phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes dear me aap ke bat se agree karta ho or mene b jb first trade ki thi tu as me mera loss hova tha but as ke bad mene zeyda se zeyda demo pr work kya or pher again trading ki tu mje acha success mela tha as lye aap b mehnat kar ke again work kya kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mere khayal mein to nakami or kamiyabi insan ke sath sath chalti hain is mein dil chota nahin karna chahiye har nakami ke bad kamiyabi zaror milti hai
      • #93 Collapse

        e karna chahye balkay apni mistake se seekhna chahye aur apni forex knowledge ko improve karna chahye ais se he humko success mily gi aur hum apna loose bhi recover kar sakaynge. ku k ye aesa kaam hai k is me agar hum nakaam hotay hain to aap is me paisay nai to experience zror hasil kartay hain.
        • #94 Collapse

          main apki baat se 100% agree karta hao keh insan ko pheli nakami per dil nahi harna chahye ap is baat per amal karain " try try again try" Phir kamyabi milti hai
          • #95 Collapse

            Dear aap to pahli nakami ki bath kar rahay ho may or maray kafi dost forex business may 1000 usd or 3000 usd tak gawa chukay hane lakin ab bi trading kar rahay hane.
            • #96 Collapse

              daer bhai app ki ye baat bohat achi ha nkami to insan kay muqadar main hoti ha aik bar agar insan ko nkami ho jay too wo khud ko hi bora keh kay kam karna chor dete han jis kam main un ko nkami ay likin mere to ye kehna ha agar app ko nkami ho to app forex ko kabhi bhi na choro kin kay forex aik online best business ha is business jesa hamy duniya main or koi bhi business nahi mily ga
              • #97 Collapse

                my b abhi tak nakam ho pora ak mahina zaya hoi hy phir b dobara kam kar raha hon ab kamyabi k liya pur umeed ho.
                • #98 Collapse

                  apne bilkul theak baat kahi hai hamay apni pehle nakami se disheart nahi hona chaiye balkay is se hum ko seekhna chaiye or aainda hum ko is tarah ki mistakes nahi karni chaiye jis se hamara khud ka nuqsaan ho.
                  • #99 Collapse

                    app saee kehtay hu ham ko jab loss huta ha trading ma tu ham ko har nahee maniny cheay aur ham ko phir say trading karni cheay ak acha trading wo huta ha jo har nahee manta iss say he hmari skills barti ha.
                    • #100 Collapse

                      yes but i think Mistakes can be very normal in the traders and also that they are going to keep on having mistakes because no one can achieve to become perfect trader also that they can't trade with no losses. Mostly, it's the emotion related mistakes when the traders lose. so learning is must in forex traiding
                       
                      • #101 Collapse

                        g ap nai theek kaha bohat sai new trader jo mature nahi hoty vo apny phly hi loss par trading ko chor daty hai iss liye trading karny sai phly chahye kai iss kai bary mai knowledge hasil kar kai iss ki practice ki jiye or apny mind ko trading k liye ready kiya jiye ta kai loss hony kai bad b trading karty rhy.
                        :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
                        • #102 Collapse

                          no bilkol nahe ap ko first time loss tu hota he hai ap ko himat nahe herni chaye balky apni mistake ko dhoor ker ky next time achi tra learn ker ky trading kerni ho ge
                          • #103 Collapse

                            mara is kam mayn takreeban 500$ ka nusan ho chuka hay magar mayn abhi tak himat nahe hari mayn bar bar koshesh karo ge aur ek din mayn best trader ban kay dekhaown ge zaror
                             
                            • #104 Collapse

                              jjjjjjjjjjjji bilkul ager aap ko kisi waja se forex mey loss hota ha ya nakami hoti ha to aap ko dil nhi chota krna chaye na hi iss business ki leave krna cahye balke next ke ley good earning kerni cahye
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bilkul faida nuqsan to life mein laga he rehta hai apko loss pe apni himat nahi harni chaheye, insaan apni galtiyon se he agay barhna seekhta hai forex trading karne k liye risk uthana he parhta hai to behter hai k ap forex demo par kuch arsa work kar lein jis se apko forex trading k baray mein bohat kuch seekhne ko milay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X