impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yea to har insan ko pata hay kay ilm wala aur baghar ilm wala yea jahil kabhi bhi barabar nahe hotay haan is leya education ki har shobay main kadar hoti hay chahay wo zindgi ka koe bhi hisay ya job yea business yea koe bhi kam he ku na hoo
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Ap ki education ka impact to hota he forex mein, agr education theak hogi to ap ki mind thinking bhi theak hogi, agar education he nai he to ap ki thinking capability bhi nill hogi., forex me ap agar trades me think karty hein to ap ki trading me creativity ati he jis se ap ki trading mein bhi behtree ati he. So education has much impact.
       
      • #138 Collapse

        yah zarori nhi k high educated he acha trader ban saky yah to har kise k spirit of learn par hai or hard work par, han yah zaror hai k high educated ko thora sa edge hota hai k wo jalda pick kar layta hai
        • #139 Collapse

          Education is the key thing for forex .YOu can not trust any one with your money .If you want to trade than you have to run trade alone .So with out education not only forex trade but also any other business can not possible.
           
          • #140 Collapse

            Education is the key thing for forex .YOu can not trust any one with your money .If you want to trade than you have to run trade alone .So with out education not only forex trade but also any other business can not possible.
             
            • #141 Collapse

              je han app ko es main impect tu hota ha ek educated admi ka app ko es main kafi had tak success es main ase he milte hai k app es main good learner ho so educated person ache se learn kar leta hai aur es main kafi ache se kmayabi hasil kar leta hai
               
              • #142 Collapse

                Trading business main jo log bhe aty hain unka educated hona bhe zaruri haio kyu k yahan learning aur writing education k bina ham nhe kr skty achy skill se ache trading hoti hai.
                • #143 Collapse

                  Agar aap forex trading mein apna future banana chatee hain too phir app koo kosish yeh karni chaiyee kee app fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study karein aur main topics koo study karien jaisee, support and resistance level and price action strategy.
                   
                  • #144 Collapse

                    Zaruri hy bhi aur nhe bhi, kyonk baaz okat dekha gaya hay k kam parhay likhay bhi achi trade kr layty hain, education say ek faida yeh hai k issay apko environment ki samjh ajati hai kisi ki help k baghair, jab k kam parhy likhay afrad ko mushkil hoti hai shuru main, wo dosron k mohtaj hotay hain. tu education tu har hal main faida dayti hai.
                    • #145 Collapse

                      ye bat true hai k highly educater ko achi learning ker k acha traders banny men easy hota hai or wo acha traders ban jata hai is ley ye plus point hai but ager ap high educated nahi hain to bhi ap achi learning ker k forex ki to achy traders ban sekty hain or is men achi trading ker k profit kama sekty hain.
                       
                      • #146 Collapse

                        bhot impact hota hai mere bhai education ka success dilvaney me without education aap kuch haasil nahi kar saktey ho is business me kuch haasil karna hai to zada se zada education gain karkey yeh business start karo kamyaab hoge
                         
                        • #147 Collapse

                          Education se her maidan me success hasil kar sakty hein, jo uneducated hoty hein un ki life meim kuch bhi nai hota, wo dead life guzar rahay hoty hein, forex me ap education k bina trade kar hi nai patay.
                           
                          • #148 Collapse

                            forex main education important hy education ho gi to trader forex market k about study kr skta hy r experience ko increas kr skty hain.agr hum educated hun gy to mukhtalif chizon ko read kr skty hain r trading main apply kr k earning kr skty hain.
                            • #149 Collapse

                              no janab asa kuch nhe hota ager aap ke education normal he or apke pas forex ke achi knowledge or exprencess b he tu aap easly acha khasa profit earn kar skte ho as lye me yahe kaho ga ke aap forex trading pr b zeyda se zeyda dehan do education ke sath sath
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear friend kuch had tak baki ye tu ap hum sabhi jante hen aik best trader bane k leye hum ko kafi kuch study kerne ki zaroort hoti hai aur us k leye zaroori hai education bas atna para likha hona zaroori hai jis se ap eng ko sahi se smaj sken aur news se andaza bhi lga saken k kis news ka kia asar perta hai kesi bhi peir per forex market men

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X