phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    yes dear apki baat theak ha kay forex main humain phly nakami pay dil nai harna chahy kounkay buaht sy member is main jabbi first time loss karty ah to wo buhat sad ho jaty ah to un ko sad nai ihona chahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      bilkul apni pahli nakami ko dil pa nhi lena chaya hamesa apni is nakami ka causes ko identify kar ka next time nhe approuch ka sath kisi be kam ko karna chaye.
      • #258 Collapse

        yes ap sahee kehrahen hain try try again aik din bara trader bansakte hain aur pehli naakami se log forex ko choredete hain dil haar ke bethe jaate hain esa nhi hona chahye .
           
        • #259 Collapse

          Karobar main tu app ko loss aur nafa huta hi hya is liye pap ko yeh soch kar is kam ko bura nahi kehna chahye is ki waja se nahi app ko loss huta hay balke app ko loss app ki lalach ki waja se huta hay is liye is ko app demo per real ki tarha silkh kar kare is ko money management ke sath kare app ko is jasa kam koi nahi lage ga .
           
          • #260 Collapse

            Yes dear nakami ka ye matlab nhi hota k ap haar jaein balkay ap ko to is say learn krna chahye ka ap say kon si ghalti hui jis ki waja say loss hoa ha or is ghalti ko door kr kay hi ap successful ban saktay hain.
            • #261 Collapse

              han pehli nakami mein harna nhe maan na chahiye q ke forex mein toh har oour jeet hoti hai hamein chahiye ke apna pehli se har se sabak sikna chahiye our ainda ke liye sahi moke ka intezar karna chahiyee our nakami hi nakami hi nakami ki pehli seri hai.
              • #262 Collapse

                g han kyn kay har kam my profit ar loss hota hai is liye agr starting my loss ho tu dil ko sabalna chaiya ar emotion ko kabo my rakhna chaiya takay k ap trading my apny skills ar zaida taiz kar saky.
                • #263 Collapse

                  • #264 Collapse

                    Well, aap ny bilkul thek kaha k log losses barh jany pr trading chor dety hain. mgr mery khayl ma wo sahi nhe krty. Ye aik International Business hy or business ma profit loss tu huta he hy. es ma dil bardashta hu kr chordeny ka koi jawaz nhe hy. es ka matlb tu ye hua k aap mustaqil mizaj nhe hain. Trading ko business samjh kr karen.
                    • #265 Collapse

                      g pehli naakami pe dill nhi haarna chahye patience rakhna chahye jo galti hoti hai us galti ko dobar mat karna chahye tab jaake achi tading hoti hai .
                         
                      • #266 Collapse

                        Agar ap aik dafa nakam hoty hein es ka matlb ye nai k ap trading nai sakty, her trader k sath ehsa hota he, her kisi ko pehly se to ilm nai hota k mgy profit hoga ya nuqsan, agar ap ko loss hota he to again and again try karty jain.
                           
                        • #267 Collapse

                          agr pehli dafa ap nakam ho jao to apko dil nhi harna chahy ku k agr esaap dil har jao gy to ap agy earing kesy karo gy, wesy bhi insan ko kbi bhi himat nhi harni chahy
                           
                          • #268 Collapse

                            dear ager apko forex main nakami k baish ager loss ho jata hai to app us waqat pareshan na ho balkay apni ki hui ghalti se mazeed seekhay or again apni pahle wali ki hui ghalti ko na dohraye.
                            • #269 Collapse

                              g haan bahi jan ap na theak kha hamy phlye nakami pa himat nahi harni chaya ku k forex ak risky bussniess hain is ma har jeet mera mtlb hai k profit or loss hota rehta hai or wasy b zendgi ma her kam ma har jeet hoti rehti hai is lia mahnat karo dil se kam karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                dunia kay har kam ma taqreban pehli bar nakami hoti ha or forex ma bee boht sary logo ko nakami ka mu dhekhna parta ha or ap parshan na ho sachi dil k sath mehnat kary
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X