k buyer or seller equally matched thy es lae price kahen b ni gae or ik he jaga par stick kar gae. Kuch trader doji ko es sense ma b lety hain k ye koi bhi trend start karwa sakti hai jo any waly time ma strong momentum kar sakti hai. Senior or expert ye b kehty hain k doji candle k bad market aksar break out kar jati hai. Agr doji dragonfly ki shape ma bany to market up trend ma ja sakti hai or agr ye long legged ki shape ma bany to market down trend ma ja sakti hai. Types of Doji Candlestick Pattern Dear friends Forex trading me doji candle ki total 5 types hoti hain Jin mein:- 1. Standard Doji pattern. 2. Long-legged Doji. 3. Dragonfly Doji. 4. Gravestone Doji. 5. Price Doji.

        اب آن لائن

        Working...
        X