kamyab trader apni mistakes demo account main khatam karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyab trader apni mistakes demo account main khatam karta hae

    g han ham logo ko chahye ka ham log is ma achi tara kam kara aur is ma ham log jo mistake karta han ham logo ko chahye ka ham log apnai mistake demo account pa hatam kara ta ka ham log ya mistake kabhi repeat na kara ta ka ham logo ko is ma acha bonus mila ta ka ham log isma kamayab ho skaha uar ham logo ko mistake asa iak new cheez milti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyab trader apni mistakes demo account main khatam karta hae

      Kamyab trader apni mistakes demo account per khatm Karta Hai aapane Sahi kaha hai jo bhi expert trader Hoti Hai wo demo account per Itni practice kar lete hain ki wo apni Tamam galtiyan account per Hi Sahi kar lete hain aur jab real account per Aate Hain To vah kam se kam mistakes karte hain Jiski wajah se unhen profit hoti hai
      • #18 Collapse

        Re: kamyab trader apni mistakes demo account main khatam karta hae

        Aslam O Alaikum Dear friends bilkul apne sahi kaha kamyab traders.apni.mistakes.demo.account use karke khatm.karta hai demo.account se he trading.me ki.jane wali mistakes ko khatm kia jata hai or demo account he practice ka zarya hai trading me isliye successful traders hamesha trade ke liye Demo account he use karte hen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: kamyab trader apni mistakes demo account main khatam karta hae

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
          Assalamu ALaikum my dear members forex main aik small mistake se hamen bara loss ho sakta hae lakin aik aam sa trader apni mistakes ko ignore kar deta hae lakin aik kamyab trader apni mistajes ko demo account main use kar ke un ko khatam karta hae take wo mistakes dobara repeat na hon
          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai demo account ka maksad hi yah hota hai ki agar Ham Koi mistake kar rahe hain to demo account per apni strategy ko check Karke uski correction kar sakte hain isliye demo account per kam karna bahut jyada Jaruri Hota Hai

          اب آن لائن

          Working...
          X