impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Ji nahi m apki is bat se agree nahi karta qk mera manna ye he k forex m equcated person nahi bilke zyada se zyada experience shuda person hi successdfull hota h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      forex k liye proper forex education hona bht zarori hai ta k forex k bary main complete information aur knowledge ho es k elawa ap ki qualification jitne b ho woh forex main acceptable hai acha trader banny k liye ap k pass high qualification ho ye zarori nh hai zarori ye hai k ap k pass forex ka kitna knowledge hai..
       
      • #1938 Collapse

        forex ko samjhy saekhny k liye ap ki pass proper forex education hona bht zarori hai es k liye ye bat zarori nh hai k ap ki qualification b high level ki ho ap ki qualification jitne b hai forex main acceptable hai..
         
        • #1939 Collapse

          Bhai mery khayal say Jo bhe es market mai kam krna chahta hai tou wo sub say pehly es market ki learning kr tk wo market KY trend ko follow kr sakty ho es tarha ap es market mai trend ko follow kr sakty ho.
          • #1940 Collapse

            Gee nert Bhai jin logo ky pass education hai tou wo es market mai zada acha kam kr sakty hai. Aur in ki strategy bhevbohat achibho gy. Mery khayal say in ka profit bhe zada ho gy..
            • #1941 Collapse

              yes my dear agr ap kay pass education hai to apko forex may learing karingay es may koi muskil nhi hogi aor ap easy learning kar kay acha kam kar skaty ho or jald hi es ma success ho sakty ho
              • #1942 Collapse

                Forex trading kerna ke liya traders ko highly education ke koe zarorat nai hoti unko is ke liya forex ko high level per seekhna chahye hy ta ke unko forex mai achi earning ho jae
                • #1943 Collapse

                  Yes dear ap ki bat bilkal thek ha hum is business ma kam krte hen js ki waja se hamre paas bohat acha experience a jata ha ose experience se hum is business ma success hasilbkr sakte hen hule is business ma lalch nai kr ne chaiye hume is business ma saber se kam lena chaiye
                  • #1944 Collapse

                    Mery bhai forex trading aik perfect lkn risky bussiness hai forex trading market ko understand krna bht he important hai forex forum aik best source hai knowldge aor experince trader yahan py apna expeience share krty hain humen faida uthana chye
                    Acha kaam achy daam
                    • #1945 Collapse

                      is main hum us waqt tak kamyab nai hon gay jab hum is main experince kar ka kam karein gay phar hi hum kamyab hon gay is main practice kar k kam karna ho ga
                      • #1946 Collapse

                        education ka Forex trading ke learning pay aur trading per bohot he positive impact hota hai. education life ke har field mai chiye woh business ho ya job ho ya phir Forex trading sab mai he bar useful sabit hoti hai. education ke wajha say forex trading ke learning mai b asani hoti hai.
                         
                        • #1947 Collapse

                          education hona axhi baat hy yahan par kyun ky educatuion ki wajah se hum cheezo ko aram se samjh paye gy jo ky humarey liye kafi axhi baat rahey gi lehaza yahan par mehnat kartey rahey agr app ko ayhan par kamiyab hona hy tou kyun ky mehnat mein azmat hy janab
                          • #1948 Collapse

                            G hun jnab min aap logun ki bat se agree hun kah forex treding buznees min hum logun ko yahun par apni egucashn ka hona buhat hi zyda zaruri hy hum is ke bina yahun par kamyab nahin ho sakte hyn
                            • #1949 Collapse

                              forex trading kay bary main jitna ziada humara knowledge ho ga utna he hum forex trading kay bary main theak say earning kar sakty hay so humay esmain ziada say ziada mehant karni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                g han is say hamain kam kar k is main knowldge bi kafi ho skata hai is main learn kar k kam karna ho ga ye boht hi acha buisness hai is main kam kar k hum acha earn kar sakty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X