Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy
    Faida ye ha k ap aik pair mein trading kr kr k us ki master ho jaty haen aur us pair ki ap ko achi trha samjh aa jati ha k es pe kis time achi movement hoti ha aur es ki move krny ki routine kiya ha.
    Nuqsan ye ha k ap ko aik pair mein ziada trades ni milti aur agr ap wait na kr saky tu ap ghalt trade laga daity haen aur us se ap ko nuqsan ho sakta ha es liye agr aik pair pe trading krni ha tu wait krna apni habit banana hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

    dear main ap ki bat sy kisi had tak agree kerta hun asal main hm logo ko ager ik hi pair per mukaml aboor hasil ho jay tu main samjhat hun ky hm logo ko baki kis bi paor per kam kerny ki zarorat nahi hy lehaza lazmi ap ko yi kerna ho ga ky kisi bi pair per ager ap expert banan chahaty hy tu lazmi ap ko yi kerna ho ga ky jaisy hi ap ko time mily ap market ko achi tarkey ky sath analysis kerna bahut hi zarori ho ga tabhi asani ky sath hm log is market main achi or kamayb trade ker sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

      Aik pair pe trading zyada ki jay uski samajh ajati hay kasi movement hay kis time hoti hay achi trade humay aik he pair pe milti hay magar better hay aik aur pair ki movement ko deakhen unko samjhain aur sometime aap ko aik he pair pe kabhi bhi zyada trades nahi milti hain so hamesha 2 pair ko kam sey kam smajhain.
      • #4 Collapse

        Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

        Dear friend Mere hi all ke mutabik Ek Hi pair Mein trading Karni chahie ek hi pair Mein trading Karne Se usmein Achcha knowledge ban jata hai Sabar se kaam Lena chahie market Mein acchi entry milane Mein Jitna Bhi time Lage Intezar kar lena chahie..
        • #5 Collapse

          Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

          hamy aik pair mai mahnet sy or lgan sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Faida ye ha k ap aik pair mein trading kr kr k us ki master ho jaty haen aur us pair ki ap ko achi trha samjh aa jati ha k es pe kis time achi movement hoti ha aur es ki move krny ki routine kiya ha.
            Nuqsan ye ha k ap ko aik pair mein ziada trades ni milti aur agr ap wait na kr saky tu ap ghalt trade laga daity haen aur us se ap ko nuqsan ho sakta ha es liye agr aik pair pe trading krni ha tu wait krna apni habit banana hoga.
            G han sir aik hi pair ko le k baith jana smjhdari nai ha. q k Agr us pair pr kisi time market kafi days tak range me move krti rahy to phir hmary lye us me profit bnanay k chances mehdod ho jaty hen. lekin aik pair k o apne lye basic jaror bna lena chaye q k is trhan hmen usky bary me strong grip ho jati hai. or hm uske movement ko daikh kr hi andaza lga lety hen k wo strong bullish hai ye bearish. mgr hmen dosry pairs pr b profit k chances dhondny chahyen.
            • #7 Collapse

              Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

              good and keep ir up
              • #8 Collapse

                Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

                Good Afternoon All Dear Users
                Ham jab is main kam karte hain ao is main aik hi paur partrade ko open kartehain aur apne balane k mutabiq is main trade open karte ain to hamne is main fada ho sata ain aor jab ham is main do pair ya phir is ai do currences par tarde open kaet hain to hame aik to ossdeta hain aor others vise amen loss de skata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

                  forex aik acha business hain hum is mai live trading karty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana ka kam kar sakty hain forex aik bohat bara business han hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

                    hum pairs mai trading karty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai learning ky sat ache earning be deta hain forex mai poor mans be kam kar sakty hain hum is mai aik he pair mai kam kary gy to hum zada jalde kamyabe hasial kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Faida ye ha k ap aik pair mein trading kr kr k us ki master ho jaty haen aur us pair ki ap ko achi trha samjh aa jati ha k es pe kis time achi movement hoti ha aur es ki move krny ki routine kiya ha.
                      Nuqsan ye ha k ap ko aik pair mein ziada trades ni milti aur agr ap wait na kr saky tu ap ghalt trade laga daity haen aur us se ap ko nuqsan ho sakta ha es liye agr aik pair pe trading krni ha tu wait krna apni habit banana hoga.
                      Assalam walekum agar aap ek hi pair ko select kar lete hain aur sirf use per hi trade Karte Hain To Mera Khyal mein aap usse Kafi acchi earning kar sakte hain Kyunki aap ko sirf ek hi Pyar Ke analyse karne Honge aur Usi Ki market values ko check karna hoga lekin agar aap Jyada pair per trade karna Shuru Karenge to aapko Kafi Jyada hardworking karna padegi isliye Ham Kuchh hi pairs ko select kar le aur UN per hi trade Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik pair pe trading k nuqsan aur faidy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Faida ye ha k ap aik pair mein trading kr kr k us ki master ho jaty haen aur us pair ki ap ko achi trha samjh aa jati ha k es pe kis time achi movement hoti ha aur es ki move krny ki routine kiya ha.
                        Nuqsan ye ha k ap ko aik pair mein ziada trades ni milti aur agr ap wait na kr saky tu ap ghalt trade laga daity haen aur us se ap ko nuqsan ho sakta ha es liye agr aik pair pe trading krni ha tu wait krna apni habit banana hoga.
                        As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai ki agar Ham Forex trading Mein Ek pair ko select kar lete hain aur uske market analyse acche tarike se kar lete hain isliye Ek pair per trade karna Kafi Achcha ho sakta hai lekin Hamen chahie ki Ham 2 3 per set kar le aur unko acche tarike se analyse Karen Taki Kisi pair per samajhna rahi ho to dusre pair per trade kar len

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X