phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    g bhai jan bilkul thik kaha apny k hamin pehli nakami py dil nai harna chahia or trading mai to har koi pehli dafa loss he karta ha pata nae shaid ya trading ka rule ha jo har koi is mai first time loss he karta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      yar ik baat zehan main rhy k dunya k koey be kaam ho mamoli say mamoli aap ko os kaam main 1 doller ki earning krnay k lay os ko learn krna hota hai or yaha per aap 1000$ ik din main kamana chatay hain wo be bena learning experince or bena mahnat k aap ko kam say kam 6 month tak loss k lay zehni tor per teyar hona chaheye per hi kamyabi ki umeed krna ho gi
      • #873 Collapse

        salam dosto,hamy har nai manni cahhye chay phli ho ya akhri bs mehnat karty rhna chahye or phr ham khud h sucsess ho jaye gy hamary NABI (S.A.W.H) nay farmaya shikast khan buri bt nai shikast kha kr upset ho jana buri bt ha.
           
        • #874 Collapse

          kisi bi business ma phali nakami par disheart nai hona chayiya.q ka agar aj loss ho raha ha tu kal definetly profit ho ga.try again karna chayiya
          • #875 Collapse

            apki bat bilkul thek hai janabis kam mei aksar wohi nakam hota hai jo bina kisi jankari k yahan kam karta hai so pehly is kam ki knowledg ehasil karo hphr isy join karo
            • #876 Collapse

              G han aap ney theek kha hy kamyabi or nakami zndgi ka hissa huti hyn ic mai mai itna kahon ga koi b bnda kabi pehley loss ki waj sey mayus na hu or dil na toey bulky hard work karey
                 
              • #877 Collapse

                ji bilkul janb asa he hota ha kuch log forex sy nakam hony ka bad dil chor jatay han or wo khud to forex ko chorty he han or sath main dusro ko bhi khty han kay forex join na kary or wo log galat kar rahy han apny sath or dusro k sath
                • #878 Collapse

                  well brother .hmain apni haar pay dil nahi ch'horna chahye balky apni galtio'n say learn karna chahye .or ap ko samjhna chahye kay trdae main haar jeet to hoti hi hai loss bhi trdae ka hisa hota hai .
                  • #879 Collapse

                    har karobar main stand honny ky liya time lagta ha es liya kabe be phali nakami per har nai manni chaya ha forex trading main agar aik dafa nakami hasil karty ho tu hosla rakho dubara sa khosish karo demo trading kar ky trading ko siekh kar dubara sa start lo inshallah zaror kamiyab ho gy
                     
                    • #880 Collapse

                      forex k business mein jo bhi start mein ata hain tu un ko bhut ziada loss bhi ho jata hai lakin un ko chaya k wo forex mein apna dil na harna aur apni mistake se learning karna ki try kara kyun k forex mein start mein hum ko iss liya loss hota hai k humara pas knowledge aur experience kam hota hai.
                       
                      • #881 Collapse

                        jee sahi kaha ap ney hum ko dil nahi chordna chahey balkey hum ko chhaey key proper knowledge ke sath forex trading karey gey to acha result hasal kr saktey hai aur agr ap bena knowledge ke sath trading karey gey to loss ke sewa kuch hasal nahi ho ga..
                        • #882 Collapse

                          ik dafa sa hemat na haren bar bar try karen aur apny experience ko ziada karen aur apni galtion ko tehk karen ik dafa sa he ap kamyab nhn ho sakty ap jab tak loss nhn karo gy ap learn nhn kar sakty ar hamesha demo sa he kam ko shrow karo taky real fund loss na ho..
                          • #883 Collapse

                            ain thoora loss bhi ho sakta hai .is liey agar start main kush loss bhi ho to pechy nahin hatna chahiey or trading ko continue karna chahiey.or mehnat se kamkarna chihy to manzil mil he jati hy or yahi hal forex main kamyabi ka beh hy ess main beh mehnat or tajrba bohat zurori hen
                             
                            • #884 Collapse

                              mere khayal mai jab tak ap giro k nahi to sambhal na kiase seem]kho ge insan ko chahoye ko wo pehli nakami se dil chota na kare balke himmat se kaam le aur Aage k bare mmai soche pir faida hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Nakami and kamiyabi every business ka aik hisa hey aur hamen forex main nakami ki soorat main kabhi bhi dil nahin harna chahiey aur agar hum aisa kartey hain to phir hamara dil is sey uthna shuru ho jata hey jo hamarey liye theek nahin hey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X