phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    g bhai aesa nai hai ke apko ager new business main nakami hoi ho to ap dil har kar beth jao aesa bilkul nai karna vhahye apne ap main confidance ko bar karar rakho mause na ho dil laga ke mehnat karo or agy baro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      G meray bhai ap jitni mhant karo gay ap witna hi kamayab hogay.. aur ap agar phli dafa nakam bhi ho jao to koi problem nh hai.. ap mhnat karo aur agay baro.. INSHA'ALLAH zaror kamayab hogay..
         
      • #1038 Collapse

        Ji haan mai bhi all traders ko ye hi suggest karonga kay pehli nakaami per dil nahi harna chahiye, profit or loss har business ka hissa hai, jab tak hum loss bear nahi kare gai or apni mistakes ko control nahi kare gai. jab tak hum successful trader nahi ban sakte hai is business mai.
           
        • #1039 Collapse

          i thing pehely nakamy in forex tradig in so greatly i nforex trading her you can do that sobtyer ly in forex trading forex trading in forex trading .............
             
          • #1040 Collapse

            I want to say that knowledge is the most effective part of this business to earn money. So you need to gather more and more knowledge about market and about trading to earn money and to get success.
             
            • #1041 Collapse

              Bhai hume pehli nakaami par bilkul bhi dill nahi haarna chayye kiyo ke karoobaar me loss aur profit dono hi hote hain hume sabar se loss ko accept karna chayye aur hume dobaara mehnat karni cahhyye....
                 
              • #1042 Collapse

                ya i agree with you win or loss a part of life. humy bilkul nahi dil harna chahiye balky ye dekhna chahiye hamari harny ki reason kya hy or us py ghor kr k usy thek krna chahiye
                • #1043 Collapse

                  business hai or start main gae to agey kabi noi barh sakain gey hum to pehl thoora loss bhi ho sakta hun.
                     
                  • #1044 Collapse

                    ye aik business hai is me ya to loss ho ga ya profit app ko first time loss bi ho skata hai or us loss ko accept karna ho ga then hi app aik ache trader ban payien ge otherwise app nahi kar sakne ge.
                    • #1045 Collapse

                      Nh my dear hamay phli nakami par dil nh harna chaiye qk ham jitni mahnat karyngay witnay hi is me kamyab hotay rhayngay....
                         
                      • #1046 Collapse

                        nhi bilkul bhi jee nakami kamyabi ka hissa hy agar ap nakam nhi hon gy to kamyabi ka ehsas kyse ho ga
                        hum jab bchpan mein thy to yak dam nhi bare ho gai balke hum ahista ahista parwan chare hein isi trha dil nhi harna chahye agar ap ko loss ho choka hy to
                           
                        • #1047 Collapse

                          Nh meray bhai hamay forex me pehli nakami me dil nh harna chaiye q k pehli nakami me sab ko loss hota hai.... aur phr bad me sub set hojatay hai.....
                             
                          • #1048 Collapse

                            brother her business main loss or profit to shath sath chalty han ager ap kahin kh main trade kary sah hi mujhay noto ki barish shuru ho jay to yah gala perception ha. kun kh is main bhi risk involve ha thik dosray business ki trhan
                             
                            • #1049 Collapse

                              forex trading aik busienss hai jis main faida bhi hota hai or nuksaan bhi so huamain ye chaiye k jab huamain nuksaan ho to ham us haar say dil na har jayen bal k us galti say seekhain or achay say wapsi karain or kamyabi hasil karain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                Dear ye bilkul theek baat hai k humain pehli nakami py dil chota nahin karna chaiye aur har man k beathna nahin chaiye hamesha koshish karti rehni chaiye kyun k koshish karty rehny sy he kamiyabi milti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X