impact of education in success of trader?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    my sdear brother forex me education ka impact bhot zada hota hy .... agr aap well educated hain tau aap ko trading zada achy sy krni aati ho ge or iss sy aap ko profit be ho ga ku k aap zada sy zadaa kaam kr sko gy iss me .... tau bhot importance hy education ke":)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      g bilcul education ka bohat hi ziada impact hota ha to become a successful trader. education ki bohat hi zaida importance ha in learning and decison making.
         
      • #1413 Collapse

        yes dear ju bhi highly educated hota hai wo ziada successfull hota hai mger knowlege uss k pass porex k bary main hona chaheay phir he wo successfull ho skata hai ziada ager wesy parha likha ho tb uska ziada koi faida nahi hai.
        • #1414 Collapse

          gbelkol is main ka educated hona bohat zroori ha q age ap educated nhe hain to ap is main kam nhe kr skte or ap profect nhe kama skte to profect hasel krne k leya educated hona boht zroori ha so education first imp in forex
          • #1415 Collapse

            wase to trading may education ki koi zarort nae hy matlb kay app kay pass koi ache degree ho ge to app yahan pa zayda kamyab ho ga yahan pa sab sa zarori cheez hy o trading ki knowledge or os kay bad trading ki experience jab app ki ye dono strong ho ga to app yahan pa aik ache or successful trader bana jate ho
            • #1416 Collapse

              seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zyaaada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada time spend karty hain utna he zyaada hum earn kar sakty hain.
              • #1417 Collapse

                hhhhmmm ap ki bat kuch had tk thk b hai or kuch had tk galt b .. thk aisy k jb ak insaan prna likhna janta hai to wo her cheez ko jldi pik kr skta hai or wo jldi seekh skta hai or ap ki bat galt es liye k sirf pary likhy hi kya es ko kr skty hn or jo prna likhna ni janta but seekhne ki ability rakhta hai wo . wo b es ko easilly kr skta hai ......
                • #1418 Collapse

                  iss main koi educaed banda agar na b ho tu wo b kam kar sakta hy main tu kehta hy agar koi kissi ny matric b kia howa hy tu wo b trade kar sakta hy par us k liy compalsaery ye hy k us ko iss k uper pori grip honi chahye phir wo kam kar sakta hy.
                  • #1419 Collapse

                    dear, ye to h hmy jitna knowledge ho ga hm outni he succes pa sky gy market mai ye zrori to ne k hmy kch ata na ho or hm succes business kr sky agr hmy succes pana h to knowledge py b hmy dhyan daina ho ga.
                    • #1420 Collapse

                      mery doost sirf highly educated trader forex amrkit ko bhtreen anylsis ker sakta hy ur markit k utaar charhao ko samjh sakta hy q k trder k pas jitn knwldge ho ga woh forex ko bher samjh saky ga is lye waqi ap keh sakty hain aik acha trader jis k pas forex ka illam ho kamyaab hy.
                      • #1421 Collapse

                        treader insan ko buht kuch sekhta hai mehnat kerna or pher 7 hi stdy ko cntinue rekhna bhi lazmi hai her insan k pass aik apni kismat hoti h insan k kismat m jo likha ho wohi hota hai
                        • #1422 Collapse

                          Yes, aik educated trader ki trading py us ki education ka boht bara impat hota hai aik pary liky aur anpar ki trading ki boht difference hota hai aur yaqeenan un ki trading k result me bhi.
                          • #1423 Collapse

                            nahi blkul nahi mein ye nahi samjhti trading karna to tajarby or aqal ki bat hai ap kay pas acha tajarba ho ga tab hi ap aci trading bhi kar sakty ho is mein educated hony ya na hony ki bat nahi hoti bal kay tajarby or aqal ki bat hoti hai.
                            • #1424 Collapse

                              yes trading education ka boht zeada asar parta hy forex trading pr q k jis ko pta hga tb he wo sahe treqy sy trade kr sky ga warna nai kr sky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                hmm education ky impact to party hain lekin ager ink positive way mein use kiya jao toacha hai warna do numbri mein use karny sy baad mein nuksaan bhi ho sata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X