How the Forex Robots works?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    well brother i will agree on this with that doing this business on your self is much more fun than dooing it with robots, you face challanges and work hard to over come them, thats the beauty of this foeld
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex robots means that there are some soft wares, and some certain values are feeded in them, and when the market come in their range the order is automatically activated and the orders also automatically closed with the robot trading.
      • #18 Collapse

        i am agree to you k humain is may apnay knowledge or experience say is main work karna chahiye is say hi is main hum is say profit hasil kar saktay hain robots proper work nai kartay
        • #19 Collapse

          ji han hamen menual trading se hi achi earning mil skti hai so hamen achy triky se kam krna chaie.
          • #20 Collapse

            bhai jaan forex per robort trading hum kar sakte hai is mai humay ea software ko online purchase karna parta hai lekin robort per trading karna humare liye theak nhe hota hai khas tor per tab jab hum apni khud ki investment per trading karte hai us mai humara acount wash b hosakta hai is waja say maine ye use kia ha and is say meara acount wash ho chuka ha
            • #21 Collapse

              forex robot work munasib hota he lekin is ke hamare pass achcha amout hona chayye agara hamare achcha amount majood he ham robot ke ziriye trading ker sakte hen lekin is ke liye ahama re pass robot bhi achcha hona chayye
              • #22 Collapse

                bhai jaan forex robort trading hoti hai is mai humay khud say trading nhe karni hoti hai kiu k is mai ap apna profit and loss risk ki he base per hasil kar sakte hai is business mai humay simple trading he karni hoti hai kiu k is tarha say hum apna experience gain kar sakte hai
                • #23 Collapse

                  Robot automatically trade open and close karta he chahe woh profit me ho ya loss me, mene boht se robot ko try kara he demo account per but result khas nahi mila, so mere experience ke mutabiq manually trading is better than EA trades, robot per ap ke account ka 50% control robot ka hota he, but manually apna account access men totally control ap ka hota he jo ke better bhi he robot se...
                  • #24 Collapse

                    han dear ye aik real kamahai i sko kahin bhi kia jakst ahai ye aik online kaamhai is ko kafi mehnt sy kia jai ga ye aik good kaamhai i sko kafi mehnt sy ki aji ga ye aik real kamahai is ko kahin bhi kia jakst ahai
                    • #25 Collapse

                      jab hum robot trade karty hain to is main kafi risk hota hay humain hard work karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay is mainn kafi risk hota hay jis say humain market main profit hasil nai hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #26 Collapse

                        sir mujhy forex rorbort ka nhi pta hai me ne just name hi suna hai kabhi is ko use nhi kia hai , or me tu khud trading kerna zada behter samjhti hon is se mera experience bhi zada ho ga or men apni merzi k mutabik kam ker skati hoin
                        • #27 Collapse

                          jahan tak mai ne suna hai forex robot automated trading ka name hai aur ye robot hum apne meta trader k software main use karte hain woh khud hi lots leta hia aur khud hi close karta hai mai ne suna hai ye kafi risky hota hai iss liye manually trading best hai.
                          • #28 Collapse

                            jahan tak mera kahyal hai asal main forex main robot trading allow ni hai agar apmrobot trading kaor gay to apka account block hojaye ga aur robot trading ye hote hai k ap ne auto pai laga dai aur trade khud ba khud hote rhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              robots to automatically kaam karte hain auto trader per click kar ke aap robots jab charts per attach karte hain to woh automatically kaam karna shuru ho jate hain better yehi hota hai ke aap forex ke business me manual trading kiya karen jo ke khud ke analysis per ki hui hoti hai us me kamane ka ziada better chance aap ko mil pae ga .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X