impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    nahi bilkul nahi zarori nhi ha jisky paas education ha wo hi ek kamiyab bhtreen trader ha ... education hona bohat achi baat ha or aaj kal ky dor m tw bohat zarori bhi ha ... trader tw mery hisab se wo acha hoga jo isko time dega yahn apna time spend karky experience gain kary ga wo hi mery hisab se ek kamiyab trader ha baqi education hona bhi bohat zarori ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      han ap ki baat me kuch nakuch sachai to he is liye me aik or bata du k ap ye bhi dekhen k khas ker ziada tar loog b nai hoty hen or ziada kaam yab bhi hoty he is se ye sabit hota hen k ap ko is me ziada practice bhi ap ko is me ziada kamyaab bana sakta hen
      • #843 Collapse

        my all dears friends forex trading main jus high educated person hi trader nai ban yaha non educated persons bhi achy trader ban sakty hai is business bus ap ko business k bary main pata huna chahiy is busines ka knowledge huna chahiy is agr ap k pass is bisiness k elawa bhi koi knowledge hai to ap k liy behter hai baqi is main well educated bhi loss kar sakta hai
         
        • #844 Collapse

          dear friend jee nai aise koi baat nai han ager ap hight education tu he successful hon sakty hon forex may ap ke learning knoweldge expericance high skill k uper depend karta han ager ap in sub ko lay kar chalo gay tu ap zaror kamiyab hogay
          • #845 Collapse

            ye nahi kehskte hain hum high ho ya kam educated ho trading ak alag cheez hai haa baki agar education ziada hai to zaroor vo kam wle se ziada hi kamaega bussiness hai na dekho na duniya me aewse b misal hain k koi 12 pass or bhai bara bussiness ban gya aesa q q k vo phir us kaam me dil laga kar mehnat karta hai...
            • #846 Collapse

              yes of course education great impact for trading you are again experience of job when you are well education and some time case you can not take any risk due to lack of awareness.
              • #847 Collapse

                nahe shayad achy trader dono ban sakty hai ap ki mehnat per depend kr raha hota hai ky ap kitni mehnat karty hai q k kbi kbi ye bhe hota hai ky educator person bilkul mehnat krna pasnd nahe karta balky jo low clas edcated hota hai wo zada mehnat krta hai aur sikhny ki koshish krta hai jis me wo kamyab bhe hojata hai to is bussiness ko dono join kr sakty hai aur achy trader bhe ban sakty hai
                • #848 Collapse

                  Yes of course right high education is the most important for any trader to do the successful trading then you can definitely study various things however if you are certainly not then you will not have the capacity to comprehend the basic principles in the exchanging. Thus you need to realise the matter and in addition pay attention to your own training.
                  • #849 Collapse

                    Nahi lazmi nahi ha ke aik educated person hi acha trader ho ye ap ke knowledge pe depend krta ha mere khyal se ap ka experience ap ko baqi tmam trader se aik acha makam deta ha.
                     
                    • #850 Collapse

                      mere khayal se to yahan bht high education ki zarorat ni hai jzt itna ho k uska mind level mature ho aur wo trading ko samajh sakai q k trading aik alag chez hai han agr kisi ne business ko deeply parha hua hai aur us ki education business se related hai to wo aik successful trader ban sakta hai warna trading k lye yahan akar bht kch sekhna hota hai.........
                      • #851 Collapse

                        education affect karti hain forex trading main but i don't think ke forex trading ke lie highly qualification required hoti hai, if you are fully focused on your work, and you have knowledge you can manage this business.
                        • #852 Collapse

                          Education be impact karti hn forex trading mai beacuse without education you cannot do any thing forex trading jo base karti hn first education knowledge and experience agr knowledge achi ho ge to ap achey trader ban saktey hn aur achi knowledge be education se milti hn.
                          • #853 Collapse

                            g han bilkul aik educated trader hi acha trader hota hai.forex trading main knowledge ki bohot ziadad ehmiyat hai iske baghair aap kamyab nai hosakte aur aap ke pas experiance bhi hona chahye take aap sai decisions le saken.
                            • #854 Collapse

                              salam dear aap ne fprex mai education ke baat ki to mai ye kaho ga highly educated person trader to ban sakta hai lekin kamyabi ka inhesar qualification par nahi balke experience par hai jitna ziada experience ho utna ziada successful hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                hamari education forex k liye buhat qeemti hai hamain jo time milley to haim study he karni chahye or sath sath experience get karty rehna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X