Gold ne forex ko risky bana diya hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ne forex ko risky bana diya hae
    Assalamu ALikum my dear members sab forex ko risky business kehte hain lakin mere khayal main forex ko sirf gold ne risky bana diya hae q ke is ke movement bahut fast hae gold par trading se hamen bara loss bhe hota hae or kabhe kabhe account wash bhe ho jata hae to hamen gold par ehtiyat se trading karne cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

    Dear brother gold ne abi forex ko risky nhi banaya balkay forex trading men gold aik risky pair hey iss ki movement unexpected hoti hey aur bari move karta hey ya ziyada profit deta hey ya account wash kar deta hey aur forex trading men gold pe hi ziyada tar logon ka account wash hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

      G ha. Dost app na theak kha ha lakin main app sa khana cahta hu ka forex main Jo log gold PR tread laghta hain un ka profit bhi hota lakin loss bhi hota ha is lia.loss hota hota abb huma forex ka bissniss risk lagtha ha gold na kitna logo ka account wash kia hain iss main sa main bhi ho Mara bhi kitne baar account wash howa ha
      • #4 Collapse

        Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

        G hai bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko gold par is mein trade ko open nahi karna chahiye aur gold bohat hi risky hain aur hum ko forex mein sabar se kam kare skate hian aur humko is mein mehnat se kam karte rahna chahye pher ja kar hum is mein earning kar skate hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

          g ahn bhai jan aaap ki baat bbilukl theek hai aj kel gold ne forex ko risky bana ditya hai akser trader ka gold ki vaja se account wash ho gya hai ham ko gold per trade nahi lagane chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

            g han bhai aap ne blkl sahi kaha hai main bas atna kehna chahon ga k sacho gold ne trade ko risky bana deiya hai jab bhi koi gold par trade lagata hai to wo risk leta hai
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

              w.slam
              apnuy thk kha hy keh gold ne forex business ko risky bnaa diya hy .single pair per treding risky hoti hy hamin iss per treding kert huy bht ziada carefull rehna hy q key iss ki movemnt bht teezi sey hoti hy iss mein hamin loss bhi bht hota hy ar profit bhi unbeliveable hota hy hamin iss risk ko wesy to lna nhi chahiy ager lein to phr issko control kerna bhi ana chahiy.aur apny account ko wash honuy sey bachanuy key liy safe treding kerni chahiy.
              • #8 Collapse

                Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                G han gold bahot e risky pair hy yeh hamen profit b ziada deta hy or loss b or bahot sary accounts gold par trading ki waja say wash ho jaty hyn is lye hamen is say avoid karna chahey yehe waja hy k is nay forex ko risky bna dia hy
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                  I think forex un logon keliye hi risky he jo forex ko without knolwedge and experience ke is mein work kartey hein aur jahan tak bat hey Gold ki to Gold to bohot hi piyari direction mein ja raha hey aur uska trend continuously buy mein ja raha hey is liye hum usko easily buy karke acha profit hasil kar saktey hein kioun keh in future bhi abhi gold ne buy mein hi jana hey.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                    Assalamu ALikum my dear members sab forex ko risky business kehte hain lakin mere khayal main forex ko sirf gold ne risky bana diya hae q ke is ke movement bahut fast hae gold par trading se hamen bara loss bhe hota hae or kabhe kabhe account wash bhe ho jata hae to hamen gold par ehtiyat se trading karne cahiye
                    Nai bhai is me Gold ka koi qassor nai hai. hm boht si currencies pr b trading kr skaty hen jo k hmen acha profit b day sakti hen or jyada risky b nai hen. magr jab bat ki jaey gold ki to ye 50-50 hai. yani ap gold se acha profit b le skty hen or ye apke accounts wash b kr skta hai.is ley try krn k Gold pr Ehtiyat se trading krn or SL jaror set krn taky uncertainly risk se bacha ja saky.
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                      Dear friend ap ki bat bilkul durust hai Gold ne forex ko risky bana diya h forex trading men gold pe trading boht risky hai es New traders gold say dor rahen es men kui shak nhi gold risky pair hai but gold aik experience profitable pair bhi hai esliye gold pe jab bhi trade open karen us ko observe bhi karen ta key ap ko zyda loss ka samna na karna pare
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                        Dear friend Mein Aati Hai Kahana Chahta Hun Ki gold Ne Forex ko Risky banaa Diya Hai Kyunki gold Mein ya to profit hota hai ya to loss hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ne forex ko risky bana diya hae

                          Asslam-o-alaikum dear wellcome to forex Pakistan !! G dasto gold ha aik raisky trade ha or gold par movement her time change hoti rayti ha or glod bout tazi sa up or down ho rha ha ise lay gold par tarde bout risky ha soch or samj kar trade Karo khai isya na ho ka ap ka account waish ho jay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X