Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

    Hamen mehnat karni parati hai mehnat karke hi Ham is business Mein Kamyab Hai Is vajah Se Hamen chahie ki Ham zyada Se zyada mehnat Karen aur mehnat Karke is business se fayda Hasil Karen mehnat hi Mein Hamari kamyabi Ka Raaz Hai Is wajah Se Hamen mehnat karni parati hai aapko chahie ki aap mehnat Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

      ham logo ki mehnat kabhi be zaya nai hoti ha agr ham log dil sa karta ha to is liya hamay chayia ka ham log forex par be dil k laga kar mehnat karya shuru ma hamay losss wagra to hoga mgr bad ma ham log is par khamayb wagra be zaroor hoga aur agr ham logo ka pas forex ka bara ma knowledge aur experiences nai ha to ham logo ki sari ki sari mehnat zaya hoti ha is liya hamay koshish karni chayia ka ham log is mo sab sa pehla learn karna ka liya mehnat wagra karya
      • #18 Collapse

        Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

        bilkul nahi bhai jan aya kbhi nahi hota hai hum kisi bhi kam ki mahant kar len mahant kbhi bhi zaya nahi jati or aghr hum forex main mahant ki bat karen tu yah bhi kbhi zaya nahi jati ap ko mazeed tariky ki tarf ly kar yah jati hai tu hmain chahye k hum apni tradng main aghr kamyb hona chahty hain tu hum apni trading main mahnat karen or jitna ho skta hai otna he es ki learning karen
        • #19 Collapse

          Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

          Assalamu Alikum

          Definitely ager hum forex main fazool kaam karty rehty hein ya rules break kar kay daily kaam kar rahy hoty hein to ager humein bonus b acha na mily aur forex account b band kar diya jaye to humari mehnet to sari zaya ho jaye gi na, es liye forex kay etna easy b nahi lana cheaye aur mohabat ho kar kaam karna cheaye.

          Thanks
          • #20 Collapse

            Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

            forex trading me mehnat kbi b Zaya nhi hoti agr mehnat sahi direction me ki ho to.demo account me agr hm ne sahi se sekha ho to hm kbi b trading kr skty hain bina tension k.jitna marzi hard work kr lo mgr hard work ki direction he decide krti hai k hmain profit ho ga k loss.
            • #21 Collapse

              Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

              G bilkul kbhi kabhar esa hojata hy jub hum laprwahi se kam krte hy tu esa ho skta hy.jub hum trading krte wqt na market ka analysis kare aur na hy hamare pass trading ka knowledge nhe hoga tu ho skta hy hame profit k bjae loss ka samna karna pad sakta aur es tarah se hamri Forex par ky gy mehant zaya hojaty hy
              • #22 Collapse

                Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                Mehnat Kabhi bajaya Nahin Jaati Hai beshak Hamen trading Karke profit ho ya Los Ho mehnat waste Nahin Hoti Hai Hamen Hamesha mehnat Karke kam karna chahie Agar hamen nuksan bhi hoga to Ham usse kam se kam learn kar Sakenge isliye kabhi bhi Bina mehnat ke aur Bina soche samjhe kam Na Karo
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                  Mehnat kabhi bhi West Nahin Hoti Hai Agar traders mehnat Karke kam Karte Hain To unko yah pura fit hota hai ya FIR experience Hasil hota hai aur profit ke sath experience bhi Hasil hota hai yah Baat traders ko Apne mind Mein rakhni chahie ki agar trading kar ke nuksan ho jaaye to usse learn karo
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                    G dear khbi khbi bad luck ho jata hai k insan ki mehnt zaya Ho jati hai pr humein chahyie k hum himt na haren aur phr se apna hard work jari rakhen aur phr uss se zaida mehnt kren ta k acha reward mill saky
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                      Dear Virus ki vajah se market Mein is Waqt Jo situation chal rahi hai is Mein Hamari mehnat bhi waste ho sakti hai lekin Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balki apni mehnat ko Hamesha continue Rakhna chahie aur Hamesha acche ki ummid rakhni chahie Agar Ham apni thinking ko accha Rakhenge to hamare liye Achcha fayda Hasil karna Aasan Hoga lekin Agar Ham mayus Ho Jaenge To Ham Kabhi kamyabi ki taraf Nahin Ja Sakenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                        Assalamoalykum...!mehnat zya ni kti .. pr hm ye kah skty.. kabhi kabhi Allah hmy azmata h... or hm nakam ho jty.. pr wo nakami sirf us wkt k lye hoti.. us mn hmy sabar krna chaheya ... sabar k sth mehnat be... us k cradit Allah hmy fogna data.... its our faith... mehnat kabhi zya ni hoti...
                        • #27 Collapse

                          Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                          nahi dear pak forex member bilkul nahi agr hum mehnat karty han to humari mehnat kabhi bhi zaya nahi hoti ha .but surf mehnat hi nahi hoti ha niyat ki bhi to bat ah ..agr apki niyat achi ha to apko zaror kamiyabi hasil hoti ha .. lalach say door rahn or or bhi zada mehnat karen INSHALLAH kamiyab hon gy ..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Kiya Mahnat Zaya Bhi JatI HaI

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                            Dear sir Pakistan Forex forum mein kam karte hue Jo milva mehnat karte hain kya unki mehanat zaya Bhi Ho jaati Hai mere khyal mein aisa kabhi nahin hota lekin jo member form per time pass kar rahe hain vah kamyab nahin ho sakte a unki mehnat zaya ja sakti hai aur unko bonus kam mil sakta hai
                            Ji Bhai Asha Jarur Hota Hai Jab aap pura month hardworking karne ke bad aur posting mein itna Jyada time dene ke bad without analyser ke trade kar lete hain yah aap ki puri mehnat ko best kar deta hai isliye pahle market ko acche tarike se understand Karen aur FIR trade Karen
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X