Why Forex Trader Make Huge Loss In Forex Trade?????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g bilkul g main ap ki bat ys agree karta hun is loia main smjta hun ky hm ko si kam ky lia hm ko plan ky sath kam karn achayia jo ky hmary lia thk hai kioun ky hm ko mhnt sy kam karna chayia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yar mere khayl mai iss mai bhi insan ke khud ke hi mistake hoti hai keh wo sahi tarhan iss per kaam nai karta expericed os ko hota nai hai or wo trading kar deta hai forex mai jab tak insan ko mukaml expericed na mily or knowledge na mily kabhi bhi os ko trading nai karni chaiye iss se uss ko boht zyda loss ka samna karna parh sakta hai.
      • #63 Collapse

        g han ap sahi kah raha han magority k sath asa hi hota ha is lya har kisi ko chahya k jab tak is kam ka full expert na ho jay tab tak is kam ko na kara or demo pa kam az kam 2 years tak ka time da r phr dakha ga k wo kaya ban gaya ha.
        • #64 Collapse

          Jee janab i agree with you kay kafi aese log hoty hain jin ko trading ka nahi maloom hota and also yea bhi nahi maloom hota kay mujhy profit kis tarhan lena hai tw wo hamesha he loss me jaty hain so jo aese log hain unhay chahiye kay wo phele learn krain and demo practice krain then yahan earn krain
          • #65 Collapse

            Yeh bat clear hy keh is business say profit lenay key leye aap ko learning aur experience ki zaroorat hoti hy. Without knowledge aur experience, qismat say hi aap ko profit mil sakta hy, otherwise loss hi ho ga. Jab tak aap market key trend ko nahi samjho gey, profit kaisay hasil karo gey. Market key trend ko samjhnay key leye aap ko learning ki buhat zaroorat hy.
            • #66 Collapse

              most novice trader who had great luck .. I also just opened a depot 100 in one night been able to be $ 28 more .. process is also very risky. but I try again in just a few seconds already collapsed.
               
              • #67 Collapse

                is main kafi loss ho sakta hay agr hum is main nhard work karty hain to learning say kam kanry main asni ho sakti hay magr humain ziada loss high risk say trade karny main hota hay demo ko use karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #68 Collapse

                  sir gee zada trader ko jo loss hota hai wo is waja se hota hai k jab wo apny account balance se zada risk liy ker kam kerty hein or zada bari bari lot size ko use ker k apny order ko oepn kerty hein is terha se zada profit k chaker men un ko loss ho jata hai
                  • #69 Collapse

                    dear forex men logon ko earning ki kuch zada hi jaldi hoti hai jis ki waja se wo jald bazi men kam kerty hein or apna nuksan ker lety hein or is terhan se zad terh log forex men apana boht zada loss ker lety hein or ye sab se zada bari waja hai loss kerny ki
                    Success is the Best Revenge
                    • #70 Collapse

                      traders ko loss is wajah se hota hai k wo forex ko pore tarah se saikhte ni hai balkie thra sa saikh k samjhte hain k unko sara agaya jis ki wajah se unko loss hota hai bajaye apne mistakes dhondne k ulta wo forex ko dosh daite hai jo k un k loss ki wajah banta hai
                      • #71 Collapse

                        traders ko huge loss es business me us ki apni hi ghalti or ghalat trading ki waja se hota hay agar koi traders apni ghaltiu se lesson nahi le sakta hay to us ko trading me kamyabi milna mushkil hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #72 Collapse

                          dear asal mai jab hum trade karty hai to aus time hum money management ka khyal ni karty jis se ki waaja se hum ko loss hota hao aor hum apna account wash karwa bethty hai ais liay hum ko chaye k hum jab kam kary to lot ka khas khyal rakh k kam kary.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X