kia pakistan govt. ye chhe gi nojwan zeeda tar forex ya iss jessay adaroon main kaam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Jhan tak mara knowledge ha to us kay motabik members hamarey molak key goverment ya zaror chhay gey kay Forex trading or is jasay or profit able business zaror Pakistan main motarif hon . or yahan ka karain taka yahan say employment ka khatma ho sakay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      G han bhai humri govt ko es k bare ma sochna chaye ya ek bohat acha business hai .forex ek bohat purni compny hai or bohat achi b .
      • #48 Collapse

        Ge haan q nahi wo bhi chye gi kejo no jawan jinhy koi jobs nahi milty ayh un ke pass koi skill nahi to wo forex ko join kary yeh ik home based business bhi hai or is main hum zyda se zyda trading kar ke profit bhi zyda hasil kar sakty hain
        • #49 Collapse

          pakistan ma jitnay zida trader ho gai othnay ziada sarmaya kari ho gi or jis se mulik ki tarki ho gi forex business ma trader ki walau country ma kafi hoti hai kiu jb bhi mulik ki exchage hoti hai tb mulik ki curriencey ma kami ya ezafa hota hai.
          • #50 Collapse

            bhai jan agr govt na b chay gi toh b nojwan apna wohi kam kren gy jis mn pofit hoga or suna h forex trading mn profit milta h.
            • #51 Collapse

              Bhai forex trading ye is jasay business main ziyada tar nojawan he business kar rahe hai is liye or government ka to pta nahi wo sirf apnay prophet Kay baray main he soch ti hai is liye ynka to Kuch kah nahi saktay par nojawan bhot kush hai or e business kar Kay or kamiab bhe hai.
              • #52 Collapse

                Yes everybody can log in ones market but this can be a matter associated with thinking This Forex trading is usually a rational trading ;at least my partner and i be required to proceed OUR computer AS WELL AS modem costs Just as properly ; at the case of investment , your poor be asked to acquire a risk Just like very well
                • #53 Collapse

                  Forex to internationally recognised business hay jis ko tamam countries approved karti hay aur isi tarha say Pakistan government bhi is ko approve karti hay magar us ka apna licencing ka tareekha hay aur agar ap kisi aise broker k saath kaam karte hen jo k govt k saath register hay to ap legal hen warna nahi...,,
                  • #54 Collapse

                    nojawan ko forex men kam karny sy earning mily gi jis sy pakistan ki economy ko fida mily ga jis sy mulk k halat behtar hn to gov b chye gi nojwan forex ya is jessy adaroon mn kam kary
                    • #55 Collapse

                      Jaha tak mera khayal hai Pakistan Government aesa nai chaiye gi kabi kiw k agr tamam nojawan nasal is work mein chali gyi tou bank se tamam paise nikal ker forex mein investment ker diye jaye gay jis se Government ko kafi bara nuqsan nazar ata hai is leye wo yeh kabi nai chaiye gay.
                      • #56 Collapse

                        Forex trading ek real business hai or yeh international hai hum is business ko online kar saktey hai or is me acha profit earn kar saktey hain forex ek good online job hai jiss me ek jobless easy job kar kay acha profit earn kar sakta hai forex best business hai
                        • #57 Collapse

                          Pakistan Government aisa kuch nahi chaye gi kun ke government ka is sa koi bhi link nahi hai Pakistan main forex legally hum nahi kar sakty iss liye Govt. Is ko hargiz bhi support nahi kary gi aur isii liye wo kisi ko bhi aisy kam karny ki ijazat nahi de sakti jo us country main legal na ho.
                          • #58 Collapse

                            ji bilkul govt-ye chahe ghi kiu ke inke pas bhi jop nahin hen is taehan beroozghari pe kuch to qabo pa saken ghen kiun ke beroozghari bohot bhath chuki he or mehnghayi ne alagh kamar torh di he ghareb ki is liy govt ko kui eatraz nahi he forex men anen se
                            • #59 Collapse

                              pakistan k govt ye chahti hai k nai...????? to ma yehi kahnge k govt jab lign k zarorty purui nahi ar sakti unko jobs provude nahi kar sakti to usko rokny ka bhi koi right nahi hai... har koi aoni saholat dekhta ha... na k govt k mnta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                is main kam karna sai lagta hay humain is main agr success hasil karni hay to humain practice kar kay kam karna ho ga kun kay boht say log is main kam karty hain or acchi earning hasil karty hain ye b aik boht bara busines hay
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X