phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    gee haan mere dost aap ne bilkull theek kaha hai trading ek eysa business hai k is main galtian krty hain os se he skhty bhee hai gee ,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
      bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
      Yar yeh to natural hay keh jab koi bhi trader pahli dafa loss karta hay to dil har baithta hay, mujhay bhi aisa hi feel hua tha jab may pahli dafa hara tha is field may, aur ab to adat si ho gai hay yaar.:p
      • #63 Collapse

        yes dear ap ne sahi baat kahi ha k pehli nikami pe dil forex se dil nai chorna chahiye bohat se new trader pehli nikami pe he forex ko chor detay hen balky bar bar try karni chahiy ak din kamyabi zaror mil jati ha me b start me bohat dishot howa tha lakin me ne apnay dil ko nai chora tha
        • #64 Collapse

          nhe meera khayal hai jahan tak ke hamein bilkul bhi harna nhe chahiye hamein or jazba paida kar na chahiye ka agli n bar is se bhi abcha is bar na sahi par agli bar zaror karonga agar ap harne ka sochte hain to phr lkam nhe kar payenge...
           
          • #65 Collapse

            Bilkul nakami k bad he to insan seekhta hai aur jub tak loss na ho to insan nahe seekhta forex may may ne bohat loss kia hai lakin mayoos nahe howa but ub mujhay faida ho raha hai aur may mutmain hn ub so dar k nahe forex kerni chaheye
            • #66 Collapse

              g haan ma samjta hun phali to kya kabi be kisi be nkami ma kahen be dil ni harna cia kyun is se ap ka confendence level bohat he ziada gir jata ha aur ap agar eanr ni kar pao gay tu koi ni likan apnay ap ko kabi be mehyos mat honay dena aur ya he acha trkeaka ha aur achi bat be ha...
              • #67 Collapse

                yes dear or mje lagta he best trader start me loss he karte hain or best trader wohe hota eh jo apni mistake se sabak sekhta he ta ek next time wo wohe mistake na kare or busness me tu loss profit hota he rehta he
                • #68 Collapse

                  yes dear bilkul men ap ki bat se agree karta hon boht se traders jab forex se loss kar lete hen to wo forex ko karna chhor dete hen per esa nhi he forex ek risky aur profitable business he agar ap ko forex me trading experience and good strategy hogi to aap forex se daily huge profit earn kar sakhte ho forex business profitable business he.
                  • #69 Collapse

                    aisa to hota hai lakin main any iss smain kuch banana hai to iss liye main iss ain mehnat akr kis smain bohat h eacha trader banon ga
                    • #70 Collapse

                      Ji nahin, insaan apni ghaltaion se hi seekhta hai islye humein kabhi mayoos nahin hona chaiye aur humesha possitive sochna chaiye, ager hum apni ghalation ko analyze kerein aur us per kaam kerein tu kamyab zaroor honge.
                      • #71 Collapse

                        Forex main ups and downs atay rehty hain ager trader Forex main loss kar daita hai tu us ko hope nahi harni cheye.Ager us k pas hope hogi or woh mehnat kar k apni trading mistake ko theek kar lay ga tu woh future mai achi trading kar sakay ga or apni past mistake ko repeat jab nahi kary ga tu woh achi earning kar sakay ga.Trader jab loss karta hai tu trader k leye zarori hai k woh apni mistake ko samajye or ager woh trader learning nahi kar raha tu us ko learning start karni cheye or sath sath main practice ki continue rahk k acha experience hasil kary.
                        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                        • #72 Collapse

                          Haan mostly yahi hota he ke kuch logg forex men invest karte hen unko itna expericen nai hota iske bare men aur jub loss hojata he to wo kismat har jate hen aur phir forex nai karte aur unke zehan men aik hi chez bar bar rehti he ke forex aik bohat bura business he ye tou phir chalta he
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                            bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                            main app ki baat sy agree karte hun k ager app ko phely bar loss ho tu apni nakami per dil bardasta nai hona chahiye bilky us k kuch acha experience lyna chahiye taky yei experience hamari help kar saky
                            • #74 Collapse

                              sahi kaha apne mere bhai pehli nakami agar hojaye to dil nahi haro apna cofidence khatam nahi karo balkey yeh karo ke me ab or smjh kar mehnat karkey achi trading karunga to aap kamyaab ho jaowge agar cnfidence gaya to phr ap gaye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Look Dear...Don't be sad is mai agar ap ko loss ho jata hai to is mai ap ki halti hoti hai ap ghalt jagah se trade laeity hai ya to ap phr theek tarha se is k bary mai ap ne learn nhn lkiya ho ga jis ki waja se ap ko loss hoya hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X