phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Ap nai dorst kaha. Bohat sai traders shuroo mai kam experience ki waja sai loss kar detai hai. Is waja sai mai hamesha prefer karta houn kai first demo account par market ka nature samjhai and jab apni trading sai satisfied ho gae, to live market mai enter houn. Secondly, kabhi bhi first loss sai mayoos mat houn, aur zyada mehnat karai and apna objective Forex mai success haasil karna bana lai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Yes phli nakami per dil dhukta hai kyun k maine nigeria forex ma b kam kia tha to wahan mjhy banned kia gaya bila wajah ma bht dil sy kam karti thi mjhy 10,000ka profit b hua ha ub ma yahan pak forum ma kam karungi qk apna forum yeh ha best forum nigeria bekar ha pak forum is the best forum
      • #168 Collapse

        ji han mere khyal men pehli nakami pe emotion nhe hona chahiye kun k jis ne nakami nhe dekhi us ko kamyabi ka bhi koi haq nhe he so mere khyal men ap ko pehle nakami ka samna krna chahiye agar ap kamyab hona chahty hen.
        • #169 Collapse

          Ap ki bat bilkul theek hai agr pahly bar loss ho gay to koi bat nhi try try again kabhi na kabhi to wo kamayab ho sakty hain aur is tara un ko kifi had tak practice ho gati hai phir kabhi wo loss nhi karty har mat maaany.
          • #170 Collapse

            je haan yea bohat he achi bat kahi hay kay pahli bar he loss honay say insan ko himat nahe harni chaheya balkay apni galtio aur loss say sekhna chaheya aur kuch us say bhi zeyada behtar karnay ki koshish karni chaheya aur ik bat yad rakhni chaheya kay try try again but all in vain
             
            • #171 Collapse

              nakami say harna nahi chaye chahay wo pehli ho akhri.. khilary wohi hota hai jo apni nakami say sabaq hasil ker k us ghalti ho dubara na keray jis ghalti say usay nakami huye ho ... her business main kahi na kahi kamyabi or ghalti kernay say nakami bhi hoti hai per haar nahi mainni chaye ...
              • #172 Collapse

                Forex main hamen jab pehli baar lose ho jata hai tou hamen emotion ko control karna chaiye aur ahmen forex main umeed rakhni chaiye k next trade main profit ho jay ga.
                • #173 Collapse

                  gee han bilkul ksi bhi nakaami pey humen himat nahe chorni chahey bul k uss failure sy sabaq sekhna chahey aur agy sy wo mistake nahe kerni chahey .profit and loss is part of life so one shouldnt be dis heart
                  • #174 Collapse

                    g bikul nakami pa forex ko nae chorana cahey bulky nakami sa seeky sabqa ur dobara sae thraeeqy sa trding kr ka earn krn,.
                     
                    • #175 Collapse

                      yes bilkul insan ko ist time nakami pay dill mahi haarna chaieeye os ko next time kay leye again koshish karni chaieye koi b insan haar ki niyat say medaan main mahi otarta sb jeet ki niyat say otarty hain nakami ko face larnAAAwaskai jeet say zadAAAmushlil b hota harty
                      • #176 Collapse

                        g han ik dafa sa hemat na haren bar bar try karen aur apny experience ko ziada karen aur apni galtion ko tehk karen ik dafa sa he ap kamyab nhn ho sakty ap jab tak loss nhn karo gy aap learn nhn kar sakty ar hamesha demo the trade ashanik sa he kam ko shrow karo taky real fund loss na ho
                        • #177 Collapse

                          g han ap ne bilkul thek kaha hai bht se log phli nakami par dil chor date hain,,mgr aisa nai karna che hum ko koshish apni jari rakhni che kabhi to kamyabhi milie gi na agr hum phli nakami par is ko chor dain ge to expirince kese gain kare ge or trading main wohi kamab hota hai jis k pass zayda se zayda expirnce hot a hai
                          • #178 Collapse

                            This can be achieved from working capital in Forex, but not easily, but it needs to work in the forum and the work of bonus and then trade him
                            • #179 Collapse

                              g sir kise bhi kam pehly nakami sy dil bardashta ni hona chay aur forex m bhi agr trading m nkami ho loss ho dil har kar chor ni dena chay sirf motaat ho kar kam karna chay baz dafa jald bazi bhi nakami ka bais ban sakty hi baqi ye k nakami harfe akhir ni hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Dear lose bhi forex ka hissa he jo profit lena chaihte hen unhe lose se bhi samna karna hoga agr ziada knwoldge hasil karenge wo lose kam hi karenge apna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X