Lot size chota select karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size chota select karain
    Dear traders forex trading business bohat hi profitable business hai forex may trade lagne kay liye traders ko humsha lot size kam or chota select karna chahye ta kay profit or loss ki ratio kam sy kam ho jitna ziyda heavy lot size ho ga humain utna hi loss ka dar rahy ga koshish karain kay lot size khyl or lalach sy hat kar lagain shukriya...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size chota select karain

    G han ap sahi kah raha hain lot size ko chota s chota rakhain kiun ka lot size s ap ka account save raha ga is lia lot size ko chota rakhain ap ka account wash nahi ho ga profit kum ho ga tu loos bi kum ho sakta hai is lia forex mai lot size kafi ahmiyat k hamil hai jis ki waja s hum forex mai zayda time rah sakta hain tohra profit hi sahi laken ata tu hai na nahi tu bara lot size s loos bara or account wash hota hai or hasil kuch bi nahi hota
    • #3 Collapse

      Re: Lot size chota select karain

      G ap any baht acahashwra dia ha me nay yeh baat note ki ha k aksar meray bhai lot siz ko bra kr detay hain jis ki vja say unka acha khasa healthy account bhi bahut ziyada loss mn chala jata ha aur agr account pay stop loss na ho to account wash bhi ho jata ha. Agr hum lot size ko sahe tarha say manage krain aur lot size kam rakhi to hum account ko safety limit mn rakh k alnay leay sarmaya ekahtah kr sktay hain. Lot size jitna small ho ga utna ziyada hmara account secure ho ga.
      Kinza789 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Lot size chota select karain

        Ji bilkul agar hum small lot size pe trading karte hain to hum logo ko us ka ye faida hota hai ke humara account humesha safe rehta hai and hum secure trading karte hain small lot size se hum small profit ke sath sath big profit bhi gain kar sakte hain ye hi to key to success hai iss liye hum logo ko chaye ke hum small lot ki help se hi short term trading mein entry den and us se chote chote profit se account ko grow bhi karen and us se withdraw bhi nikalen.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size chota select karain

          Jitni Bari ham lot size select ker ky trade continue kerty hain utna bara ham apny balance per risk ly rehy hoty hain tou hamain calculate ker ky risk lena chahiay ky hamary trading account main itna balance hai tou hamain risk bhi usi hisab sy lena chahiay ky market agar hamari open trade ky against bhi Bari move kerti hai tou account wash sy bach saky
          • #6 Collapse

            Re: Lot size chota select karain

            Salaam alaikum my dear friend agar hamen forest area mein kamyab hona hai to hamen aapki baat bilkul sahi hai ki lot size kam rakhni hogi lekin lot size is tarah kam rakhni hai ki hamen apne account ke hisab se money management karni hai kyunki forex trading mein kamyab hone ke liye money management bahut jaruri hai
            • #7 Collapse

              Re: Lot size chota select karain

              Dear friend hamen lot size hamesha apny acount k motabeq select karna chahye agar hum ziada lot lena chahty hainvto cransy pearvpar market ko achay say analeses kar k ak strong singnal par lot size ziada lain ta k bary lot size say ap ka noksan na ho aur acha profet bhi ho gay
              • #8 Collapse

                Re: Lot size chota select karain

                dear sir trading mein chhota lot size hi kamyabi ki alamat hai agar chhote stop plus aur chhote take profit ke sath trading karenge to jald hi kamyab Ho jaenge kyunki jitna Volume kam hoga itni sev trading aur tension create wali trading nahin hogi isliye small volume ke sath chat karen aur khud Ko sev trading karne ka expert banaen
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size chota select karain

                  ji han bilkul mere Bhai hamen jalore size hai vah chhota select karna chahie ok jab Ham forex trading mein rate karte Hain to hamen forex trading main is baat ka khyal rakhna chahie ki hamen apne account ki money management jarur karni chahie agar hamen forestry mein kamyab hona hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size chota select karain

                    assalam walekum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen Hamesha lot size smaller size ka select karna chahie Kyunki smaller lot size ke juice se Hamara account bhi sev Rahega lekin Agar Hamen profit ho raha hai to vah bhi kam Hoga lekin Hamara account save Rahega aur Yahi Hamen chahie
                    Visit My Profile
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size chota select karain

                      AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhin g yh bat to bilkul theek hy kh hmain trading ky douran lot size kam rakhna ho ga is sy ager hmara profit kam ho ga to loss bhi kam ho ga lot size ziyada rakhny sy hmara account wash bhi ho sakta hy.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X