phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    Jee bhai jan ap ki bt bilkul thek hy humay nakami py dil ni harna chahye balkay humay himat sy kam lena chahye ur ziada sy ziada mahnat karni chahye ta k humay dubara nakami ka mo na dakhna pary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      Main ap k sath hn,par meray kheal main forex aik easa busines hai js main hum bnht get pleasure from krtay hain,so is main agar nuksaan ho bhe jaey to hum dobara mehnat kr k nuksan ko pora kr sagtay hain.Humain ko preshane nahe hoti
      • #1533 Collapse

        jee han pehli nakami per dil nahi harna chahye kyunki loss he success hasil kerny ki pehli seerhi hoti hai ager hum shuru mein he loss say dar jayein gay to apny ander himmat paida nahi ker sakain gay is liye apko chahye k forex mein dil laga lain
        • #1534 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: userno002 پيغام ديکھيے
          g haan humein pehli nakaami pe bilkul b harna nai chahiye bal k apni galtiyon ko sudharana chahaiye or pehli dafa to kisi se b galti hojai hai par usay umeed nai chorni chahiye
          jab bhi insan koi kam karta ha to use us se bohat umeedein hoti ha ka ya mujhy ida da ga liken agar loss hota ha to use dukh bhi hota ha kyu ka pahli pahli bar hota ha liken himat ni chorni cahahye kyu ka jo mistakes ki ha un pa ghor karein take ainda esa na ho phir behtar ha
          • #1535 Collapse

            bhai ager ksi bhi kam yan bussnis me ham ager profit earn ni krte tu ham ye hi chahte hen k ham kam krna chorden trading me bhi ye hi ham ager trading ki knowledg he tu ham kafi profit bhi earn krte hen and ham ye hi chahte hen k ham is me profit hi earn krte rhen
            • #1536 Collapse

              G han g agr ham nakam ho jain tu hamain himat nai harni chaye bal ke sabar se kaam karna chaye hamain himat se kaam lena chaye insallah ham kamyab hoon g
              • #1537 Collapse

                It is only our expectations, specially for newbies that whenever you start trading with Forex do not keep any high expectations that you will get a very good profit just in one bid, sometimes you do get profit but sometimes there might be losses as well.
                • #1538 Collapse

                  aap na bilkul thk khaha haa ka hamin apni pehli nakami p adil nehe harna chahye is ko farakh dili sa qabool krna chahye is main aap ko fada hu gaa igar aap n aaisa na kia tu aap ko nuqsan hu gaa is sa bachna ka liye zrore haa k aaap ko is main proper km krna hu gaa
                  • #1539 Collapse

                    forex trading business main humain loss humari apni mistakes ki wajah se hota hai humain upset nahin hona chahiye bulkay apni galtiyon pe kaam kar kay unhain avoid karna chahiye phir dekhiye ga app yahan se acha earn kar paye gay.
                    • #1540 Collapse

                      loss forex ka hisa ban giya hai is lie first time tu ap ko loss ho ga is per ap forex ko ya apne ap ko bura trader na samjna and mistake ko learn ker ky dobara learn kerne ky bad forex main trade kerna hai
                      • #1541 Collapse

                        ge hen phely nakmni pher dill chote nhe krni ceny forex bhot achi buness he is mein hum bhot zayed mahnt karn to zarore kamnyb ho gy bs dill chote nhe karni or tarde karni be nhe chorni cheny.
                        • #1542 Collapse

                          ji bhai ap ki baat bht hi thek hai k nakami pe dil nhi chorna chye bal k nakami phli ho ya dosri is main tension nhi honi chye bal k is nakami se seekhna chye aur koshish krni chaye k hm jo glti hm ne ki hai is ko dobara na dohrain aur is kam ko behtr banaye
                           
                          • #1543 Collapse

                            bohat sy log pahli he nakami k bad forex ko chorr daty han balky ye bat bilkul b theek nahe ha main to kahon ga k try try again to inshallah aik din ap zaror kamyab ho jayen gy
                            • #1544 Collapse

                              gee haan bilkul mae bhi yeahi advice karungi k loss sae dil nhi harana chyee , himmat rakhana chyee issae apki umeedain bani rahain gi aur apka trading mae dil bhi lagae ga aur dimagh bhi .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                Main ap k sath hn,par meray kheal main forex aik easa busines hai js main hum bnht enjoy krtay hain. is ma agar nuksaan hojye to dil ni harna chaiye.business ma profit loss hota rehta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X