Is Forex Trading Profitably ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    busi profitable he hoota hay tu chalta hay .app ko bhe dee oor khud bhee lee tab chalta hay oor forex tu firf three pip le kar app ko good earning deete hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      kuch important hain jese k chart main ap ney time frame set kiya hota hain m30 ka uss main agar candle khatm hojati han ya new banti hain resistance ya support k up ya down then market ka pata chalta hain Apnay Analaysis k baad jo Signal Apnay Mind or Dil Say yakjaa ho Kar miltaa hai wohi SAhi Signal hotaa hai.main Samajhtaa hon K signals khod Say generate karnay Chahiyen apnay Analysis k through or us K liyee Sakht Mehnat or kafi Zyada parhnay ki Zaroorat hoti hai,,
      • #33 Collapse

        jee ye bohat he zayada profitable business hai lekin is main profit earn karnay kay liye zaruri hai kay ap pehlay hard working hon or experience ho or apne practice bohat achi ki vi ho.
        • #34 Collapse

          forex trading main kamyab honay k liy hmay or ziyada say ziyada learning ki zarurt hoti hay ham learning kar k ham boht hi achi earning kar saktay hay hamaray pass jitna knowldg hoga ham otni ziyada profit hasil kar saktay hay hmay forex say kamyab ho kachi earning kar saktay hay
          • #35 Collapse

            profitable froex trading k lye to ap ko kuch chezo ki zrorat pry gi jin may se ye kuch hai....ap ka capital bra hona chahiye ta k earning k chance zayada ho aur nuqsaan k chance kam ho sky...
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
              Forex Trading depends on your knowledge,
              your experience and on the forex fluctuations somedays we can have profits,in others we loose but we have to take lessons about loss and try to know our mistakes in order to profit in next trades.
              yes forex trading profitable hy o is mein aksar trade profit karty hain or aksa trader loss karty hain ye sab trading experience py depend karta hy or agar apky pas trading experience ziada ho ga to ap achi earning kar payen gy
              • #37 Collapse

                gee han bhai forex trading aek bohat hi profitable buisness hai kun ke i main hame kafi earning ho jati hai or is main ahme kafi profit bhi hasil hota ahi
                • #38 Collapse

                  Yes forex trading wakia main hi profibilty hai lakin aik shart par ky agr ap forex trading main expeeranced hen .forex trading main jab tak ap experance nahi hoty ap forex trading main good earning nahi kar sakty .
                  • #39 Collapse

                    ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to Forex trading profit hay to loss bee hay aur jab profit hota hay kabi bohat sara hota hay aur jab loss hota hay to us say bee zayada hota hay
                    • #40 Collapse

                      mery bhi bat asy ha k app koi bhe kam karty ho jis sy app ko acha profit hasil hota ha to phr us kam my kabhi loss hona bhe must ha mager aisa loss insan ko bura nhi lagta ha kiun k app is kam sy acha profit bhe hasil karty rha gay hoty han
                      • #41 Collapse

                        ji bhi ji aapki bat theek ki hy min aya khonga k forex mia jahgn profitablity hoti hy wa accountability to hoti hy issi tarha hmia forex mknowledge hsail akr ksis miantafidng karna chiya ya t he profitable business hy jo aap ismian earningkar skaty hain
                        • #42 Collapse

                          Even though you use a mil money it is possible to even now eliminate the idea within fx should you not command your self and also command the risk you should consider any time investing, if you use awful income administration general anyone.
                          • #43 Collapse

                            bhai forex mein waqai mein hamain buhat profit hota hai lekin hamain is kliye buhat soch samajh kar aur mehnat se work karna parhta hai. agar hamain loss ho jata hai tau hamain pareshan nahi hona chahiye bul k apni mistakes ko dekhna chahiye aur next time un mistakes ko repeat nahi karna chahiye.
                            • #44 Collapse

                              g han bhai jan aisa hai hai forex main trading karne ke liye apke pas knowledge hona chiaye or humain apne experience ko use karna chaiye or ager humain loss ho jaye to apni galtiyon se sekhna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes it is profitable agr hum is main hard work krty hain or hum is main apna career khud bnaty hain is main hum ko plan k sath kaam krna chahiya or targets k sath rakh k kaam krna chahiya is trha hum successful reh sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X