mehnat k sath emotion
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat k sath emotion
    dear forex member kia ham kamyabi k lye mehnat kren to hamian emotions k sath mehnat karni chahye ta k hamian movment mile agar jab movment mile gi to ham kaam main dil chaspi lian ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat k sath emotion

    Assalamu alaikum my dear friend ji hajir Baat bilkul theek hai ki mehnat ke sath emotion Agar Ham Pareshan Suresh Mein mehnat Karenge aur apne emotion per control Na Karenge To Hamen Koi fayda Na Hoga isliye Hamen chahie ki agar Ham Pareshan Forex mein mehnat se kam Karte Hain To Hamen chahie ki Apne emotion per bhi Jarur control Karen Kyunki Agar Ham mehnat ke sath Apne motion per control karne mein Kamyab Ho Jaate Hain to Pakistan Forex mein bhi Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Agar Ham Apne motion per control na karen to train Lagate Waqt Hamare emotion badh jaen aur Jiski vajah se Hamari trade Mein Humse Koi mistakes ho jayegi aur ham trade se loss Utha sakte hain na ki profit isliye Hamen chahie ki Ham mehnat ke sath Apne motion per control bhi rakhen Kyon Pyara Naam motion per control Na Karenge to Hamari mehnat Rai Gaon Jayegi isliye Hamen chahie ki mehnat ke sath Apne motion ko control Mein Jarur rakhen Agar kamyabi Chahte Hain To
    • #3 Collapse

      Re: mehnat k sath emotion

      Dear friend ap forex main mahnat to karty hain lekenbapnh imotion par control nahi kar paty ges say apna cahy say acha acount bhi wash kar dety hain as leye knowlldge hasel karny k sath sath apny imotion par control karen fazol qism trade opon na karen as say ap keleye faida hy
      • #4 Collapse

        Re: mehnat k sath emotion

        aapki baat bilkul sahi hai agar Ham Apne emotional ko mehnat ke sath attach Karenge To isase Ham Achcha knowledge or experience Hasil kar sakte hain Kyunki kamyabi UN member ko jyada milati hai jo Apne emotional ko control karte hue Apne mehnat per Jyada tavajjo Dete Hain aur accha knowledge or experience Hasil Karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: mehnat k sath emotion

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          dear forex member kia ham kamyabi k lye mehnat kren to hamian emotions k sath mehnat karni chahye ta k hamian movment mile agar jab movment mile gi to ham kaam main dil chaspi lian ge
          Jo traders main se kam karte hain vah emotional Nahin Hote aur jo traders emotional hokar kam karte hain unko Forex Mein success Nahin Milta Forex Mein success Hasil Karna Hai To Kabhi Bhi emotional hokar kam na Karen
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: mehnat k sath emotion

            Islamic dear friend Agar Ham Forex Mein minut se kam Karte Hain To Is Tarah Ham Apne emotions ko control Mein Nahin Rakh Sakte aur Loss Ka Shikar Ho Jaate Hain Agar Ham forex mein Kamyab Hona Chahte Hain To iske liye Hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur emotions ko control Mein Rakhe sakain taa k Ham Kamyab ho sakain aur accha profit bhi gain kar sakain ISI Mein Hamari kamyabi hai
            • #7 Collapse

              Re: mehnat k sath emotion

              Aapane bilkul theek kaha hai Humne se bahut Logon ke sath Unki mehnat ke sath emotion Jude Hote Hain isliye Agar Hamen mehnat karne ke bad bhi loss ho to hamare emotions ko bahut Jhatka lagta hai isliye ki Hamen chahie Forex trading mein bahut jyada Sabar ke sath kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: mehnat k sath emotion

                forex aik online business hain hamy is apny lalch or emotion ko qaboo main rakh kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar kuy apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real job hain
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat k sath emotion

                  ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen emotional bilkul bhi nahin Hona chahie Kyunki jo bhi emotional hokar kam Karta Hai vah Kabhi Kamyab Nahin hota hai aur usse kabhi bhi accha profit Bhi Nahin Milta hai agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen emotional Nahin Hona Hoga thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat k sath emotion

                    aslam o alikam g han bhai mehnat ke sath apne jazbat per bi qaboo rekhna chaye kion ke jazbat ko apne qaboo ma rekhna bot zaroori huta ha kion ke kabi ap ko apne business ma loss bi hu jata ha tu aise waqat ma ap ko apne jazbat per rekhna chaye mehnat kerne ke sath bot zarori ha ap her kam ma apne ap ko jazbat ko qaboo ma rakhen ur pershan na hun kion ye life ka ik hesa ha loss ur profit
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat k sath emotion

                      Hamen mehnat ke sath apni motion per control karne ki jarurat hai Jitna Jyada Hamari motion per control Karenge utani Jyada Kamyab hota hai Jaenge isliye jarurat hai Jyada Se Jyada Apne motion per control dalen Hamari motion per Jitna Hamara control Hoga usne Jyada Ham Kamyab Ho Jaenge Kamyab trader Ban jaenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X