Mistakes aur experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes aur experience
    Mistakes aur Experience

    Trading me agar mistakes karny ki koshish na be ki jaye to ham se bahot mistakes apni trading me ho jati hay ye mistakes bahot hi acha experience hamy return me de sakty hey agar koshish aur mehnat kar key es se learning ki jaye,

    Agar ham small mistake be karty hey to loss key bad hamy es se learning ki koshish be karni chaye aur es ko define karny ki be koshish karni chaye ta key ye mistakes ham se future me per se na ho jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes aur experience

    Forex mein agar aap mistakes kertay hain tou aap ko chahyea kay aap unn mistakes ko seekhnay kay lye use kerain aur jub aap apni mistakes ko note kerain gay unn kay analysis kerain gay aur apni mistakes ko remove kerain gay tou aap kay experiance mein izafa ho ga jis sae aap ki trading achi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes aur experience

      Forex trading mein na chahty hvy bhi kuch mistakes ho jati hein mgr phr unko avoid nahi krna chahiye balkeh mistakes se seekhna chahiye mistakes ko control krny se trading mein improvement ati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes aur experience

        G Bari tafseel k sath ap ne mistakes aur experience k Bary post share ke a first to his ne kam Karna a us se mistakes to honi hain lekan waqat k sath improve Karna chiey ta mistakes km se km hoo ,
        Hr mistake Ap ko ik lesson dy kr jati a ab pr depend karta a k Ap us ko kesy lety hain ignor karty hain ya us ko seriously lety mistakes ka hona Koi bari bat ni lekan jb b mistake o us ko study Kary k ehsa q huwa a ta k Next na o
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes aur experience

          Aslam O Alaikum Dear friends forex trading mistake ki koi gunjaish nahi isliye jitna.hosake ap apni mistakes ko clear kake analysis karke pata lagao ke kaha mistake ho rahi hai phir ussi mistake ko ainda hamesha ke liye khatm karna bhi apke experience me ezaafa hai isliye jitna mistake khatm karne me time lagayege apke experience me knowledge me utna ezafa hoge or ainda ap kabhi mistakes nahi karegkarege.forex me choti mistake barha.loss.bansakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes aur experience

            Jab tek ak trader ka market ka experience nahi hota tou es waqat tek wo market mai mistake krta hai likan jab wo market ki complete learning krta hai aur experience hasil krta hai tou wo market mai apni mistake ko bhe khtam krta hai aue earning bhe hasil krta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes aur experience

              forex ma mistakes se learn kerna hi sacb se bara experience ha jo log apni mistakes ko ignore kerte hen wo humesha nakam rehte hen or jo log apni mistakes se learn kerte hen or boht mehnat se kam kerte hen apni mistakes ko cover kerne ke liye mehnat kerte hen un ke liye mistakes boht bara experience ha wo apni mistakes se learn ker ke experience gain kerte hen or expert trader ban sakte hen
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes aur experience

                bhai jaan main sirf Itna Kahana chahta hun ke Hamen mistakes Se Hi experience Se Hoti Hai Jaise ke Ham galtiyan Karte Hain To Ham Unse sikhte bhi Hain To Hamen chahie ki Ham se Agar Galti Ho Jaati Hai To Ham usse Sikh Le aur vah dobara Nad duhrain
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes aur experience

                  Daer Friend app ko tho pta ha ka Jo bhi insaan forex main kaam krta ha OS's ka pahly loss hota ha jb tak app ka loss nai ho GHA app ik acha orr kamyab trader nai bn sakthy is lia pahly loss ho GHA baad main experience ho GHA orr loss ka hona sa tension na lain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes aur experience

                    Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                    umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                    yes sir agar hum forex mien aa ker mistake kerty hien tuhum ko apni mistakes say lerning karn hota hai agar hum as mien un say kuch bee learning hasil ni kerty hien tu hum as mien khud k lye earning generate ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar khud ki mistakes per qabu pana hota hai or bad mien trade open krna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes aur experience

                      G haan baai aap sahee keh rahay ho maray khyal may be agar aap no ziada experiance hasil karna hay tho aap no apne ghaltion say seekhna hoga our osay control karna hoga kionka Jo be members is tarah karthay hay tho per wo kabhi be expert traders nahee ban sakhthay is liay apnay mistakes no khatam karnay ke koshish karne chahiay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes aur experience

                        G han bhai sahab app ny bilkul theek kaha han ham is Forex trading business market field man khud trade nai lagaye to hamy kabi bi experience nai hoga or jab ham trade lagaye gay phir hi hamy pta chaly ga k ham loss hua or ham apni mistakes ko find kr un pr kam kr k dobara is man acha profit bana skty han or hamy mistakes sy bilkul bi nahi darna chahey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes aur experience

                          forex trading main hume sirf demo account he experience nahi deta hai bal k hume humari mistakes b bahoot acha experience aur knowledge deti hain hum jitni kosish kar laain phr b kbhi choti choti mistakes ho he jati hain hume cahhye k in mistakes se experience aur learning hasil karain taa k choti choti mistakes ko b hum control kar skaian.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes aur experience

                            mistakes aur experience is business Mein profit Hasil kar sakte hain wo Is Tarah Se mistake Agar Humse Hoti Hai To Hamen apni mistakes se sikhana chahie aur apni mistakes ko Dur karne ki koshish Karni chahie Ta k next time Humse yah mistakes Na Ho aur apne kaam ko time Dena chahie aur apne kaam ko time Dekhkar Hamen experience haseel karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes aur experience

                              Forex mein mistakes ko kam kerna aur apnay experiance ko zayada kerna hi humari forex mein kamyabi hai aur iss kay lye humain apni trade kay analysis kernay chahyeain aur demo account mein zayada sae zayada practice kerni chahyea

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X