impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    brother agar aap forex kay baray mein education ka puch rahay han to definitely jitna educated aur experienced trader hoga utna hi woh kamyab hoga lakin agr aap basic education ki bat kar rahy han tau i think matric bohat hai is kay liye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading ek bohat he acha business hain or is main app agar app chaty ho k app is main success full ho jawo tu app ko is main ek bohat mehnat karni hogee app ko is main demo account par practice karna hoge tu app forex trading em achi trader ban sakty ho
       
      • #33 Collapse

        nhe me ye nhe manti ke higer education jiski ho wo aik acha trader hai bat itni hai ke hmmm apni mehnat apni knowlage or apne skill se ache trrader bante hain jhan tak mera khayal hai..
         
        • #34 Collapse

          yes forex trading main her khoe trader ker sakta hai but ager is main khoe educated banda aye tu pir us ko edge point hai ky wo is bsuiness main zayda money earn ker sakta hai easily in short time.
          • #35 Collapse

            dekho mere dost education itni honi chahye k likha hua parh sako. forex mein kisi degree ki zrurt nhi hai. forex yeh nhi kehta k apne m.a kia hai tu hi isy join karn. nhi yeh wrong hai aisa kch nhi hai. balke forex se apko jo kch seekhne ko mily usy parho samjho or us tarha se kaam krneki koshish kro.
            • #36 Collapse

              high educated hona toh itna zarori nahi hai par educated hona zaroori hai kiun keh jisy parhne ki samaj bhooj hogi wo is kam ko easily understand kar sakta hai.
               
              • #37 Collapse

                forex trading business main wohi log survive kartay hain jo well educated hotay hain jin kay pass proper knowledge hota hai wohi log achi strategy aur aik acha trading plan bana kar yahan trade kar saktay hain aur earn kar saktay hain yehi achay trader ki khassosiyaat hain.
                • #38 Collapse

                  yes g wo wo education itni hone cheye ke ap ke samne ya koi be ap se sawla krat ahe kese b languch me to ap ko cheye ke apk o koi be kam he to wo asni ke saht kr le g a ke ap ko badd me koi masl ni ho ga g
                  • #39 Collapse

                    nahi nahi aik high education acha tradar nahi ho sakta qune kay may nay apnay computer teacher say forex seekha hay unkay aik dost hane jinhone nah U.K say M.A in english kiya hay or unhone nay hamray liya bollinger bands may aysi tabdili ki kay ab hamari koi bi trade negative nahi jati agar jati bi hay to us ko cover karna koi muskil nahi hota lakin wo is formula par kaam kartay hoy khudh apna account wash kar gay matlab loss. lakin us formulay par work kar kay may apna account double kar chuka hone.
                    • #40 Collapse

                      bhai education ki bohat zarurat hai forex ke business me yeh business aisa behtareen bsuiness hai ke jis me jitna aap invest karen ge utna kamayen ge or iss me invest se ziada isko seekh kar kama sakty hain or profit hasil kar sakty hain....
                      • #41 Collapse

                        jee han myry dost forex trading business main education bhot ziada lazmi hoti hai, without education is say ap ziada success hasil nai kr skty ho.
                        • #42 Collapse

                          hum forex main kaam kar kay jo kush seekhty hain wo he is main important hai.is kay illawa is main general education zyaaada important nahin hai.hum is main kaam jinta zyaada time spend karty hain utna he zyaada hum earn kar sakty hain.
                           
                          • #43 Collapse

                            of course we can earn bonus amount by pakistani forum and pakistani forum is a new forum so far this forum don't send any bonus amount but i hope in the future we can get our bonus amount.
                             
                            • #44 Collapse

                              bhai jan mery khial ke motabiq jis nay forex sekhini he wo demo account use krey takeh us ko yeh malom ho paey keh forex he kia cheez yeh kesay hoti he or es men kia kia kerna perta he jo bhi forex kerna chahita he wo pehly demo ko use krey or us ke bad phir jab wo yeh samujhy keh ab wo ek kamyab trader he wo real shro ker de
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                good education k liy zaroori hay k app pihlay apnay app sy yi sawal karay k may forex may kamiyab honay k liy har mumkin koshish karonga ager meray dosray kam ho to pihlay may forex ka kaam karonga aur pir dosray kaam to issay ap achi knowlege hasil karaingay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X