phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    han g bilkul tuta hua dil kisi kam ka nahi hota is liye apni haar ko tasleem kerna theek hai magar usko apna muqaddar man lena galat hai isi liye apni har ko tasleem kerty huye koshish kerni chahye k aenda sy wo galti na ho jo pehlay hui thi kyunki yehi apka kamyabi ki taraf berhnay wala pehla kadam ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      agar ap pehli nakam kay bad hi kam karna chor day gay to ap koi bhi kam nhi kar skaty ku k pehli bar to nakmai ho hi jati ha is lay ap sy reqvst ha k apna dil boora mat kary
         
      • #273 Collapse

        je haan janab yea bohat he achi bat hay ku kay jo log nakami pay dil har jatay haan wo log dunia aur kisi bhi field main kuch bhi nahe kar saktay haan aur wo hamasha nakam he rahtay haan janab is leya nakami say bachna chaheya
           
        • #274 Collapse

          Dear ap baat bohat achi hai k dil nahi chorna chahiye mean k har nahi manni chahiye kyun k kamiyabi aise nahi milte us k liye kuch na kuch karna parta hai mean kuch pane k liye kuch khona to parta hai is liye bar bar try karne se ksi din ap zroor kam yab hon gay
          • #275 Collapse

            forex ma nakami tu hoti ha har jaga par nakami insan hey hota ha par app ko try karna chayi ka loss na karo forex great job
             
            • #276 Collapse

              wasay maray khyal say to koi bhi pahli nakami kay bad Forex ko nahi chorta kun kay wo janta hay kay wo newbie hay.i think her kisi ko Forex ko samjhna chahiay or phir hi usay first trade karni chahiay.or wasay bhi shuru main to Forex mainn loss hota hi hay or yehi loss hamaray experience ki bunyad rakhta hay.
              • #277 Collapse

                actually you have to need skill trade and by the skill you will be make good and this is the best one for make good and by the long time skill you will be make good and this is the best one for make good and i think this is the best one
                 
                • #278 Collapse

                  G ha phli nakmi pe insan ko dil nai chorna chaye q k har kam krne se insan ko hli dafa loss zaror hota hai is ki ye waja nahi k ap is ko chor dey forex treading me work krne k lye apko demo account ki try zaror leni chaye phr apko is me loss nahi hoga .
                     
                  • #279 Collapse

                    yessss you are right!

                    yes you are right phali nakami pay dil nai harna chiay hum ko forex trading pay dil laga kar kam karna chiay..insan apni galtio say sabak sikta ha so jo galti ap ik bar kartay ho dobara wo galti nai karni chiay..koi b expert pada nai hota hardworking say insan kuch sikta ha or apni filed may expert bun sakta ha.work with patience and you should get benifit.:o
                    • #280 Collapse

                      risk tho sab cis main hota hain and trade main tho risk bohot jiyada per agar ap risk lekar kam nehi karen ge tho ap success nehi honge . most people ek bar loss karne ki bat hope hara da tha hain. jo kabi success nehi karen ga esa main sos tha ho. iss lia keep trying . one day u will success..
                      • #281 Collapse

                        g han dear forex trading aik business hay aur business me loss aur gain hota rehta hay es liey agar humain forex me loss ho jata hay to humain dil nahin harna chahiye balke forex demo account me apni galtio ki practice karni chahiye. forex bohat hi profitable business hay.
                           
                        • #282 Collapse

                          g han forex main utaar charao to laga rehta hai.is se mayoos ho k peche nai hatna chaye. ap ko apne ap pe yaqeen hona chaye k ap 1 din zaror succesful hon gain.thora bohat risk to lena parta hai.aj boaht se kamyaab business man direct to succesful nai ho ge.unu ne b kafi menat ki.akhar kar apni manzil ko pane main kamyaab ho ge.ap b ho jao ge is liye nakaami se age kamyabi hai..
                          • #283 Collapse

                            g han aap ne bilkul thek kaha ke pheli nakami per agar aap preshan ho gai to phir aap forex trading main kamyab nahi ho sakte kyun ke ye aik risky market ha is main jaga jaga aap ko loss ho sakta hay is li na umeed nahi hona chahye
                            • #284 Collapse

                              g han pehli nakami par dil nahi harna chahye kion ke shuru me nuqsan to hota he insan starting me galti to karta he phr ahista sikh hi jata he
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Yes this is very true because if you will never loss your confidence then you can earn and even you can get success in this business.. but if you will loss your confidence then you can not earn money and you can not get success in the forex trading..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X