phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2116 Collapse

    Nakamiya humisha kamyabi ki rah deikhati hin hum agar apni nakamiyon se dil bardashata na hon aur phir humat ko jama kar k us kaam min lag jaein to hum aik din zaror kamyab ho jaein ge ye bhi eisa hi he es business forex trading min hum aksar apni pehli trading min nakam ho jate hin magar hum kamyab zaror hon ge agar trading akrte rahin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2117 Collapse

      bilkul nakami par dil nai harna chahiye kiyon ke ye ups and downs duniya ke sath sath he hain,wo kehte hain ke shah sawar he maidan-e-jang mai hara karte hain agar insan nakaam hojaye to os mai kaya hai insan apni koshish to jari rakhe kiyon ke jo log koshish karte hain wo kabhi peche nai rehte.
      • #2118 Collapse

        Is ma koi shak nahi ka pali thoker bohat zoar sa lagati hay lakin is ka matlab ya nahi ka himat har jay insan.
        "Man could not be defeated, but destroyed" The Old Man and the Sea english noval.
        • #2119 Collapse

          Nakaami usi waqt hoti hai jb ap wrong decisions laity hain.agr ap apni chadur say bahir mikl k paun philaen gy toa obvioualy disappoint ho jaen gy.apko chahye k ap half amount per trading karain ful pay nae
          • #2120 Collapse

            nakami un logo ko hoti h jin k dil or dimag me ye tenshan chal rahe hoti h k bonus milega ya nahe ya logo ki bato me ajate h k ye sab kam bekar h choro wo kash ma kash me rehte h paka irada kar ke mehnat se iska tim pred pura kare pir khud dekh le k
            • #2121 Collapse

              bilkul phli nikami ki waja sy dil chota nai karna chahy balky apni ghaltion sy seekh kar khud ma improvment lani chahy or khud ko next chalange k liy tayar karna chahy or phli nikami he jeet ka phla step ha .
              • #2122 Collapse

                Aslamualikum bhai bilkul ap theak keh rhe han trading men lose to hota rehta ha insan ko dil bardashta nahe hona chahye balky trading jari rakhne chahye
                • #2123 Collapse

                  Jb forex ko join kia jay to pehly zehn me ye bt honi chaiye k is me loss bhi ho ga to ye mind me rakhty hoye is me entr hon aur jb koi na kami samany aye to us se sekhna chaiye k kea kahan mistake hoi ham se ta k next ap wo ghlti na karin
                  • #2124 Collapse

                    han bilkul mere bhai jan pehli nakami per dil harna nahi chahiye kiun ke is me aap ka he faida hota hai forex me nakami usi ke naseeb me ati hai jo is me kam karna nahi janta ho or mere khayal se ap ko kamyab hone ke lye is me lagataar practice karte rehne ki he zarurat hoti hai .
                    • #2125 Collapse

                      dear friends me ye kahon ga k kam koi b ho kamiyabi or nakami dono sat sat hi chalti hn same like din or rat pr es ka mtlb ye ni hai k hum apna dil har jean q k rat k bad din shoro hota hai or nakami k bad hi kamiyabi ka maza ata hai . to agr ap first time hi har gy ho to kya hua ap ko again try krna chahiye q k jo hemat rakhty hn jeety sirf wohi hn or jo bhag jaty hn wo loser hoty hn
                      • #2126 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha me app ki baat se agree karta hn pori tarah seh hmen pheli nakami par dil nahi harna chahye is business me kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka hisa ha isi liye hmen kabhi bhi is business me loss k waqt dil nahi harna chahyee
                        • #2127 Collapse

                          Well yes I would also agree with this point that we should not get too kill on friendship and cerebrate of learning from our previous prefab mistakes instead of losing confidence and thinking of quitting Forex trading because it happens in the offset so not big difficulty in my reach.
                          • #2128 Collapse

                            pehli nakmi pr dil chta na kry and forex say ap bahot achi earning kar saktay ho isi liye tu mein apny sab traders brothers ko kehta hon kay pehly ap real account na open karay balkay pehly ap forex ko learn karo takay ap ka experience mein izafa ho is tarha ap achi earning kar saktay ho trading kar kay .
                            • #2129 Collapse

                              insan zindgi mai bohat say kam krta hai lakin kisi mai wo kamyab hota hai or kisi kaam mai ni lakin wo hemesha kamyabi k liye mehnat krta rhta hai. ap ko kabi bi apni nakami pe haar tasleem ni krni chahiye or bar bar mehnat krtay rehna chahiye or agay ki taraf jana chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2130 Collapse

                                Absolutely you say right and true that we should not free our viscus on gear unsuccessful, we should sum up our vigor to confronting any bad situation in the forex because it is too squeaky venturesome concern and there are much seek of losing money in clipped term, but we score to travel our struggles to get aim.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X