Jaldbaazi sy bachain.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbaazi sy bachain.......
    Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members..Agar Ham forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha jaldbaazi sy doorr rahain Orr sabar sy kaam karain issi mein hamari kaamyaabi hai
    Apka kya khayal hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbaazi sy bachain.......

    Ji han dear aapane bilkul theek kaha hai kam Yad trading karna chahte hain to jaldbaji bilkul na Karen Sabar se kam Le market ko acchi Tarah analyses karne Ja market ki Mukammal a rahi ho tab intry lagaen Soch Samajh Ke Bade hi Itihaas se trading Karni chahie..
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbaazi sy bachain.......

      G haan dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karan us main aap ko har step bhot soch samaj kar uthana parta hay iss main kohi jaldbazi nahi karna hoti hay same issi tarha instaforex trading main ager aap na success hasil karna hay to markit main bhot soch samaj kar setp utha hain jaldbazi k sath kam na karan
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbaazi sy bachain.......

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge.drars kuch members ko profit ki bhoht zyda jldi Hoti Zara sa loss ki taraf trade jai foran loss men closed kar dety hain hame apni trade ko modified kar key stop loss ur take profit key sat sat time den jaldbazi na karen
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbaazi sy bachain.......

          AOA Dear Friends!Umeed hy kh ap theek hon gy hmain chahiay kh hm jaldbazi sy bachin iss sy bht bra nuqsan ho saqta hy hmain saber sy kam lana ho ga ager hmari trade loss main ja rhi hy to hmain saber sy kam lana ho ga kuch time ky bad wh profit main a jay g.
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbaazi sy bachain.......

            Asslam o Alaikum dear all respected members bhai nay bht hi achi bat kahi hai k forex ma hum mehnat karen or sath experience gain karen, is sub kam ma hamen jald bazi bilkol nahi karni chahye specially trading kartay waqat hamen bht tahamal say kam layna chahye takay acha profit gain kar saken.
            Asslam-0-Alikum, dear respected members
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbaazi sy bachain.......

              Dewr friend boht way log forex tradingvmain gald bazi karty hain woh buw trade opon karny k chakar main rahty hain yeh nahi dekty k market ki movement kasy hy aur kis taraf hy pahly market ka achay say analeses karen as k bad hi trade opon karen ta k ap kibtrade phans na gay
              • #8 Collapse

                Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai Hamen chahie ki Ham jaldbaji Kabhi Bhi Na Karen balke market ko chitrasen analysis Karen aur slowly analyses Karen Taki aap market ko acchi Tarah Se Na Lage kar sake aur aapka trade Jab aap lagaenge aapka accha profit Bhi Milega aapko aur aapko loss bhi nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                  Asslam o alikum dear members....
                  Ji han humy jaldbazi sy bilkul bachna chiye... Q k jaldi m ki gai trade sy nuqsan ka khadsha zayada huta hi. Jald bazi main hum apni mistakes say learn nai kr skty.... Jald bazi say hum market k analysis ko ni smaj sakty. Jis sy humy marketing main loss hu sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                    Dear sir jaldbaji hamesha loss kasba banti hai isliye jaldbaji ko control karke trading mein sev trading and profit hasil Kiya ja sakta hai lekin iske liye mehnat karna hogi aur khud par confidence ke sath chat karna hogi kyunki confidence ke sath ki Gai trade achcha profit deti Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                      g han jaldbazi se bachen kyun ke kisi bi kam ma jaldbazi achi nhi hoti forex ma bi jab ap trading keren to kabi bi jaldbazi se na keren kyun ke ager ap jaldbazi ma trade open keren ge to ap ko loss bi ho sakta ha humesha soch samej ker trading keren market per nazer rekhen or munasib time ka wait keren or jese hi acha moqa mile phir trading keren is liye kabi bi jadi ma koi kam na keren sabar se kam keren phir hi ap loss se bach sakte hen
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar analysis us waqt hi kya jata h jab ham trade kerne lagte hien aur jab ham as mien trade nahi kerte hien tu ham ko as mien analysis nahi kerna hota h
                        as lyee mien jab b trade kerta h tu pahle market ko dakhta hun k market kaha ja sakti h
                        ye buy jaye gi ya sell aur ham ko as mien as ko dakhne k bad hi trade kerna hota h agar ham jaldi kerte hien tu
                        ham as mien her bar fail ho sakte hien aur ham
                        apna nuqsan ker sakte hien as lyee hamain khud ko nuqsan say bachana hota h aur ham ko kamaee karna hota h aur ham ko jald bazi nhai karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                          yes dear agar hum kisi kaaam k liye jate hain or jaldbzi main trade laga dete hain tu humhain us trade say kafi ziyda loss ho jata hain is liye humhain chchiay ek hum jaldbzi kabi b na kare jaldbzi say humhain kuch hasil nhe hota hain or jaldizi say trade ko hum achi tara anaysis nhe karte hain or trade laga dete hain jis say accoutn wash hone k chaances hote hain or trade lagane k baad humhain loss ho jata hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                            g han dost ap ki baat se agree karta hun ke jab trader market ko analyse nhi karte our trading karte waqt jald bazi se kaam lete hai to woh loss kar jati hai is lye jab bhi ham trading kisi bhi pair par shuro karen to hamain jald bazi se bilkul kaam nhi lena chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldbaazi sy bachain.......

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamzainayat پيغام ديکھيے
                              Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members..Agar Ham forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha jaldbaazi sy doorr rahain Orr sabar sy kaam karain issi mein hamari kaamyaabi hai
                              Apka kya khayal hai???
                              Trading karte hue jaldbazi karna traders ki bahut badi mistake hoti hai jaldbazi ghar ke trading Karne Se Kabhi Bhi trading acchi Nahin Hoti aur loss hone ke chances Jyada Hote Hain Kyunki jaldi Mein banae Gaye analysis aur planning theek Nahin Hoti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X