Loss ka hona sa na gabrow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka hona sa na gabrow
    Dear friend Jo pog loss ka hona sa tension lataa hain app ko cahia ka app.loss sa tension na lain AGR app kha loss nai ho GHA tho app kabhi bhi forex main kamyab nai ho gha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka hona sa na gabrow

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamara loss hota rehta hai hamein loss ki surat main bilkul bhi nai ghabrana chy loss our profit to iss business ka hissa hain loss hamein bhut kuch seekhata hai iss lay hamein itna mehnat kerni chy keh hamara loss recover ho jay............
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka hona sa na gabrow

      G han thek kaha apny k loss hone sy tention to hoti hai lekin ager aap tention laingen or disheart hongen to kabhi aap is loss ko positively cover nahi kar saken gen isliye koshish karen k loss ko cover karne k liye ek strategy banaen or is par kaam kar k sap khud ka loss bhi cover kar sakte hain or profit ki traf bhi ja sakta hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka hona sa na gabrow

        Dear koi bhi business ho us me loss or profit sath sath chalta rehta he forex trading thora mushkil business/job he jis me kafi mehnat or knowledge ki zarorat he is me loss ke bhi chances he to behtar to ye he he ke apko jis waja se loss ho raha he us ko cover karne ki koshish kare or tension na le.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka hona sa na gabrow

          Dear friend forex market Mela Sab Ko hota hai last Se Koi Nahin bus Sakta Apne risk ko manage karna chahie aur jab loss Ho Apne mistake ho Dekhen aur use per learning Karen Jab mistake Se sikhenge Tu Hi Kamyab trader Ban Sakenge...
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka hona sa na gabrow

            g haan bhai jaan as main loss se hamein gabrana nahi chahye bal kee hamein as main mihnat karna chahye hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge and hamein chahye hai kee ham as main mihnat karte rahe and hamein chahye hai kee ham as main greed na kare tu hi ham loss se bach sake ge
             
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka hona sa na gabrow

              Dear forx members hymn ye bt maloom honi chy k koi b kam h us mn nafa ayr nuqsan donon chezn h.forex trading mn b loss ho skta h is liy hymn loss ki soort mn ghbrana ni chy blky apni mhnt ko jari rkhna chy.insaallah kamyabi zror mily gi.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka hona sa na gabrow

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien
                as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h
                aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed karte hien tu ham kamaee ker sakte hien aur hm ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien kamaee karna hota h lalach ni karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka hona sa na gabrow

                  Forex mein agar aap ko loss hota hai tou uss sae aap ko perashan nahin hona chahyea kyun kay forex mein agar aap acha kaam kertay hain tou aap ko profit hota hai aur agar kaam theek nahin kerain gay tou loss ho ga iss lye aisa kaam na kerain jis sae aap ko loss ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka hona sa na gabrow

                    g haan bhai jaan as main loss hone se gabrana nahi chahye hai agar ham as main gabrae ge tu ham as main kabhi kamyab nahi ho sake ge as liy hamein chahye hai kee ham as main loss ka samna dat kar kare ta kee ham as main hamein kamyab ho jay
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka hona sa na gabrow

                      Good Evening Friends
                      Hamne jab is main loss hoto pareshan nahi hona chahye aor is main loss forex trading ka hia hai is main jis jis traders ko loss hota hain aor is main apko loss se sekhna chahye agra ap is main loss see sekhte hain to ap is main kamab ho sakte ain oar is mein ahme jald hi ache se mehnat karna chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka hona sa na gabrow

                        aslam o alikam g han bhai hum ko loss ke hune se ghbrane nhi chaye belke bot pur umeed huna chaye her hall ma khus rehna chaye loss ka huna life ka hesa ha hum ko loss ke hune se learn kerna chaye ur learn ker ke kam kerna chaye pher ap ko kabi loss nhi hu ga jeb loss hu jaye tu is ki weja janni chaye ur pher care full hu ker akm karen ap kabi pershannhi hun ge apna dill bara rekhen ur hemsha hupefull rahen
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka hona sa na gabrow

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehroz khan niazi پيغام ديکھيے
                          Dear friend Jo pog loss ka hona sa tension lataa hain app ko cahia ka app.loss sa tension na lain AGR app kha loss nai ho GHA tho app kabhi bhi forex main kamyab nai ho gha
                          Assalam walekum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai ki agar Hamen Forex trading Mel Ho Jata Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balke loski reason godlas karna chahie aur uski correction Karni chahie Kyunki lost Har Kisi Business mein ho hi jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka hona sa na gabrow

                            G haan bilkul Apny theak kaha hai loss ky hony sy na gabrao ager loss ho b jay tu phershan hony ke bajy mehnat Karen q ky phershani lyny sy kuch hasal Nahi hoga ager hum mehnat Karen gy tu he Apny loss ko cover Kar saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka hona sa na gabrow

                              hume kbhi b apny loss se nahi gabrna cahhye aur jab b tradekaarin us se phly khud ko loss k lioye b prepare raakahin taa k loss ko dekh k tension main naa ajain loss ko himat se bardasht karna chahye uar loss ko recover karny ki kosish karni cahhye taa k hum behtar kam kar skain agr hum gabrain gay tension laain gay to is se hume mazeed aur loss hoga aur humara account b wash ho jye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X