Gold going up and up and up

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold going up and up and up
    Forex market mein agar aap gold ki market ko dekhain tou woh still bullish hai aur abhi iss ki neechay janay ki koi umeed nahin hai aur yeh sub forex mein america aur china ki trade war ki wajah sae ho raha hai aur jub tak yeh masla solve nahin ho jata uss waqt tak forex mein gold bullish hi rahay ga aap iss per kya comment kertay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold going up and up and up

    Gold to pakistan men bhi kaafi oonchaa urrr raha hai jis k neechy aany ka koi imkaan nahen. Baqi aap jaanty hain forex men khuch bhi yaqeeni nahen hota. Yeh bhi aa jawy ga neechy.
    • #3 Collapse

      Re: Gold going up and up and up

      G haan baai is waqth gold up trend may hay our may nay jithna study Kia hay tho is k baaray may jithnay be experts k analysis hay oskay mutabik gold nay is week may 1600 ko cross karna hay is liay agar kise be member ka gold par trading ka irada hay tho wo pehlay analysis zaroor read Kia karay kionka is ke prediction 1600 he hay.
      • #4 Collapse

        Re: Gold going up and up and up

        Han g ap ny sahe kaha hy Gold up e ja ra hy ye thora down r ziada up jata hy es ki main wja yahe hy USA r china jb tk ye sahe halat nai krty tb tk gold up ka up e jata rahy ga ye down nai aey ga r han agr halat sahe hoty hyn to pir gold aik dam sy dip b mar skta hy es ko b hamen dykhna chaheay. r agr gold buy krna hy to hamen Stop loss ka lagana boht zarori smjhna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Gold going up and up and up

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Forex market mein agar aap gold ki market ko dekhain tou woh still bullish hai aur abhi iss ki neechay janay ki koi umeed nahin hai aur yeh sub forex mein america aur china ki trade war ki wajah sae ho raha hai aur jub tak yeh masla solve nahin ho jata uss waqt tak forex mein gold bullish hi rahay ga aap iss per kya comment kertay hain
          G ha ap ny Tk bt ki ha ky market ko koei achy chance ni ha q ky ya gold ki Jo market wo be up or down hoti rahty ha is pr both he sambel kr km krny
          • #6 Collapse

            Re: Gold going up and up and up

            Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main gold going up and up and up oor gold ky up jany say CL down and down and down iss say bahoot say members ka too account hi wash ho gay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Gold going up and up and up

              Gee haan gold bilkul up hai aur iss kay abhi down janay kay koi chances nbhi nazar nahin aa rahay jub tak kay america aur china ki war khatam nahin ho jati aur jis din yeh war tension clear ho gaye tou uss din gold bahut neechay jaye ga aur 1480 ko lazmi touch keray ga
              • #8 Collapse

                Re: Gold going up and up and up

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Forex market mein agar aap gold ki market ko dekhain tou woh still bullish hai aur abhi iss ki neechay janay ki koi umeed nahin hai aur yeh sub forex mein america aur china ki trade war ki wajah sae ho raha hai aur jub tak yeh masla solve nahin ho jata uss waqt tak forex mein gold bullish hi rahay ga aap iss per kya comment kertay hain
                Yes sir me ap se fully agree hun. Gold ne aj kal bullish trend bna rakha hai or still buy me move kr raha hai. mera b ye hi kahna hai k ye 1600 price b break kr skta ha. lekin ye aik dam Down b aa skta hai or hmaray account b wash kr sakta hai. is lye hmen Stop loss set kr k hi Gold pr trading krni chahye taky hm big loss se mehfoz rah saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold going up and up and up

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain is mai gold fast move karny wala pair hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or ham earning be deta han hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold going up and up and up

                    Management planning ke sath karne mein aur bhi aasani ho jayegi daily basis per Agar Ham Nahin Yahan per thread banaenge Threads ki help se earning karne posting karna Hamare liye Aasan ho jaega Hamen information Yaad Karke yahan se bahut se Logon se information related Hasil kar sakte hain kam main plannings kar sakte hain Hamen Yahan per Hamari achievements Army ke sath mil sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold going up and up and up

                      gold mai hum live chat kar sakty hain hum live kam karty hain forex kabe be katem na hony wala business hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold going up and up and up

                        dosto mery khyal sy gold kafi oper ja chuka hy hy ab y nechy hi ay ga q k sellers ka prassure bhot zeada hoga aur agr is mn bigfishes a gy to wo gold ko oper ly ja skty hn q k wp market ka trend change kr daty hn...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold going up and up and up

                          Gee han aaj kal gold up hi up ja raha hai is ki yeh wajah hai k russia ne gold buy start ki di hai russia chahte hai wo dollar se jan chura le kafi country b chahte hai dollar ko international country se hata diya jay lekin gold ek real money hai jab k paper money ek radi ka tukra hai jis ki wajah se log gold buy kar rahay hai or gold up ja raha hai is liay hum ko b gold par soch samjh kar trading karny chayie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X