Trading me NEWS ka role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me NEWS ka role
    Dear friends trading me news ka bht,zada role hota Hy news,apki trading ko ya to bilkul bht hi zada fastly profit me lay jaati Hy ya phr Chand minto me account wash kr deti Hy news ki waja,sy market me tezi ati Hy is leay trade ng k doraan hamesha news py Lazmi dheyan rakha kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me NEWS ka role

    New forex market ko bahot effect kerti hain ky aksar news time per market bahot zyada move ker jati hai jab market news ki waja sy kisi bhi direction main bahot bari move ker chuki Ho tou usky bahd reverse order main trade open ker leny sy hamain trade main acha profit bhi ho sakta hai tou aesy time ka wait kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Trading me NEWS ka role

      Dear friend news market ko samghna bohot moshkel hy aur as main profet bhi kam time main bahtareen leya ga sakta hy as main ao ko ziada time bhi nahi dena parta ap agar news par trading karna chahty hain to ap ko pahly asay achi tarah say sekhna hoga tab hi as main kameyabi mil sakty hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading me NEWS ka role

        mere Bhai forex trading mein forex trading mein bahut bada role hota hai news kahaniyon ke forex trading technical chalti hai to aur theek chalti rahti hai lekin jab nahin sakti hai to sab kuchh to kar deti hai forex trading mein kyunki factory mein kitne mahine hoti hain vah ko damage kar deti Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading me NEWS ka role

          Forex trading mein news ka bahut aeham role hota hai aur iss news hi ki wajah sae market mein bahut zayada tezzi bhi ati hai aur yeh news hi hain jin ki wajah sae humain andaza hota hai kay ab market kis side per movement keray gi ta kay hum trade laga sakain
          • #6 Collapse

            Re: Trading me NEWS ka role

            Aslam O Alaikum dear friends forex market par news se bara asar parta hai forex market me bews he ehem wajah hai jiske wajahse market me bojt bari tezi hoti hai news ke time market ek side move karti hai wo bhi barhi tezi se isliye experts traders news ke waqt bara faida utha lete hen ku ke news ke waqt market tezi se ek side hote phir jab reverse leti hai tab trade lagate hen to accha profit hasil karte hen
            • #7 Collapse

              Re: Trading me NEWS ka role

              dear sir aajkal to vaise bhi trading news per hi chal rahi hai kyunki bignews a rahi hai ISI vajah se market news ke upar movement karti hai isliye news per careful hokar stop loss take profit lagakar trade open Kiya Karen kyunki high volatility main market mein big loss bhi ho sakta hai aur account watch bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading me NEWS ka role

                arey bhai forex trading main use ka bahut bada role hota hai jeevan ke news ke Bina to market bhi nahin chalti Punjab news aati hai to market mein itni desi a jaati hai ki ham log samajhte Hain ki pata nahin Kya Ho Gaya yaar market to achanak se tej Ho Gai lekin iske piche news hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me NEWS ka role

                  Assalamau ALaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main news bahut important hae is ka bahut impact hota hae trading main jab hogh news positive ate hae to market up hp jate hae or jab news negative ate hae to market down ho jate hae
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me NEWS ka role

                    trading main use ka bahut bada role hota hai kyunki jab news aati hai to hamare jitne bhi analysis hote hain vah khatm kar deti hai aur forex trading mein ek halchal mein jaati hai forex trading mein pata nahin chalta ki market ab kya kar rahi hai aur kis site par ho rahi hai yah sab news ka role hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me NEWS ka role

                      hello sir aapane bilkul sahi Samay Hai Forex trading mein news hote hain mein chahie ki Ham news per kabhi bhi Bharosa na Karen and Hamen Apne mind Se Hi trade open karna chahie Kyunki Ham news Ka Sahara Lenge to ismein Hamari experience Nahin badhegi isliye Hamen Apne mind se experience Hasil karna hoga aur ismein trade open karke earning Karni chahie to hi Ham ismein Kamyab traders ban Karenge
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me NEWS ka role

                        G han dear jhan tak trading mai news ka kirdar hai tu kafi zayda hai kiyu kay trading mai news kafi mani rakhti hai news pay he tu sari trading hotye hai tu humain news pay focus hamesha hona chye ager kamyabi chye tu
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me NEWS ka role

                          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki main news ka bahut jyada Hota Hai Jab Koi news hota hai to Uske Darmiyaan market ki movement bahut fast Hoti Hai yah to Upar Chali Jaati Hai Ya Niche
                          Visit My Profile
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me NEWS ka role

                            trading Mein rules ka rules bahut hi Aham Hai Jab news Aaye To Hamen use Waqt rate Nahin Lagani chahie Kyunki news ke Waqt trade Lagana Rul ke khilaf hai agar aap news ko dekh kar trade Laga Dete Hain To Aisi Surat Mein aapka account block ho jata hai aur uske sath sath aapka account wash bhi ho jata hai is wajah se news ke dauran trading se bacchein

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X