phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    dear baz dafa hamare wrong trade say hum ko kafe jada loss ka khatra ho jata hai aur baz dafa loss bhe ho jata ha per agar hum stop loss laga ker proper analysis ka sath trade karan tu umed hia hum kafe ache trade ker ka acha profit tak kama saktay han.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to mari life is aa full of problem but main ny kabi haamat naai hari mujy hamysha myry husband ny sport keya or life may up down aaty rahty hain r ensan ko heemat nai harni chahiay aapny aap py confident hona cahiay.oa aapny allah py barosa karo wo apny badoun ka emtahan zaroor lyta hai but nakami py haar nai mani chahiay
      • #1863 Collapse

        loss tu her kam mein hute hain meray khayal se ap ko himat rakhni chahye ku k is kam mein loss tu huta he rehta hai lakin profit b acha aa jata hai jis se hum apna loss b bhol jate hain isi liye topic mein bat hu rahe hai k is se hamein himat nhe harni chahye infact aur zada concentration se kam krna chahye
        • #1864 Collapse

          Assalmualikum....bhai hmein forex trading mein loss bhi hota hai or profit bhi per iska ye matlab nhii hai k agr hmein first time mein lose ho to hum dil har kr baith jaen or sochein k ab hmein profit nhii hoga,....balky hmein chahye k hum learn krien apnii mistakes sy k hum kia mistakes kr rhy hein or kin reasons ki wja sy hum earning nhii hoe bijaye isky k hum hopeless ho jaen....
           
          • #1865 Collapse

            g han main apki baat say agree karta ho yeh forum boht achi hay is forum main agr acha acha earn karna chaty hay to humain is forum main sabr say kam karna chaiy ta k is forum main hum loss kiay bagir acha profit hasil kar saky is liay agr ap is forum main phali nakami par dil chor jaty hay to apko is forum main kamyabi nahi mil sakti ...........
             
            • #1866 Collapse

              forex trading me jinhen profithasil hota ha unhen loss be hota ho ga forex trading me first time loss hasil kr k dil har k ne baith jana chaheye balky zda mehnat kr k profit hasil krny ky leye khosis krne chaheye.
               
              • #1867 Collapse

                g han hamain pehli nakami p[ay apna dil chota ni karna chahiye q kay loss or profit forex trading business ka hissa hay hamain mehant karni chahiye hardwork karna chahioye agar ham forex tarding business main success hasil karna chahtay hain or achi earning karna chahtay hain to.
                • #1868 Collapse

                  Ji haan bilkul theek kaha hai aapne kay hame is business mai apni pehli nakami per dil nahi harna chahiye, or hard working karna chahiye kiu aisa aksar traders kay sath hota hai kay initial stage per unhay loss hota hai phir aagay ja kar wo profit earn karte hai.
                     
                  • #1869 Collapse

                    Forex trading min jab hum ate hin to humare buhat se khab hote hin aur hum samjhte hin k hum yahan se buaht jald kafi bari raqam earn kar lin ge magar jeise hi hum enter hote hin es karobar min to humin loss ka bhi samna karna parta he jo humari pehli nakami hoti he. Main jab aya tha forex trading min to mujhe aik din nakami ka monh deikhna para meiri 5 trades lagi hue thin deikhte hi deikhte wo loss min gayein aur secondon min meira pora account hi khatam ho gaya.
                    • #1870 Collapse

                      Yes dear we do not need to loose heart in our first failure because as we all know that we have a still hope in the forex market that we can able to get a good profit in this business if we wait and continue our working on it at the end we can become a successful trader.
                       
                      • #1871 Collapse

                        Forex main loss be ha profit be aur agar ap ko loss ho jae to ap ko agae barhte rehna chahe ap is business main bhot hardwork kar ke kamyab ho sakte han aur bhot sa kamate han.
                           
                        • #1872 Collapse

                          G han jab ap loss karte hain too pa ko fedup nai hona chaye balke zeda samajdari ka sath kam karna chaye q k jis qadar ap samajdari ka sath kam karte hian uttna hi zeda ap earn karte hain.
                          • #1873 Collapse

                            g brother forex is risky business is main hamain start mian learn kar ke our demo par ziada se ziada prectice kar ke real par ana chaiy our agar phir bhe ap first time trading kar rahay hain our kisy galt trade ke waja se loss ho jata hai to hemat na harain balke apni galti se sekhain our ziada knowledge le kar trading karain ye boht bara business hai jis se boht ziada profit ho sakta hai
                             
                            • #1874 Collapse

                              brother aapp nee saeee kahaa keh bhoth se logh pehlee naaakaamee forex ko chor dethy hen mere khayaall se yeh bilkoll bhi monaasibh nai he apney anadhar khod etemaadhi pedaa karnee chaaheyeh
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                Yes dear we do not need to loose heart in our first failure in the forex market or loss because as we all know that forex trading is a very risky business where we must need to have a good knowledge and understanding to earn money.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X