phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2641 Collapse

    well agar mia kaho k forex busness jo hain agar uss main hum thora thora profit kary toh hamare liye bht hi kafi hai and hum agar khabi lalch nahi kary gey toh forex business aur b kamayab ho saky gey ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2642 Collapse

      Yes humen forex pe pheli nakami pe dil mahe harna chaye kyoun k forex ik risy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey
       
      • #2643 Collapse

        Ji bhai sahe kaha Kay bhot say log agar first time he nakam ho jatay hai to eo forex ki buraiya kartay hai or is business ko chor datay hai lakin asa nahi karna chaiye hum ko apni galtiyo say sabak hasil karna chaiye or koshish karni chaiye Kay wo galti dubara na ho isi tarhan hun forex main kamiab Ho saktay hai.
        • #2644 Collapse

          hum jab trading karty hain to huamin is main pahli nakami main paryshan nai hona chahiye kun kay huamin is main loss b huamri galti ki waja say hi hota hay or huamin ismain galti ko sai karnys ay kafia cha profit hasil ho sakta hay or humainachi earning karni ho
          • #2645 Collapse

            haan bhai jaan pehli nakami me kabhi dil nahi haaro abhi new ho thore se tense bhi hoge darr sa lag raha hoga aisa hota hai koi baat nahi par achi knowledge hogi na aapke paas to aap zaroor success haasil karoge apna confident down mat karna.
            • #2646 Collapse

              Jee han bilkul sae pehle nakami is just the first blood later on when this heals up you would make more and more because the first blood teaches you to learn from your mistakes and try to change strategy that you have made for your first Trade make a soothing strategy that will work for you according to the capital you have
               
              • #2647 Collapse

                han himmat rakhni chahiye hamesha kabhi bhi dil harna nahi chahiye is business me losses or profits hote rehte hain bas insaan ko properly mehnat ke sath kaam karna chahiye or is business ko learn kar ke start karna chahiye takey is me aik monthly earnings ban saken .
                • #2648 Collapse

                  G han pehli nakami per dil nahi harna chahye wo hamari hi koi mistake hoti ya hum ko us bary mai knowledge nahi hota jis waja se hum nakam hoty hain humai practice karni chahye or knowledge laini chahye dil nahi harna chahye trading mai
                  • #2649 Collapse

                    Forex trading main jab humy nakami hoti hy to humko dil nahi harna chahiay or humko ye nakami ki wjah ko talash karna chahiay or osko thek karny ki try karni chahiay ta ky phir sy nakqmi na ho or hum kamyab hon payn
                    • #2650 Collapse

                      dear forex aik risky kam hai or yahan per ksi na ksi jaga per nakami ho hi jaty hai per is ka bad hamain dill nahe harna chahian. or next time aik new soch or mahant k sath forex main in hona chahian
                      • #2651 Collapse

                        i want to give some kind of respect words to the question man because this statement build confidence in those people who get fire in his first trade and stop work i think they g=have to try try again valy formula pay amal krna chahye or isi main un ka faida hai
                        • #2652 Collapse

                          dear forex me zeyda loss ho sakta hay es waja se forex me pareshan nahi hona chaye or na hi forex ko loss ki waja se chordna chaye forex me kesi b time successful howa ja sakta hay
                          • #2653 Collapse

                            Bhi jan forex treading business may agar hamay phali bar loss ho jia to hamay dil nahi chota krna chaia q k galtio say expernce hasil hota hay Forex treading aik best online business hay forex treading aik international business hay forex treading may ham hard work kra achi earning ka Forex treading aik best online business hay forex treading aik international business hay forex treading may ham hard work kra k achi earning kama saktay hayma saktay hay
                             
                            • #2654 Collapse

                              phli nakami ka hagz ya mtlb ni ha k kbi successfull ni ho ksty ha jb b hm mistake krty ha to us ki saza hmain forex trading main loss ki shakal main milti ha, hmryliya zarori ha k hm us mistake sy kch na kch zaror seeekhain, mjh sy b mistake hoi thi r mjhy bht bara loss hwa tha, hmain chiya ha k hm apna focus es pr lazmi rakhain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2655 Collapse

                                hum jab trading karty hain to haumin is main pahly bar trade karny main loss b ho sakta hay or huamin is main pahly bar achi earning b nai hoti to huamin is main dill nai chota karna chahiye huamin is main practice karni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X