dear asal bat ye hai k jab um trading karty hai to aus time hum ko ye hota hai k ais market se hum ne kai kuch kamana hai magar jab hum haar jaty hai to humri sari ameedon par pani phir jata hai aor hum ais kam se disheart ho jaty hai k ab hum ais mai kamyab ni ho sakty.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим