phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    yes my friend app bohut hi assa sawal ki hai ku ki forex business mainjiada tar log first trading main loss main a jati hai is lyea app ko forex business main dil na hi harna chyea app ko loss ko avoid kar ke business ko continue karna hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      forex trading risky business hy ic me loss to har kisi ko hota hy q k profit or loss to part of business hy ic liay pehli bar loss hony par himmat ni harni chahiay q k aksar traders ko first time loss hi hota hy loss hony par sabar karna chahiay loss ko recover karny ki koshish karni chahiay trading ko mazeed learning karni chahiay
      • #993 Collapse

        g bhai jan forex aik aisa kam ha jis mai har kisi ko loss hota ha or hamain is par har nahi manni chahia k agr hamian loss ho gaya ha to hm trading karna chor dain balky hamain apno os galti sy sikhna chahai ta k dobara hm trading mai wo galti na karain
         
        • #994 Collapse

          loss humny pe humy apna dil udas nai karna chahexe na hi humy apna sab kuch chor k beth jana chahexe balky humy dekhna chahexe k hum ne kxa galti ki us se sikh k age barhna chahexe q k jab humy profit hota ha tab hum khush hoty ha bht to loss pe esa q ...
          • #995 Collapse

            haan bilkul.forex ik r8sy business hai or start main thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin
            • #996 Collapse

              bhao 0 hum ko aisa nahii kerna chahea k hum pahli baar hi nakaam ho k himmat haar jain 0r kaam kerna chor dain aisa nahi kerna chahea balky hamy chahra k jis wajha say hum nakam howay hain us galatii ko sudhaar lain hum........
               
              • #997 Collapse

                Ha pehli bar forex ma nakami ka samna aksar hota hai q k forex ma harr aur jeet dono ate hai ye forex ka ek hissa hai hume dil nahe harna chahiye q k jab hum girty hai tho utna sekte hai iss liye har nahe mana chahiye
                • #998 Collapse

                  Yaar dekho loss aur profit to zindagi ke saath saath hai hum jab business karte hain to loss hamare sath hota hai lekin hume start me nakaami ho bhi jaye to hume dill par nahi lena chayye aur hume sabar karna chayye.....
                     
                  • #999 Collapse

                    Ji haan brother bilkul theek keh rahe hein aap pehli baar nakami pe forex ko dil haar ker chor nahi dena chaiye.. forex ek risky business hone ke sath sath chalanging business bhi hy.. jo ke ham sab traders ke liye ek chalange ki tara hy or hamein is chalange ko poora kerne ke liye bar bar try kerna chaiye..
                     
                    Dont Spam The Forum.. ..

                    :(I hate Spammers..:(

                    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                    • #1000 Collapse

                      yar waqi har kay bat aek new jeet ho thi hay to first time ki har may zaida kamzoor nhai hona chaiye
                         
                      • #1001 Collapse

                        yes bhai jaan main app k sath agree karta hun pehly nakami par kabi b dil nai harna chahiye kiyon k kamyabi k pichey b kahein na kahein nakmi hoti hai yani app thokar kha kar hi sabaq seakhty hain balkey app apni pehly nakami ko mind main rakh kar forex main mazeed nikahar paida karein thanks
                        • #1002 Collapse

                          forex trading me loss har kisi ko hota hy or aksar new traders ko first time trading me hota hy to first loss par trading ko chor ni dena chahiay sabar karna chahiay or ic bat ko zehn me rakhna chahiay k loss business me hota hy kher hy or mehnat karni chahiay loss ko recover karny ki koshish karni chahiay 1 din ay ga k phir junior trader expert trader ban jata hy
                          • #1003 Collapse

                            pehli nakami per ham ko dil per dard feel ni krna chahyea kio k dear forex aik ahsa business hai jiss me ham jitna zeyada loss kartey hain ham ko otna he zeyada profit milta hai kio k ham ko experience he tab milta hai jab ham loss kr kr k profit krtey hian...
                            • #1004 Collapse

                              sahi kaha pehli nakami per bilkul na dill chota karin balke jin reason se aisa howa hai un ko samjh kar sahi karne ki koshish karin aur dobra se work karna start karin.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Asslam O Alaikum han gee kisi bhi trader ko pehli nakami per dil nae harna chahye balkay jis waja say galti huee ho gee usay kuch sabaq hasil kerna chahye its my opinion
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X