phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    gee bahi aesa ho jata hai lakin is ka matlab ye nahi ke hum haar maan lain humain apni nakami say sabak sikh kar agli trade achi karni cahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Bohat se log har jate hian but Forex trading main loss se hmain sabaq mitla ha mazeed agr brne ka or shoq brta ha learning ka next time profit mil jata ha learning ke bad.
       
      • #1293 Collapse

        G haan pahli nakami pe kabi b dil ni harna chaiye or ziada mehnt karni chaiye ya k phr nakami se bacha ja saky.pahli nakami se zaror sabq sikhna chaiye or sabr or thamul se kaam lena chaye agr ap aik baar nakam hovy hain to koi baat ni next time inshallah kamyabi mily gi
        • #1294 Collapse

          g bilkul pehli nakami per kabhi bhi dil chota har k haar nai manni chahye...balkay isi mistake ko apni power banai n or dil o jaan se mehnat karain achi learning karain takay or achi kn0wledge hasil kerain n acha expereince haisl karain takay app again woi same mistake na kersakain n profit hasil kersakain.....
          • #1295 Collapse

            agar insan sekh kar kare to nakami aati hi nhi hy log is kam ko sekhte nhi hein or
            chal parte hien besness amn ban ne to aise to insan kuch hasil nhi kar sakta
               
            • #1296 Collapse

              jee bilkul, pehli nakaami pe dil nhi haarna chahiye, dil bardashta nhi hona chaiye, hamesha umeed rakhni chaiye kamiyab hone ki, pehli dafa nakaami to sbko hoti phr usi k bad kamiyabi qadam choomti hai.
              • #1297 Collapse

                apni life ma pahla jo b work karo us ma apko nakami hoti to iska matlab ya ni k ap looser ban jae or na-umeed ho jae unhe mistake ko find out kare or unha correct krne ki try karein or chae wo forex trades ho ya koe b business usma nakami zaror hoti hai life nakami our life ka part hai jo zindagi ma ek bar zror face krni perti hai so phli ya last us pa dil ni harna cachea
                • #1298 Collapse

                  G han dear apko agar loss bhi hota hai to apko dil nahi harna chahye kiun k isi tarha ap forex ko mazeed sekhen gy.apko pata chaly ga k ap ne kis jaga pe ghalti ki hai.
                  • #1299 Collapse

                    ye bt tu sach hai k insan ko determined rhna chahye ups and downs tu insan ki zindagi mai atay rhtay hain bs insan ko sabit qadam rhna chahye....
                     
                    • #1300 Collapse

                      har nakami se hi insan seikta hai insan agr dil na haray tu phr ghalti dhoraye beghair wo qamyabi b hasil kr skta hai....
                         
                      • #1301 Collapse

                        dear friend jee han ap nay theek kaha pehli haar may dil per lay k trading ko chorna nai chaiya balkay aur learning kar k ek baar pouri tyri kar k trading start karni chaiya aur demo account use karna chaiya haar manjana koi baat nai hoti so keep learning nd make profit
                        • #1302 Collapse

                          bs insan ko mushkil ka samna krna chahye hr har k bad insan ko jeet milti hai lakin insan dil chor baithta hai..
                           
                          • #1303 Collapse

                            bilkul ji thk kaha aapne kion k insan apni galtion se hi seekhta hai aur apne business me behter planning k sath aur positive approach k sath kaam krta hai, islye trading me agr aapko nuqsan hota hai tou dil mat haaren balke himmat aur hosle se aage bharne ka sochen.
                            • #1304 Collapse

                              ji han pehli nakami per dil han=rna nahi chahiye kiun ke hum is business se bohat paisa kama sakte hain so hum ko is business me dil nahi haarna chahiye or is me kaam karte rehna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Exactly, we always learn that try again and again untill you are succeed, so kabhi bhi apne kam se disheart nh hona chahiye or efforts krte rehna chahiye aj loss hua hai tu definitely kal profit bh hoga it doesn't mean that k ap forex chordey its a good field

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X